Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE
    Dosto forex AK esa business Hy Jo her lamhy KY SATH up down hota rehta Hy , forex me trading jitni faida mand hoti Hy utna he saber azma bhi hoti Hy , JB kbhe AP trade krty hn entry LY let hn to markeet apki lgae gae trade k against chalti Hy to kbhee b ghabraiyega nhe saber krjyega ,zehn ko cool rakhein or apny plan k sath qaim rahein ,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

    ji bilkul mere Bhai aapki baat se rishta Ham log yahan par forex trading business mein kabhi bhi panic nahin hona chahie agar aap log for x mein trading karte waqt Kahan kho jaenge to tab aap log yahan par forex trading Ganesh mein acchi aur behtarin profit hansi nahin kar sakte acchi profit hasil karne ke liye hamen panic nahin hona chahie
    • #3 Collapse

      Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

      hamain is forum main soch smajh k hi trade karni ho gi aur hamain market main bi planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain chahye is forum main bi trend ko use kar k hi hum real main kam kar k hi hum acha bonus hasil ho saky gi aur hamain market main bi earning ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

        forex aik best or kabe be kaatem na hony wala business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kakmaybe mil j ge hum is mai 24 ganty mai sy kese be wat ka time table bana kar kam kar sakt yhai yai aik legal business hain yai aik world wide business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga yai aik unique business hain
        • #5 Collapse

          Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

          hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh akr is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsus hasil kr sakry hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kr is main kam kar sakty hian
          • #6 Collapse

            Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

            Forexforum mein jo sabse Mushkil kam hai portrait karna hai aap trade karte hain aur aap inter Le lete hain to market Mein To Har jaav aata rahata hai ISI utaar chadhav main aapko Safar karna chahie Kyunki yah Jaruri Nahin Ki Har Waqt market aapke favour mein ho yah bhi ho sakta hai ki market aapke against ho ya market aapke against ho to aapko Sabar karna chahie aapko ghabrana Nahin chahie
            • #7 Collapse

              Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

              dear forex ik online internatoinal bussniss hy or life time bussbniss hy ewvry time hamra sath deny wala bussniss hy or yah per lahkon log kaam kerrty hein hamin bhi chaiy keh hum khud krein or doosron ko bhi invoite krein i think hum btter sucess hasil ker sakty hein jab hum khud ghlat kaam krein gy to shyed hum loss ko bhi face ker sakty hein
              • #8 Collapse

                Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                G han bilkul hmain kabhi bhi panic nahi hona chahaiy hmain hamesha bhut hi soch samjh kar kam pa focus karna chahaiy takh ham forum main koi bhi jaldbazi sy kam na krain aur acha bonus hasil karny ki koshish krain.
                • #9 Collapse

                  Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                  G bilkul theek kaha aap nay forex forum jessy ik bahot pecheeda forum hay oar forex market ko samajhna bahot mushkil hay to ess liay hamain forex market main trade kay liay kabhi bhi jaldi nahi karni oar panic main koi trade nahi karni aap market main jain dekhain agar samajh nahi aata to ap oss wakt trade na karain thoori dair kay bad fresh mind ho kar to pher trade kar lain panic ki koshish zaroorat nahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                    Forex mein hum ko kabhi bhi gabhra kar trading nahin karna cahaiye hum ko trading mein profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai hum forex mein trading jab bhi karain tu forex mein mind fresh rakh kar market ko samjh kar trading karni cahaiye phr hi hum forex mein kaamyaab ho saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                      forex trading business mein bus disheart nahin hona chahie apni working ko continue rakhna chahie plan bnao kar ismein working ki Jay Jo money management ko follow karte hue market mein trading karta hai best rahata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                        aapko apne andar se feature ko khatm kar dena chahie jab tak aap ko khatm nahin karoge tab tak kahan per hai acchi tarah se working nahin kar paungi aur ISI vajah se aap kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paunga se aapko chahie kya aap apne andar confidence paida Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                          Don’t set unrealistic goals. If you do so, you’ll be frustrated when you realize that you weren’t able to achieve them. When you define your goals in Forex trading, define ambitious goals but, at the same time, goals that you can accomplish. If you’re just starting in the Forex market, define as a goal achieving a profit at the end of the month. It doesn’t matter if it’s a big profit or not, but if you can start with a profit, you’re on the right track. If you’re just starting and define goals like “I’ll make $20K by the end of the month”, you’re just dreaming.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                            Between 8am and 12pm EST we have the U.S. session and the European session at the same time. This is the best time of the day to trade Forex. Volatility is good in all currency pairs. Some of the most important economic releases appear during this period, and this brings good opportunities for Forex traders almost every single day. A good economic calendar is essential to keep you informed about the market. It allows you to know what economic indicators will be released and which expectations for those indicators are. Since some economic indicators usually bring volatility to Forex, it’s important to stay on top of these indicators, and know what you can expect.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kbhe bhi panic nhe hona CHAHYE

                              Ji han bilkul aapki baat sahi hai aapko kabhi bhi panic Nahin Hona chahie Pareshan Nahin Hona chahie Los Ki Surat mein aapko Sabar karna chahie aur analysis Karte Rahana chahie aur jab Ek Achcha. Aaye To aap apna trade close kar sakte hain aur Apna profit Hasil kar sakte hain
                              🌼 Never Give Up 🌼

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X