Short trading daily earing ka best zriya hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short trading daily earing ka best zriya hay
    Har ek din mein hi trading karke aur achcha profit liya ja sakta hai aur yah tab hi mumkin ho jata hai ki jab member apni trades ko acche se plan karke aur uske bad unko open kar lete hain aur har ek din mein jis member ke pass bhi jitna jyada ya fir jitna kam profit a jaaye usi per hi har ek number for agree ho jana chahie aur jyada ki lalach mein member ko overtrading nahin karna chahie Isi tarah members ka earn kiya vah profit bhi loss mein chala jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short trading daily earing ka best zriya hay

    hamain short trem main b i trade kar skaty hain aur hamain markt main learning karni ho gi tab hi hum suces shon gay uar hamain is foruum main daily ka kam daily hi karna ho ga tab hi hum achy say trad ekarni ho gi aur hamain chahye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum real main kamyby ho sakty hain aur hamain markt main earn ho saky gi ta k earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Short trading daily earing ka best zriya hay

      Gee han hamein chahiye ke short trading kren or earning karen hamein long trading bhi aoch smjh kar hu karni chahiye hamein lalach nahi karni chahiye kion ke ziada profit ki lalach main ham log apna hi nuqsan karte hain iss liye hamein short trading karni chahiye ziad se ziafa iss se ham profit kam hi sahi lakin bare nuqsan se bach jate hain hamein apni trading ko behtar banane ke liye pehle short trade hi karni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Short trading daily earing ka best zriya hay

        Jee ap sahe keh rahay hain short term trading say banda daily achi earning kr skta ha lekin yeh itna asan nai ic k leay thora apnay apko mazbot krna parta ha kyun k har time marker mn tradw open krnay ka nai hota hmain marekt mn entry k mawaqe dhondnay partay hain. Agr saray din mn 3 say 4 dfa bhi exact entrt lain to mera khayal ha hum acha profit earn kr sktay hain. Asal mn jb hum wrong entry lay letay hain to aksar jb stop loss hit hota ha to wo din ka profit kha jata ha. So achi technique ha lekin intraday trading mn bhi thora sambhal k krna ho ga tabi he hum kuch profit earn kr sktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Short trading daily earing ka best zriya hay

          han Mere Pyare dost aapki baat bilkul theek hai short term trading aapko daily Achcha munafa de sakti hai agar aap Jyada der trade nahin kar sakte to Fir aap scalping kar dijiye scalping aapko accha munafa de sakti hai kam Waqt mein aap ek din main Apna target easily pura kar sakte hain agar aap acche tarike se kam karte hain Kyunki Forex Ek behtarin business hai jo aapko bahut achchi opportunity de raha hai Forex Mein kamyabi Hasil karne ki isase Jyada Se Jyada kamyabi Lijiye
          • #6 Collapse

            Re: Short trading daily earing ka best zriya hay

            Trading short term ho ya long term maza tab ata hai jab ap k pas acha knowledge ho aur apko daily basis per kuch na kuch profit ho. Jab daily profit hota hai to banda motivate hota hai aur mazeed sekhnay ko b dil karta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Short trading daily earing ka best zriya hay

              daily short trading karne ke liye zaroori Nahin ke Hamen profit hi Hasil Ho daily short trading se hamen daily ke daily market ko analyse karna bahut Jaruri hoga aur learning gain karna bahut jaruri hai yake Agar vah daily shirt trading Karte Hain To unke liye market ko analyse karna bahut jaruri hai aur vah experience ke sath trade karen sabse pahle market ko learn karne Uske bad hi treat karne se profit Hasil ho sakta hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Short trading daily earing ka best zriya hay

                haa bilkul bahoot se trader short trading karte hai aur thoda thoda earna karna pasand karte hai bahoot se log long trade karna pasand karte hai ye depend karta hai trader per aur uske knowledge per.

                اب آن لائن

                avatar Ayn
                avatar Hassi
                Working...
                X