log trading nahi karte

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    log trading nahi karte
    Forex trading market min buhat sare currencies parirs mojod hote hin magar buhat sare eise bhi currency pairs hote hin jin pe log trading karna pasand nahi karte ya un pe aksar loss hi hota he main ap se pochna chahta hon k wo konse pairs hin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh to depend karta hy keh aap ko konsa pair suitable lagta hy. Jin logon ka jis pair main knowledge ziada hota hy woh is main trading kartay hain. Is key elawa, aisay log bhi hain jin ko agar aik pair say profit mil jaye to us ko bhi permanent kar letay hain aur hamesha usi pair main kam kartay hain. Aap sub pair par trading kar key dekhain, jis main aap ko maza aye woh accept kar lain.
    • #3 Collapse

      G janab main abhy is field main naya hon or trading kuch ersa tk ya next mah tk shrow ker donga or jahan tk trading k log nhe kerty is ki waja ye hoty hy k unko apny trading k lye koye munasib partner nhe milta hy or jisko mil jata hy wo kerta hy or baz log shayed sirf investment kerty hain k log un k sath mil ker trading karen shayed aisy hy log hon gay jo trading nhe kerty
      • #4 Collapse

        Yes you are say the right that we are see the many currency pairs but we are work in the somecpairs. There are the main reason that thosecare fast moving there spread isxlow. Those are not a fast moving there spewadxus very high. We are work on the fast moving pairs.
        • #5 Collapse

          bhai mere salam log trading krty hai jo profit lena chahty hai lekin kiuch log apnay liye kuch he 3 se 4 pair s seldect kerti hai aur on pe he tradig krty hai mai ne dekha hai bohut log serf gold pe trading krty hai baki koi traading krta he nhe
          • #6 Collapse

            forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe.
            • #7 Collapse

              insta borekr main kafi pair hai in main ham trade lga skaty hai per aik admi sary pair main awarness hasil nahe kar skta is lai wo sabi pair main trade na laga sakta jin pair k bary main information zyda ho gy wo pair use karin gy
              • #8 Collapse

                Assalam O Alaikum, Bhai jan yeh aap ki baat wrong hai keh koi currency pair loss kerwata hai. Loss hamesha hamari apni mistake ki waja se hi hota hai. Hum sahi tarha se analyze nahi ker paatay hain aur jaldi main trade laga detay hain jiss ki waja se loss ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Demo account is that matters to my brother, it gives you confidence
                  Through which we can repeat that traded on your account , but the real Take your time
                  In learning strategies and then go on the real account
                  • #10 Collapse

                    Koi pair ap ko loss de sakta hai or profit bhi bus apne us pair per kam kerna hai demo account per or yeh ap ki trading knowledge per depend hai ke ap kaise un pairs per kam ker ke earning ker sakte hai so demo per kam continue rakhey always thanks
                    • #11 Collapse

                      G log trading just ESE lye be krte QN k une Dr hote h k los hu jae ga hamn so WO avoide krte han but insan ko apne pure try krne chaye hamt nae krne chaye los profit to Allah k hath mn hota ha so hamn hamt nae harne chaye blke confidence se trade krne chaye
                      • #12 Collapse

                        I would give the following advice to all newcomers - is more to read the literature and in particular on technical analysis. More to read, to work harder, that is, more than yesterday, to understand where there are reversals, where the continuation of the trend. Thus the newcomer will be "trading" flair thanks to which he can more than uvereennee feel for the market.
                        • #13 Collapse

                          Yesof course that the Forex market gas the many currency pairs but we are work the markwt with hot moving pairs. Becaue fast moving has the low spread.
                          • #14 Collapse

                            dear jaha tak mera expernice hay hamy start se end tak siraf 1 hi pair me hi trading karni chaye or agar es me loss ho b jata hay to next time per se usi pair me hi trading karna best hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              people zayda tar un pair per he trade karte hain jo pair expert trader used karte hain ja jin per zayda trader hoti hain jin pair ki market zayda move karti hain kyon ka in pair main earn ka chance bohat zayda hote hain is laye in pair per trade karna fayda mand rahe ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X