Posting krty waqt trading na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting krty waqt trading na krein
    Dear sweet friends main aap se ye kehna chahta hon k posting krty waqt trading na krein kionkeh phr na tu trading pe focus rehta hai aur na hi posting pe kionkeh dono ko time deny se confusion paida ho jati hai aur aap posting theek se nhi kr paty agr trade loss mein chali jaye tu phr aur tension ho jati hai trade ko bar bar dekhny se daily posts limit complete nhi ho pati.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting krty waqt trading na krein

    Walaikum assalam and respected member aapane bahut hi ache outstanding Di Hai jitne bhi new members Hain yah jitne bhi old members Hain unke liye ki Jab Ham post comments kar rahe hain yah post generate kar rahe hain to use Waqt tumhare pass trading ke liye vaise bhi bahut minimum time Hota Hai Chup baithe hai ki sabse pahle ham log Apna ek strong kism ka bonus accumulate Karen Apne account mein Kyunki donon chijon ko Sath Lekar Hum Kabhi Bhi Nahin chal Sakte ke at time Ham post bhi generate Karen post comments Karen aur uske sath sath ham log training bhi Karenge impossible ho jata hai aapka mindset Jab do is Samay divide hoga to aap totally focus nahin kar sakte To Ham Logon Ko pahle bonus ko complaint karna chahie after that FIR Ham Logon Ko tradingqna focus karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Posting krty waqt trading na krein

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
      Dear sweet friends main aap se ye kehna chahta hon k posting krty waqt trading na krein kionkeh phr na tu trading pe focus rehta hai aur na hi posting pe kionkeh dono ko time deny se confusion paida ho jati hai aur aap posting theek se nhi kr paty agr trade loss mein chali jaye tu phr aur tension ho jati hai trade ko bar bar dekhny se daily posts limit complete nhi ho pati.
      Zahir c bat hai ager ap posting k sath trading karengay to apka mind divert hota jaiga her dafa or uska nuqsan bhi apko hi uthana parega, lack of concentration ki waja say apki trading mai accuracy km hu jaigi jiski waja say right analysis nahi kar sakengay ap, or right analysis k lie apko full concetration chaheye hoti hai tab bhi ghalti hunay k chance hote hai thore bhut but ager double kam ek waqt mai karugi to lack of concentration ki waja say is bat ka andaza 97% hai k apki analysis wrong jai or apko nuqsan bear karna pare.
      Last edited by ; 06-05-2020, 11:40 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Posting krty waqt trading na krein

        posts pora week kar sakty hain is say bonus hasil hota hai is ko invest kar hi hum trade lga sakty hain so hamain is forum main part time main b i job kar sakty hain aur hamain market main bi kisi bi wqat trade kar k hi hum lloss say bach sakty hain aur hamain market main bi planing kar k hi hum achi earning ho saky gi aur expereicne hoh ga tab hi hum sucess hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Posting krty waqt trading na krein

          forex 1 acha business hain humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam akr skty hain agr hum es main bgir learning kay hum es main kam akrain gain to humain es main loss ho ag aour humara account be wash ho jay ga forex 1 on line business hain
          • #6 Collapse

            Re: Posting krty waqt trading na krein

            Ji han aapane theek kaha hai aapko Forex mein kya post kar rahe ho to aap trade na Karen aap operator news Vashikaran Jab aap to posting Na kar rahe ho aapko chahie kya aap Subah ke bhakti posting Karen Aur Sham ke Waqt vate Karen isliye aapko Apne time table banana chahie aur Usi time table nahi aapko posting out rating Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Posting krty waqt trading na krein

              forex aik bohat bara business hain hum is mai aik din mai 50 posts kaar skaty hain hamy qaultiy wala kam karna ho ga pher he hum bonus kama saky gy hum is mai rat mai be kam kari sakty hain hum is ma din mai be kam kari sakty hain yai pakistan mai lagal ban cuka hain hum is mai apne marze sy tim table bana kar kam kar sakty hain yai aik legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Posting krty waqt trading na krein

                Dear brother ap ki bat bilkul theek hey aik time men sirf aik kam karna chahiay kiun k banda double kam karnay se double minded ho jata hey iss liay koi bhi kam sahee nhi hota iss liay agar posting kartay hen tu phir trading nah karen aur trading karen tu phir posting nah karen
                • #9 Collapse

                  Re: Posting krty waqt trading na krein

                  Han g hmain posting karty waqt trading nahi karni chahaiy kunkh aik waat main aik hi kam karna chahaiy takh hmain loss na ho aur ham achi earning kar skain hmain chahaiy k ham forex forum k bary main information hasil krain aur acha knowledge aur experience gain karny ki koshish krain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting krty waqt trading na krein

                    Posting tu hum ko daily karna hoti hai hum daily ki limit ko Pura karain gey tu hi acha bonus mil sakta hai aur is traha tu phr hum trading kar hi nahin saktay kiok posting karna bhi zaroori hota hai posting karain gey tu hi bonus mil sakta hai aur acha bonus ho ga tu trading bhi achi ho gi tu phr trading kab karni cahaiye hum ko is traha karna cahaiye Kay trading bhi karain aur posting bhi karain aur is kay liye ye kar saktay han Kay hum market ka analysis karain aur trade open kar Kay us mein stop loss aur take profit laga dain phr apni post par focus karain aur limit ko Pura karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting krty waqt trading na krein

                      Ji bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai posting karte waqt aapko chahie Kya Na Karen Ek aapko bahut disturbance ho jayegi isliye jaruri hai kya freshman separate Karen aur fresh mind se posting Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting krty waqt trading na krein

                        g han bilkul thek kaha hae ap ne jab ap is main posting kar rahe un apko trading nhe karne cahiye q ke agar ap is ke sath sath trading bhe karen ge or posrting bhe to ap se sahe kam nhe ho ga q ke tradng kartre waqt apko har waqt market ke touch ain rehna parta hae to isis liye ap is main aik waqt main aik kam kaiya kare or acha km kiya karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting krty waqt trading na krein

                          Psoti g krty taime hamaya tradi g kr sgty hy koiisu naia hy agr trading sahi krna ati ho to hamaya koi msla naia hoya hy hm kr sgty hy agr hamari trading sahi ho hamari entry sahi ho to hamaya koi msla naia hota hy our ham bar bar phr trade dekhty rahy to koi msla nai bnata hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting krty waqt trading na krein

                            Dear friend ap ki baat theek hae hamn ak wakt mn sirf ak kam py focus kerna chahea ur usi kam ko achay tariqay say kerna chahea kun k ger hum achay tariqay say focus ni krn gay to hum kisi kam ko achay andaz mn ni ker saktay hn ur achay tariqay say kernay ur achi earning kernay kalea hamn ak time mn ya to trading kerni chahea ya phir posting dono ni
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posting krty waqt trading na krein

                              Asslamualeikum all friends ummid karta hu ap sab friends kharyt say hongy dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma posting bi karty rha kary aur trading bi karty rha kary phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X