Current market situations main robot trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Current market situations main robot trading
    Market ki jo current situation chal rehi hai tou aesi situation main kia robot trading bhi fail ho chuki hai kyun ky robot bhi market ki technical movement ko follow kerty hain jabky market khud technical movement ko follow nehi ker rehi kisi bhi direction main bari move ker jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Current market situations main robot trading

    Current market ki situation ko dekha jaaye to kafi sawalat paida hote hain Corona virus ki vajah se Puri duniya mein logon mein aur lockdown ki vajah se maximum countries ki market crash ho chuki hai aur economy bilkul down ho chuki hai lekin abhi humne dekha pichhle week mein kafi had Tak market stable ho chuki hai aur apne friend ke mutabik munh karna shuru kar diya hai mere Salman next week mein maximum chance hi honge shut down karke apni original position per aaenge aur ham se bahut jyada fayda utha sakenge to inshallah aane wale waqt mein Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Current market situations main robot trading

      agar aap log forex trading business mein kamyab hona chahte Hain to main aap logon ko yahi advice dunga mere bhai kya aap yahan per mananiy trade Karen robot ko bilkul bhi istemal Na Karen yah aap logon ke liye bahut hi theek khatarnak sabit ho sakta hai isliye robot Ham logon ke liye ek achcha indicator bilkul bhi nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Current market situations main robot trading

        No dear, trading apny bal botay par karni chahe, apny signal banany chahe, es ma waqat to lagy ga but ik din ham zarur kamyab ho jayn gy, robo trading ma acct hamary hath sy nikal jata hai, wo us time b trade laga dety hain jb agr ham market ma tora sabar kar leyn to wapas profit ma ja sakty hain, khud sy achi trading karny ma waqat to lag sakta hai but ye he best hai,
        • #5 Collapse

          Re: Current market situations main robot trading

          g haan ajkal market ki halkt kaafi berst nhee hy khuch pairs bhut fast move ker rahy hein or khuch pairs kaafgi slow move ker rahy heion isliuy hamin chaiy keh hum ismein kaam kernby k liuy khud ko fresh or always ready rahkin ager hum care full hoker kaam krein gy to hamry liuy prfit ko gain kerna zeeda easy rahy gaa
          • #6 Collapse

            Re: Current market situations main robot trading

            forex main humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar ksty hain agr hum es main lalche bn kar hum es main kam karian gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ag our hum es main live tarding akrtyy hain
            • #7 Collapse

              Re: Current market situations main robot trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
              Market ki jo current situation chal rehi hai tou aesi situation main kia robot trading bhi fail ho chuki hai kyun ky robot bhi market ki technical movement ko follow kerty hain jabky market khud technical movement ko follow nehi ker rehi kisi bhi direction main bari move ker jati hai
              Ye akrnay ki ghalti say bhi ghalti mt karna mere dost, market ki is waqt wo situation hai k bare bare traders tak pareshan hai unki samjh mai movement nahi arahi hai, to robot jin k pas khud koi aqal nahi hoti or unhe only past data provide akra hota hai woto apko 100% loss hi dega, usse acha hai k ap hi trading karlo khud, at least apna account to wah nahi hunay dogay.
              • #8 Collapse

                Re: Current market situations main robot trading

                Jab market ki movement theek hoti robot trading tu hum ko us waqt bhi nahin karni cahaiye kiok robot trading karne ka koi faida nahin hota robot trading karain gey tu is forex ki na learning knewledge aur experience hasil nahin kar saktay aur agr khud trading karain gey tu learning knewledge aur experience ho ga js se bad mein bhi forex mein kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Current market situations main robot trading

                  dear friend robot trading market mein bahut kam karni chahie jinke pass knowledge bilkul nahin hota yah fir market ki jab bilkul samajh nahin a Rahi trade bhi lagani hai FIR robot trading Kar lijiye was report reading nahin karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Current market situations main robot trading

                    Members ko is tarah ki trading se avoid karna chahie ki jo useful nahin hoti hai aur aisi trading ke jo bahut hi jyada risky hoti hai ki jiski vajah se members ko loss ho jane ka chance hota hai jaise ke kafi members aise hain ki jo apne account per khud se trading ko continue nahin karte hain aur woh trading ke liye robot ko use karte hain members ko chahie ki vah apne se khud jab trading karenge tu is tarah se unko experience bhi achchha sil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Current market situations main robot trading

                      robo trading to kabhi nahin karni chahie ismein hamesha nuksan hota hai aur robot reading ka koi bhi fayda nahin hota hai aapane trading karni hai to khud trading karo iske liye food acchi tarah se learning aur practis Karo
                      • #12 Collapse

                        Re: Current market situations main robot trading

                        Since the market is open 24 hours a day, you can make money anytime you want: Once again, this is not true. In order to make money, a trader needs volatility. Although this market is open 24 hours a day, in the majority of the time there isn’t enough volatility to make good trades. This is a big challenge because volatility can appear at any time of the day and the trader can’t be watching the market all the time. He has to adjust his strategy in order to trade only in high volatility periods.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Current market situations main robot trading

                          Mein Robot trading k haq mein nehn hn.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X