threads karny ka best time...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    threads karny ka best time...
    Assalam o Alaikum ..........
    dear forex members main ap say ya bat share karna cahti hon kay agr hum cahty han kay humaen threads per ache jawab milen to humaen pak forex main subha kay time threads karni cahiya ...kunkay is say humaen ache jawab milty han ...jis say humaen achi information hasil hoti ha ...:1f60c:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: threads karny ka best time...

    Dear member Forex form Mein kam karne ka koi bhi Ek particular time nahin hai Ham ismein Jab Chahe tab hi kam kar sakte hain aur Achcha bonus Hasil kar sakte hain aghr ap aik din main 50 posts or 4 thraeds create karty hain tu ap aik achy target k sath weekly bnus lay skty hain jis se apka target pora hony par he apko acha bonus mil jay ga aj ka target a he pora karen kbhi bhi apna kam kal par ayh adha na karen ayse ap kabhi bhi forex main kamyab nahi hongy
    Last edited by ; 06-05-2020, 09:50 AM.
    • #3 Collapse

      Re: threads karny ka best time...

      hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chahey hum is main kese be wakth ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy kam karny ky har aik rules ko follow karna ho ga pher he hum agy bar sakty hai or market main run kar sakty hai yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is mai international level par live or sada urdu main trading karty hain
      • #4 Collapse

        Re: threads karny ka best time...

        Thread karna ka bast time bohat acha swal hai forex mein aap thread suba ka time kray gay tu aap ko zayida faida hota hai agar aap sham ko krtay hai tu aap ko un ka faida nahi hota iss Lia acha thanks hasal karna hai tu aap ko suba ka time zayida thread kray gay tu aap ko faida ho ga
        • #5 Collapse

          Re: threads karny ka best time...

          dear is main ham kisi bhi time main threads o kr saktay hein is main ham ko chye k ham is main achay say acha kam ko kia karein aor jo bhi kam ko karein wo forex say related he hona chye agar ham is main aisa karty rahtay hein to bad main ja kr k he ham ko kamybi mil sakti hay is main ham ko kabhi bhi forex k rules k against nahi jana ho g .
          • #6 Collapse

            Re: threads karny ka best time...

            main app say yhe kahon ga kay hamain forex main morning main posting or evening main hamian trading karni ho ge trading main wohe log kamayab hoty hain jo is main analysis kar ky pher he trad karin gy to he hum ismain kamaybi ho ge forex main wohe log kamyabi hasil karyt hain jo sabr say or mahnt kay sath kam karty hain
            • #7 Collapse

              Re: threads karny ka best time...

              threads karne ka sab se best time koi bhi haio ham agar kaam karna chahte hian to hmain koi bhi time suite kare ga hmain is mein kaam karne se mehnat karni hai aur mehnat se kaam karne se hmain acha hona chahiye agar ham mehnat se kaam karna chahte hain to ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham bus quality ka kaam karian agar ham quality ka kaam karian ge to ham kameyab ho sakte hain is liye mehnat se kameyabi hai
              • #8 Collapse

                Re: threads karny ka best time...

                thread hm jb b chahy hm aga sakty hy agar hamare thread quality ki hti ha to hm ko zada sy zada likes b mlty hy r st st hi st hamara bonus b acha hta ha hmy quality ka work share karna chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: threads karny ka best time...

                  Forex Trading bhi waqat k sath sath change hota hai. Aur PAK Forum bhi waqat k sath sath badalta hai. Jis tarah Ramzan shoro hone se pehke iska tareeqa kar normal tha lekin Ramzan me timing change hone se is par bhi iska asar par chuka hai. Ramzan mubarik me Thread ka behtareen time aftari k baad ka time hai us me loog jab aftari se faregh ho jate hen to un ke pas beshumar waqat hota hai surf karne ka. Dosra us time log fresh ho jate hen aur har thread ka bohut teezi se jawab dete hen. Aftari k baad k time me Thread pe posts karne ka competition hota hai. Aur har koi jaldi posts karne k chakar me hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: threads karny ka best time...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                    Assalam o Alaikum ..........
                    dear forex members main ap say ya bat share karna cahti hon kay agr hum cahty han kay humaen threads per ache jawab milen to humaen pak forex main subha kay time threads karni cahiya ...kunkay is say humaen ache jawab milty han ...jis say humaen achi information hasil hoti ha ...:1f60c:
                    Ji vaise to Forex forum main thread karne ke time ki koi limit nahi hai Kyunki Forex 24 ghante open Rahane wala form hai lekin aap log apni Marzi se Forex form Mein Apna ek time table banaa sakte ho aur us time table ke mutabik forex forum Mein threads aur posting share kar sakte ho aur Forex Mein posting karne ka sabse best time Subah ka hi hai Kyunki Agar Ham subah subah acchi quality ke Threads create karte hain aur acchi posting share Karte Hain To Hamen isse acche likes aur thanks mil sakte hain jisse Hamen Achcha bonus Hasil ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: threads karny ka best time...

                      Assalamu Alaikum ji han bhai sahab subah subah ke Waqt bahut jyada traffic Hoti Hai Forex varame aur use Waqt Yadav Yadav post Kiye Ja Rahe hote hain isliye Agar Hamen Apne thread per acchi post aur comment chahie to yeah thanks chahie To Hamen chahie ke Subah ke Waqt Shayari ke bad post kar den ya FIR Subah 8:00 baje tak post kar den aur evening mein post karna Jyada Sahi Nahin hoga particular iftari se pahle post Kabhi Na kiya jaaye aapane bahut acchi infoshare ki hai ki Hamen Subah ke Waqt hi thread banana chahie yah Hamare liye best rahega
                      Do it before other will do!
                      • #12 Collapse

                        Re: threads karny ka best time...

                        Trade ker na ka koi khas time ni hota jus time hum easy liy ker sakty hy ma to ya kho gi morning time best time hy q k morning time humara mind fresh hota hy ar evening time ma kama ki waja se tried hoty hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: threads karny ka best time...

                          Assalam.o alaimum dears friends
                          Mere khayal se threads krne ka behtreen time first yani subha ka best hai who eslye ke subha ke time hamara mind bilkul fresh hota hai jise hamen achi threafs hoti hain ,achi threads ke nate hamen bouns acha milt hai aur ham achi trads kr ke acha profit otha dmsakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X