greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty
    agr ham forex main greedy ban kar kam kry gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta han is main market ka yai haamry brokers ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja sy hhot han forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hai ham is main amount be invest kr sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

    yes dear friend you are absolutely right and I am totally agreed with you that greed is a curse and greed is very bad habit and can be very harmful for us in every field of life especially in Forex trading credit rating can be very dangerous for all of us isiliye greedy trading se Hamen Bachana chahie greedy trading ke jarie Ham Kisi bhi Business mein specially Forex trading Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Har Insan Yahi Chahta Hai Ki vah raato Raat Amir Ho Jaaye aur acche paise Hasil kar le lekin is business se aap Raat Raat Amir Nahin ho sakte aur na hi Rah turya lakhpati Ban sakte ho isliye is business Mein taalmel mijaji confidence Sabar ke sath kam Lena chahie Inshallah ISI tarike se aap kamyabi Hasil Karenge
    • #3 Collapse

      Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fehmida پيغام ديکھيے
      agr ham forex main greedy ban kar kam kry gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta han is main market ka yai haamry brokers ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja sy hhot han forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hai ham is main amount be invest kr sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
      Ji han forex market kabhi bhi Hamari wishes per mood nahin karti Kyunki Hamari Vishesh Mein To Lalach Hota Hai To Ham Agar forex market Mein trade karte hue Kabhi Bhi lalaj Karte Hain To Hamen kabhi bhi achcha profit Aasan Nahin Hota Hamen maximum trade Mein loss hota hai aur bahut kam trade Mein profit hota hai isliye Hamen oryx market Mein secure trade Karni chahie Ke Jab Bhi Ham Badi lot use Karke trade open Karte Hain To Aisi trade Mein Hamara account he wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

        G han forex trading men sub se ziyada lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey aur lalach buri bala hey iss ka anjam bhi bahut bura hota hey iss liay lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen aur jitna ho sakay lalach se avoid karen
        • #5 Collapse

          Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

          Agar ham Forex mein grade bankar kam karenge to ham Kabhi kamyab Nahin ho sakte aur hamen loss hone ke bad jyada chances hai aur hamara account divorce ho sakta hai is se hamare broker ka koi bhi kasoor Nahin hoga hamari apni Galti ka natija hoga isliye hamen chahie ki ham dil lagakar mehnat se aur good quality ka kam Karen taki mein kamyabi possible ho sake aur hamara account bhi voice hone se Bach sake
          • #6 Collapse

            Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

            Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur Main agri karta hun aapki baat Se Ki Forex trading Mein Ham kabhi bhi greet Karne Se Achcha trader Nahin Ban Sakte ulta Hamen create karne ki vajah Se nuksan Hota Hai To Agar Ham Forex main jagrit karte hain aur tu hamesha Jana Pasand Hoga isliye Hamen chahie ki Ham Forex trading Mein Kabhi Bhi lalach Na Karen aur Hamesha ke sath kahan Karen aur Chhoti Chhoti tight Karke daily basic acchi earning Karen Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

              yes dear, ap na thek kaha, hmain lalach sa bachna chaiay q k is sa hmain nuksan hota ha lihaza is sa dur rahain aur hmesha soch samajh kar trade karain, small lot use karain aur ziada earning ki lalach ma big lot use na karain warna hmara account b wash ho sakta ha aur hmain pachtana par sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

                Yes dear greed hamary acct ko kha jati hai, bhot khosis k bawajood b ham greed sy bach ni sakty, kiu k greed traders ki fitrat ma hoti hai, agr wo pehle sy desired profit margin set kar k trade open karyn to greed sy kafi had tak bach sakty hain, forex trading ma greed ka pata he tb chalta hai jb ham es ma pans jaty hai, phr pachtaway k elawa hamary hath ma kuch baki ni rehta,
                • #9 Collapse

                  Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

                  Ji forex main greed kernay wala kabbi bhi kamiyab Nhi hota ha greed WO loss ha Jo kabbi bhi katam Nhi hota ha ya trade kabbi bhi profit main Nhi ati ha aur hamain Chayie ky is business main zeada sy zeada mahnat kerni chayie aur sabr sy kaam Kerna Chayie aur lalach kabbi bhi Nhi kerni Chayie AGR kamiyab hona ha to ya sub sy acha business ha all world main
                  • #10 Collapse

                    Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

                    Nahin bilkul aapane theek kaha greed Karne wale kabhi Kamyab nahin hote hamen chahie ki Ham greed ko avoid Karen acche se mehnat karke learning Karen demo account per practice Karen Forex ke rules ko follow Karen tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain agar Ham greed ban kar kam karenge To hamen loss hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

                      Forex mein greed ki waja se sab se ziada loss hota hai hum ko agr forex mein kaamyaab hona hai aur profit earn karna hai tu greed se bach kar trading karna ho gi forex mein jtna ziada loss greed se hota hai aur kise waja se nahin hota forex mein agr kaamyaab hona hai tu greed se bach kar trading karain gey tu hi profit ho sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: greed karny waly kabe be kmayab nahi hoty

                        dear friend forex main jo log greed karty hain woh as main kabhi kameyb nahi ho skty as leye ap ko chaye as mainlalach mt karen aur bahtern earning karenm woh bhi money mangment say kam profet acount wash krny say bahtere hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X