Techinical analyse maina use kiye jany waly tools
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Techinical analyse maina use kiye jany waly tools
    Jab bhi markete ko analyse kerty hain to 2 ways use kerty hain fundamental and technical analyse and technical analyse kerty huy hamy markete ko dekhny k liye chart ko watch kerna hota hai and chart main different tools ka use kiya jata hai in tools k bary main aware hona boht must hai kiun k is k bager best analyse nahi kiye ja sakty in main boht se traders indicatiors ka use kerty huy analyse kerty hain and is main support and ressistance se analyse kiya jata hai phr canldes ki shapes ko samjhna must hai bull and bear candle k banny ka pata hona chahye ager in sab baton ka khyal rakhty huy analyse karen gy to biht achy way main markete ki next direction ko samjhny main asani rahy gi ye kuch tools hain jin ka use technical analyse main kiya jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

    Aap ny achi information di hy technical analysis k bary me yahn thanks ka option hy me thanks dy rha hon agr 2 thanks ya 5 thanks k option hoty to 5 deta but 1 hi hy hmen aesi information share krni chy and thanks b dena chy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

      forex trading business mein ham log ko yahan per technical taur per Jo loss hota hai receive karne per vah Ham logon ki ek aap logon yah kya sakte hain ki experience mein Koi kami a jaati hai lekin vo jo loss hota hai humko khabar bhi kar sakte hain technical analysis mein ham log ko jaldi loss nahin hota mere bhai mere khyal mein aisa hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
        Jab bhi markete ko analyse kerty hain to 2 ways use kerty hain fundamental and technical analyse and technical analyse kerty huy hamy markete ko dekhny k liye chart ko watch kerna hota hai and chart main different tools ka use kiya jata hai in tools k bary main aware hona boht must hai kiun k is k bager best analyse nahi kiye ja sakty in main boht se traders indicatiors ka use kerty huy analyse kerty hain and is main support and ressistance se analyse kiya jata hai phr canldes ki shapes ko samjhna must hai bull and bear candle k banny ka pata hona chahye ager in sab baton ka khyal rakhty huy analyse karen gy to biht achy way main markete ki next direction ko samjhny main asani rahy gi ye kuch tools hain jin ka use technical analyse main kiya jata hai
        Apnay sahi kaha hai dear k technical analysis k different tools hu saktay hai or itni different different strategies hai jinka hamnay suna tak nahi hota but wo strategy exist karti hai or sath mai profitable tak hoti hai, even k ye wo strategies hai jis mai apko stock market future market commodity market wagera sub mai apply kar saktay hu, but phir bhi ye traer success nahi hote shayad uski waja hai k inki psychology shayad wesi nahi hoti jese ek kamiyab trader ki hoti hai
        Last edited by ; 06-05-2020, 01:36 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

          hamy achy tools ko use kar ky is main analysis ka use karna cahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main 24 ganhto msis ys kisi be waqt kam kr sakty hain yai aik asa business hai jis main hamara koi bos nahi hota ham is main apny bos ap hi hoty hain yai usa or china or new yourk maina aik unique business hain
          • #6 Collapse

            Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

            technical analysis tab hi kar second tejam market per jitne bhi tools hai unhen understand karna aata Ho Jo indicator apply kiya hua hai use understand karna aata Ho tabhi technical analysis kar sakenge technical analysis August strong Ho market cup coffee andaza ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

              Analysis ke bare mein har ek mein bus ke pass hi acchi information ka hona bahut jaruri hai aur iske information ke liye members ko online rahakar aur kafi jyada kam karna hota hai aur uske bad hi jab members ko kafi sara knowledge hasil ho jata hai to sab member market ko sahi the analyse kar sakte hain aur unko har ek tarika se analyse dena bhi a jata hai aur jab members ko analyse karne ke bare mein sahi se Experience mil jata hai tu tabhi members trading sahi se karte hain
              • #8 Collapse

                Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

                Technical analysis maybe bahut sare tools ka use hota hai aur aapbahut acchi tarah se technical analysis kar sakte hain ya aapke upar hi depend hota hai iske liye aapko technical analysis ki acchi tarah se learning karni hogi acchi tarah se practis bhi karni hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

                  You can also use MACD as a confirmation indicator. If MACD Histogram is above 0 this means we’re in an uptrend. If MACD Histogram is below 0, we’re in a downtrend. Using a cross above 0 or below 0 as a buy or sell signal respectively, works well during strong trends, but when the market is choppy, this technique gives too much false signals. So, I only recommend using MACD histogram above 0 or below 0 as a confirmation of other indicators buy and sell signals. Unfortunately, during choppy markets, MACD gives too much false signals as you can see on the above chart. That’s why I just use MACD to spot divergences and to confirm trades. That’s the best way to use MACD on any kind of market.
                  • #10 Collapse

                    Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

                    Of course dear technical analysis ki bhi bahut importance hay, jis kay liye, RSI, candle bars,trend lines and price movement ko daikha jata hay, jab bhi ye analysis karain hum ko support and resistance different time frames ki daikhni chahiye, weekly and daily kay sath H4 time frame ki bhi bahut importance hay, hum ager short term trade laga rahy hain to hamain M30 and H1 time frames ki help say price movement kay behter analysis mil sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

                      Ji han bilkul aapko and investors ke liye trading ke Tamam tools ko use karna chahie indicators Ka istemal Karna chahie tha ki aap acchi earning kar Saken aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar Saken aapki mehnat aur Lagan hi aapko Kamyab banati Hai jitni Jyada aap earning Karenge utna Jyada aapko accha earning karne ka mauka milega
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #12 Collapse

                        Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

                        مقررہ تناسب نہ ہونے کے باوجود سونے چاندی کا تناسب اب بھی قیمتی دھاتوں کے تاجروں کے لئے ایک مقبول ذریعہ ہے۔ وہ کر سکتے ہیں، اور اب بھی کرتے ہیں، دونوں میٹلز میں ان کی بیٹس کو ہیج کرنے کے لئے استعمال کرتے ہیں -ایک میں ایک طویل پوزیشن لیتے ہیں، جبکہ دوسری دھات میں ایک مختصر پوزیشن رکھتے ہیں۔ اس لیے جب تناسب زیادہ ہو، اور سرمایہ کاروں کا خیال ہے کہ یہ چاندی کے مقابلے میں سونے کی قیمت کے ساتھ ساتھ کم ہوجائے گا، تو وہ چاندی خریدنے اور اتنی ہی مقدار میں سونے کی مختصر پوزیشن لینے کا فیصلہ کرسکتے ہیں۔
                        • #13 Collapse

                          Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

                          Forex mein market ke trend ko analyse karne ke liye Ham technical indicators use karte hain aur fundamental analysis bhi use Hote Hain lekin technical indicator use karne ke liye Ye Hamen market ki price ko dekhna Hota Hai hi aur economic calendar aur news technical analysis Karte Hain Ki market ki price kahan tak Ja sakti hai fundamental analysis ko Ham chart Banakar analyse Karte Hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Techinical analyse maina use kiye jany waly tools

                            Ji bilkul market ko hum fundamental anr technical dono tarha se daikhty haen. Technical analysis ki agar bat karaen tu es mein ko shak nahi ke hamary pass bahut sary ways haen market ko analyse kerny ke liye. Lekin humaen un mein se sub se best tareeqa talash kerna hota hai jo hamaen profit de saky. Hum sab tools ko aik sath use nahi ker sakty aur na hi kerny chahyeain. Kyon ke es se market analysis mein confusions creat ho jati haen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X