Emotional trading or technical analysis ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trading or technical analysis ?
    Dosto ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge to main aap Logon se yah puchna Chahunga Gaye Jab Ham trading kar rahe ho To Hamen Apne emotions per Kabu Rakhna chahie ya FIR Unki Amitabh Retreat Karni chahie aur dusra ji ke technical analysis karna chahie ya FIR karna chahie ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional trading or technical analysis ?

    Emotional trader hamesha forex mein nakam hote hain trading mushkil to hai lekin agar aapke pass technical analysis hai to agar usko aapane acchi tarike se jaanch liya to aapke liye koi masla nahin hoga hamesha trader or technical trade hamesha apni jagah kamyabi ke liye kam karte hain lekin technical analysis bahut important hai aap bahut kuchh kar sakte hain lekin aapaneemotions ko control karna hai aur technical analysis improve karna hai Taki aapke result aapke favour mein aaye aur acche trader banane mein aap kamyab Ho.
    • #3 Collapse

      Re: Emotional trading or technical analysis ?

      Pyare doston Forex trading Duniya Ka Ek behtarin Aur one of the most profitable business hai isliye is Business mein ham kamyabi Hasil karne ke liye different type ke analysis ka istemal Karte Hain Yadav traders technically market ko analyse Kar Ke market Mein Apni trades ko choose Karte Hain technically Agar market ko Ham acche tarike se analyse Karenge kabhi bhi emotions ke sath jazbati hokar aur jaldbaji se market Mein entry Nahin leni chahie Agar emotions ko apni trading ke Darmiyaan laenge to Aam is business Se Jyada Se Jyada nuksan isliye main aap logon ko hi advice Karunga ke market ko technically acche tarike se analyse Karen Agar market aapki favour Mein movement de rahi ho to market Mantra otherwise wait for right time to internal market kabhi bhi jazbati aur emotional emotional hokar aur emotional hokar market Mein entry na len
      Last edited by ; 05-05-2020, 11:08 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Emotional trading or technical analysis ?

        g han hamain apny emotion ko kabo main rakh khi trade karni ho gi aur techniques ko use kar hi trade karni ho gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum acha earn karien gay aur hamain market main bi part time main bi job kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain markt main bi knowldge ho ga tab hi hum achy say traade karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Emotional trading or technical analysis ?

          Forex treding sy hum bohat kuch sekh jaty hein forex nay logo ki life ko compelte cahnge kar diya hein forexc humen seekta hein k hum apny emotions apr kaise control kar sakte hein is liye humen apni felings ko control krn ahoga
          • #6 Collapse

            Re: Emotional trading or technical analysis ?

            Emotional trading hamesha members ko loss deti hai kyunki usmein koi bhi member apne mind se sahi se decision nahin le raha hota hai aur jo kuchh usko apne dil se achcha lag raha hota hai vah usi ke mutabik thi kuchh bhi decide karke aur trading co continue karta hai aur is tarah se nahin kiya jata hai har ek member ke liye technical analysis karna bahut jyada jaruri hai priya trading mein jaruri isliye hote hain ki in se hi members ko market ki movement ke bare mein sahi se andaza hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Emotional trading or technical analysis ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sufi3253 پيغام ديکھيے
              Dosto ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge to main aap Logon se yah puchna Chahunga Gaye Jab Ham trading kar rahe ho To Hamen Apne emotions per Kabu Rakhna chahie ya FIR Unki Amitabh Retreat Karni chahie aur dusra ji ke technical analysis karna chahie ya FIR karna chahie ?
              Dear ais market mai ap ko analysis k sath hi kaam karna chaye ap agar technical par kaam kar rahy hai aor ap ko kisi trade par loss ho raha ho to ap ko aus par kabi emotional nai hona chaye ap ais market mai agar emotional ho jaty hai ap ais market mai ghalti kary gay jis ki waja se ap ko loss ho sakta hai aro ap ais market mai loss kar skaty hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Emotional trading or technical analysis ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sufi3253 پيغام ديکھيے
                Dosto ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge to main aap Logon se yah puchna Chahunga Gaye Jab Ham trading kar rahe ho To Hamen Apne emotions per Kabu Rakhna chahie ya FIR Unki Amitabh Retreat Karni chahie aur dusra ji ke technical analysis karna chahie ya FIR karna chahie ?
                Forex main agar aap apni emotions ke sath trading karte ho to is se aapka loss hota hai trader ko technical analysis karne ki wajah se hi kamyabi milti hai aur technical analysis karne wala trader hi successful hota hai Hamen Apne emotions ko control Mein rakh kar trading Karni chahie Kyunki Ham Apne emotions ko control Mein rakh kar trading Karte Hain To Is se Ham bahut zyada fayda Utha sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X