Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay
    Jo trader forex market Mein trade open karne ke sath stop loss aur take profit use karte hain unko to Jaruri nahin hai lekin jo traders forex market mein open trade karte hain unke liye bahut jaruri hai ki vah trade open karne ke bad market per Najar rakhen ki Jab Achcha profit Hasil ho raha ho to trade close kar le aur Agar Hamari trade Bade Logon ki taraf Ja Rahi Hai To Hamen Fir Bhi ped ko close kar ke apne balance ko Uske aur kar lena chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

    trade laga kar hum munfa kama ssakty hain hamy learning gain kar ky aaik time table bana kar market mai kam karna ho ga forx aik amm business ke nisbat acha business hain hum is ma out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kair skty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik acha business han
    • #3 Collapse

      Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

      Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur Main agri karta hun aapki baat se Aankhe Jab Bhi Humko trade Lagate Hain To Hamen koshish Karni chahie ki Ham market ko Najar Mein Rakhe market ko Bar Bar Dekhte Rahen Taki Hamari trade Agar Ham problem Ho Jaati aur Achcha profit de rahi ho to Ham use tahdco close kar Saken aur Agar last ki taraf Hamara Tut jaati aur Jyada last Mein Chali Jaati Hai To Ham usko tab bhi account ko save rakhte Hue state ko close kar Saken
      • #4 Collapse

        Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

        Ji han friends Jab Humne trade open ki Hoti Hai To Hamen market Mein maujud Rahana chahie Hamen market per Nazar rakhni chahie Kyunki market ke movement ka pata nahin chalta Aksar ham log profit Mein hote hain aur ham market Ko Nahin Dekhte Jiski vajah se Ham Apna profit Kho Dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

          G han take profit set krny k bawajod market ki movement pe nazar rakhni chahiye kionkeh aksar dekha gya hai market take profit k nazdeek aa k phr reverse ho jati hai agr aapki nazar market pe hogi tu trade profit mein close kr sakengy wrna wo trade loss mein chali hati hai is liye market ko follow krna ap k faidy mein hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

            hamy trade ko open kar ky makret ki movement par nazar rakhani chahey hamy sahi waqt main apni trade ko close kar dena chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonus hasil kr ky market man run kr sakty hain ham is main bager paios ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main ham apny gar beth kar kam kr sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
              Jo trader forex market Mein trade open karne ke sath stop loss aur take profit use karte hain unko to Jaruri nahin hai lekin jo traders forex market mein open trade karte hain unke liye bahut jaruri hai ki vah trade open karne ke bad market per Najar rakhen ki Jab Achcha profit Hasil ho raha ho to trade close kar le aur Agar Hamari trade Bade Logon ki taraf Ja Rahi Hai To Hamen Fir Bhi ped ko close kar ke apne balance ko Uske aur kar lena chahie
              ji dost agar aap trade open karte ho to aapko market ke upar Nazar rakhni chahie Kyunki Main Forex Mein trading open karne ke bad hi Ham trading ke upar Najar rakhte Hain To is se Hamen profit aur loss ke bare mein pata chalta hai aur trader ki trade zyada Se zyada loss mein chal Jaaye to usko bahut zyada care ke sath Hi Kam karna chahie Kyunki Jab trading Hamari loss Mein Jaati Hai To Hamen bahut zyada attension ki zaroorat hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

                G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k jab bhi trade opan Karin to Markit par nazar honi Chaiy ham jo bhi trade opan Karin usykam is Kam 5min tak watch Karin Agar phir thik na laggy to close Kar dain trader bnna koi asan kam nahin hy is liay trading karny sy pahly Markit ko samjh lain phir Kam Karin
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

                  g hna ap nay theek kaha hae ur hamn achi earning kernay ka behtreen mashwara diya ahe ur jub bhe apni trade start krn to hamn sub say pehlay markeet ko dakhna chahea ur ager jhamri trade jari ho to phir ager hum achi earning kerna chahatay hn to sirf markeet o move hotay dakhyn k yeh kis traf ja rahe ahe ur usi traf hamn achi soch k sath trade kerni chahea
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

                    aaapko jaaaab b forex main kaaam karna hain tu aapko forex trading main bina stop loss and bina take profit k kaaabi b kaam nhe karna hain aapko forex trading main kaam karna han tu apko hard work karna hian agar aapko forex trading main kamyab hona hain tu aapko lagan k sath kaam karna hain agar aaap mehant kar k kaam karte hain tu aapka stop loss kaaam hita hoga and take profit ziyda hit hoga forex trading main opan trade kisi ko b nhe karna hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open ho tou market per nazar rakhni chahiay

                      Yes brother, ap ny trade lagae hai to usko bar bar check karty rehna chahe, bar bar analysis b karty rehna chahe, agr analysis apki trade k opposite ah jayn to stop loss ko profit ma ley ana chahe, jo trader apni trade ko lawaris chor dety hain, market unki favour ma hoti hai jb wo trade open karty hai but proper checking na karnay sy market jb unk against jati hai to unko pata b ni chalta,

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X