Focus on unexpected changes in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Focus on unexpected changes in trading
    Dear members Jab aap trading kar rahe hote hain to aapko chahie kya aap unexpected changes Ko Bhi Apne mind Mein Rakha Karen Aisa Na Ho Jaaye Is Tarah ke kisi Ishu se aap reading ke analysis galat sabit ho jaaye aur aapko nuksan ho jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Focus on unexpected changes in trading

    trading Karke Ham Paisa Kama sakte hain Ham 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar market Ne kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega is nuksan main market Kaya brokers ka koi bhi Kasur Nahin Hota aur ek Kabhi khatm Nahin Hoga Ham Kise Apna professional career bhi bana sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Focus on unexpected changes in trading

      hamen FIR trading per focus karna chahie isliye kyunki Ham logon ko yahan per har roj trading mein kuchh naya sikhane ko milta hai jab tak ham log apni building per focus nahin karenge tab tak ham log trading mein kamyab nahin ho sakte aur acche din business mein kamyabi hasil karne ke liye Ham logon ke liye focus karna bahut imported hai
      • #4 Collapse

        Re: Focus on unexpected changes in trading

        ham forex main live or sada urdu amin baat karty hain hamy sis main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham acha pasia kama sakty hain yai aik asa business hain jis main usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business hain yai aik asa business hain jis main hamapny gar beth kar is mai kam kar sakty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Focus on unexpected changes in trading

          ji han dost apne sahi kaha forex business main unexpective cheezian bhot zyada ho jati hai jin pat hamain nazar rakhni hoti hai agar ham in par nazar rakhian to ham niluqsan se bach sakte hain our bhot zyada earn kar pate hain.
          • #6 Collapse

            Re: Focus on unexpected changes in trading

            hamain market main planing karni ho gi aur hamain market main aur market main kam kar k hi huma pni har zroat ko pora kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main kisi bi waqt trade kar skaty hain aur hamain expeirnce ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main bi achy say trad ekarien gay
            • #7 Collapse

              Re: Focus on unexpected changes in trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
              Dear members Jab aap trading kar rahe hote hain to aapko chahie kya aap unexpected changes Ko Bhi Apne mind Mein Rakha Karen Aisa Na Ho Jaaye Is Tarah ke kisi Ishu se aap reading ke analysis galat sabit ho jaaye aur aapko nuksan ho jaaye
              ji bilkul aap Forex mein apni life Ho totally change kar sakte ho aur agar aap Yahan per acche se kam Karen bhi to aap ismein Aise unaccepted changes La sakte ho Chahe vah form per ho ya trading per jo aapko Pata bhi nahin ho sakta aur yah sirf aapki mehnat Se Hi matlab hota hai agar aap mehnat Karoge Yahan per acche se kam Karoge aur koi bhi galat Kam Nahin Karoge Yahan per Har Waqt Sabak ke sath mehnat ke sath aur Hamesha rules ko follow karke kam Karoge To aap Dekh Kar bahut jald ban skogay ...
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Focus on unexpected changes in trading

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                Dear members Jab aap trading kar rahe hote hain to aapko chahie kya aap unexpected changes Ko Bhi Apne mind Mein Rakha Karen Aisa Na Ho Jaaye Is Tarah ke kisi Ishu se aap reading ke analysis galat sabit ho jaaye aur aapko nuksan ho jaaye
                Yes dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market ki moment ko samjhna ho ga tab hi ap ais market mai achi trades laga skaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko market par focus karny se moment ki samjh aa jati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Focus on unexpected changes in trading

                  Aapane acchi baat ki hai trading karte hue hamen unexpected movement ko bhi dekhna hogaagar ham market mein Soch samajhkar trading karenge to ham achcha profit hasil kar sakenge hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Soch samajhkar planning ke sath trading karenge to profit hasil karenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Focus on unexpected changes in trading

                    Assalam o alaikum dear forex members. Dear brother apki bat thk ha aur main is bat se agree hn keh forex trading main achanak change k lia hamesha tayar rahen jaisa k abhi in dino corona ki waja se change paida hwa ha is lia khud ko is trha unexpected changes k lia tayar rakhen
                    • #11 Collapse

                      Re: Focus on unexpected changes in trading

                      humy har roz trading unexpected chnge ko dekhna chahiye k market kesy movement kar rahi hai or kis tara kar rahi hai humy kesy es my trade karni chahiye or kya chnge ata hai trade karny my
                      • #12 Collapse

                        Re: Focus on unexpected changes in trading

                        g bilkul hamen hamesha he focus karna cheye unexpected tradings par ..kun k market ka kabhi bhe pata nahi chalta hai k kub kis truf move kar jae ise liye hamen hamesha he market par focus karna cheye or bhot active ho kar he kam karna cheye tabhi hum bhot achy maqam par ja sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain...
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Focus on unexpected changes in trading

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                          Dear members Jab aap trading kar rahe hote hain to aapko chahie kya aap unexpected changes Ko Bhi Apne mind Mein Rakha Karen Aisa Na Ho Jaaye Is Tarah ke kisi Ishu se aap reading ke analysis galat sabit ho jaaye aur aapko nuksan ho jaaye
                          ji bilkul market unexpected change Hoti Hai market ki Kyunki market ki condition bahut zyada Ajeeb Ho Jaati Hai trader ko pahle bahut analysis karne ke bad hi market Mein entry leni chahie Kyunki Jab Ek Bar entry Le Lete Hain To Hamen exit point Ke bare mein bhi Pata Hona chahie aur is se Hamen market ki knowledge Hasil Karni chahie aur Market mein bahut zyada Apna knowledge experience Bharhana chahie Kyunki experience ki wajah Se Hi Ham Kamyab Hote Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X