Analysis kesy kiya jay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kesy kiya jay
    dear member jab market ky analysis ki baat ki jay tu sawaal paida hota hai k acha analysis kesy kiya jay tu bhaio ham analysis ky lye business news bhi dekh skty hain or jos pair/currency py trade kar rahy hon us country ky halaat etc ka pata krna chahye google kar len ya phir news dekh len is sy acha analysis ho ga or loss ka khtra kam ho jay ga
    Achy Threads py thanks tu banta hai na
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kesy kiya jay

    Walaikum assalam dear main Apna experience aapse share Karunga Ki Main Kaise market ko analyse karta hoon I hope ki aap Logon Ko help Milegi Mere analyse karne k views Se Mere Jo sentiment analysis hai main unko technical analysis se Aise confirm karta hoon main sabse pahle naked charger price action trading karta hun aur price action trading Ke Liye Mein Jo indicator used kar raha hun vah sabse important hai km 50 day moving average aur 200 days moving average ke Ande jo hai a confirmation Aur indications Ko use karta hun iske sath mein jo hai candlestick pattern aur chart patterns ko market Mein find out karta hun aur H1 aur H4 timeframe ko Pasand karta hun Apne analysis ke liye
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kesy kiya jay

      Forex Trading ki analysis itna mushkil nahi hai lekin isko time dena zaroor parta hai aur is me discipline ki khas ahmeyat hai ta keh hum apni trading k analysis se kabhi ghafil na ho. Candles sticks ki analysis ko log zyada tarjeeh dete hen. Market analysis k sath sath hamen market ki news se kabhi bhi ghafil nahi hona chaheye. Q k international market ki news yakdam forex market ko aksar change karwata rehta hai. Aur aksar awqat trading kuch time k leye hamare favor me hone ki bawajood international news ki waja se yakdam change ho kar khasare me chala jata hai.
      Last edited by ; 05-05-2020, 08:17 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kesy kiya jay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: khansws پيغام ديکھيے
        dear member jab market ky analysis ki baat ki jay tu sawaal paida hota hai k acha analysis kesy kiya jay tu bhaio ham analysis ky lye business news bhi dekh skty hain or jos pair/currency py trade kar rahy hon us country ky halaat etc ka pata krna chahye google kar len ya phir news dekh len is sy acha analysis ho ga or loss ka khtra kam ho jay ga
        Analysis two types ke hote hain Ek technical analysis aur dusre fundamental analysis technical analysis essay analysis Hote Hain Jo market ki movement ki support aur resistance ki base per kiye Jaate Hain ke kis points a market Bar Bar varsh move kar rahi hai Jab market Usi. Per Dobara pahunch Jaati Hai To vahan se Ham rivers direction Mein trade open karte hain ya FIR Agar support resistance break Hoti Hai To Uske bad Ham next support aur resistance Tak trade open kar lete hain fundamental analysis news ki baspa Hote Hain Jo news Jyada important Ho usmein market Jyada Munh karti hai aur normal news per bhi Kuchh moment hoti rahti hai
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kesy kiya jay

          forex trading business market mein analysis karne ke liye yahan per har kisi insan ka ek apna hi tarika hai Koi Fibonacci ke hisab se analysis karta hai to Koi trendline per karta hai to yahan per har Koi apne pul ke hisab se analysis karta hai mujhe nahin pata ki aap kis pul ke sath analysis karna pasand karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kesy kiya jay

            Analysis ko learn karna bahut important hota hai Hamen analysis ko learn karne ke bad Inka istemal Karke market Mein amount deposit Karke tradeplace Karni chahie Fir Bhi Ham profit Hasil kar Sakenge Agar Ham kam karte hue market ke kisi rule ko ignore kar denge To Hamara account Band Ho Jaega Hamen indicators ko aur analysis ko kabe be ignore nahi karna caey
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kesy kiya jay

              Market ko analyse karna hoga hamein market ko samajhna hoga or forex market ko samajh kar hi ham apni analsyse skills ko gain akr sakte hain iss liye hamein market ki movement ko smajhna hoga or market ki movement ko samajh kar hi hamein trading karni chahiye taa ke ham apni trade main profit hasil kar saken or loss se bhi bach saken or loss se ham log jab hi bach sakte hain jab ham log market ko analyse kar ke trade karte hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kesy kiya jay

                Dear friends analysis kay be kafi tara k factor hain jo k maday nazar rahnay partay hain ap ko cahyh k ap jub be analysis karin to H1 per he karin aur koshish karin k ager H1 per entry na mil rahay ho to ap ko cahyh k ap usi time H4 per chalay jaye aur uder ja kay analysis karin kau k yh market ha ager ap sahe way k sath analysis nahe karin gay to sahe kamayb nahe ho gay es leyh better idea genrate karin aur sahe way k sath analysis karin.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kesy kiya jay

                  Jab members ko form per kam karte hue aur trading se related kafi jyada experience hasil ho jata hai to uske bad hi unko yah sab bhi maloom ho jata hai ki market ko kis tarah se analyse karna hai aur jab vah analyse karne ke bare mein bhi sahi se learning ko hasil kar lete hain to uske bad vah kab jo bhi trade open karte hain to usse pahle vah market ko lazmi analyse kar lete hain aur analyse kar lene ke bad hi har ek member trading mein kamyab hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kesy kiya jay

                    Aoa g han ap ki bat sahi hai ap ko analysis kr ka he trade krni chya is ka liya ap jis pair pay trade krna chaty hna ap ko us ka analysis krna ho ga ap ko dakan ho ga ka ap ya market kis taraf ja rahi hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kesy kiya jay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
                      Aoa g han ap ki bat sahi hai ap ko analysis kr ka he trade krni chya is ka liya ap jis pair pay trade krna chaty hna ap ko us ka analysis krna ho ga ap ko dakan ho ga ka ap ya market kis taraf ja rahi hai
                      ap ko cheye kay ik ya 2 pair se zaida main na jain nahi tu ap analysis achy ahi kar sakain gay koshish karain ap fundamental analysis karain or sath main kuch indicator ka use karain or ap apny indicator ki khas limit mai rahk kay analysis karain or jab kuch pair tak trade karain gay tu ap ko kamyabi hasil hogi . ap apny pair kay hisab se analysis karain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X