Learning k liye sirf demo hi Q?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning k liye sirf demo hi Q?
    Dear forum members aksar seniors sirf demo pe practice ki baat krty hein k juniors ko ziada time spend krna hoga tabhi experience hasil hoga lekin main ya janna chahta hon k sirf demo hi Q?hum kisi expert trader se bhi trading learn kr sakty hein jo market k bary mein information aik expert de sakta hai wo demo ki practice se nhi mil sakti aur demo pe ziada time spend krna prta hai jbkeh expert se learn krny mein itna time nhi lgta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

    forex trading business mein Ham logon ko yahan per learning hasil karne ke liye demo hi kyon yah keval bilkul bharosa jab tak aap log forex trading business mein kamyab hone ke liye democratic practice nahin karenge tab tak aap log yahan per successful nahin ho sakte kamyabi ke liye yahi ek dariya hai
    • #3 Collapse

      Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

      Agar aapane Forex trading business learn karna hai to aapko demo account platform use karna padega Kyunki Forex ke alava Koi Aur Aisi market Nahin Hai Jahan se aap yah dance kar sake aur demo forex market Ki Tarah hi hai aur yah sab se Achcha teacher hai jo aapko real market ke bare mein Sab Kuchh free of cost Sikha Sakta Hai Is Duniya Mein abhi tak Koi University College Nahin banaa Joker foreign trading aapko sikhayen to aapko demo ka hi platform use karna padega aur yah free of ka hai
      • #4 Collapse

        Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

        demo main hum practice kar k hi hum sucess hon gay aur real main kam karny k kabil ho sakty hain aur hamain chahye is forum main kam kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain chahye is forum main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum cahy say trade karein gay aur hamain knowldge ho ga tab hi hum market main acha perform kar skakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

          hamy demo account mai daily 2 yai 3 ganty practice karne chahey pher he hum is main acha experience hasil kar sakty hain or real account mai meyare or information wala kam kar sakty hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hamy market main kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hain yai aik real karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
            Dear forum members aksar seniors sirf demo pe practice ki baat krty hein k juniors ko ziada time spend krna hoga tabhi experience hasil hoga lekin main ya janna chahta hon k sirf demo hi Q?hum kisi expert trader se bhi trading learn kr sakty hein jo market k bary mein information aik expert de sakta hai wo demo ki practice se nhi mil sakti aur demo pe ziada time spend krna prta hai jbkeh expert se learn krny mein itna time nhi lgta.
            Mere Bhai Ham learning ke liye demo code ko Kis Liye use karte hain ki Hamen usko acche se samajhne ke liye Jab trading Karni Hoti Hai To Hamara Apna Koi dost Nahin Hota balki Dam account the loss report hota rahata hai jisse Ham acchi Tarah Sikh sakte hain ya Maut per bahut hi Ham practical Karke analysis market ki movements markaj ke trends Sabko Chham bahut acche tarike se learn kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

              hamy learnng gan kar ky aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is ma apne marze sy time tbale bana kar kam kar skaty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account bqend ho jy ga forex paksitan ma lagl ban cuka hain yai aik amm business ke nisbat acha busines shain
              • #8 Collapse

                Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                dear g han ap nay acha swal ia hay agar ham learning k sat he kam ko karna chatay hein to is main ham ko best say bet work ko karna ho g is main ham ko kabhi bhi kisi bhi point ko forex main less think ker k is ko ignore nahi kara ho g agar ham is main aisa karaty rahnay ki try kia karein gye to he ham agay ki traf ja sakein gye .
                • #9 Collapse

                  Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                  Dear forex member learning ke liey demo account best hai hame chahiey keh ham demo par practice kare aor acha experience gain Kar ke real trading me apply kare.
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                    Dear friends demo account Kyon Ke Ek bahut hi Achcha trading platform Hai Jahan per aap free main apni practice kar sakte hain aur Achcha trade karne Ke Kabil Ban sakte hain aapko Achcha experience demo kaun se Milega Jahan per aap aadami currencies ko use karte hue pragaya investment ke practis kar sakte hain aur Is Tarah Jab aap real account trading Mein Apna trade karte hain to aapko kamyabi milati hai
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                      Learning k liay demo account best hay q k sb k pas itna capital nae hota k wo seakhnay k dooran b capital zaya krain jitna ap demo pay zayada time guzarain gay utnay hi ap k real m win krnay k chances Zayada ho gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                        ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay sahi kaha hai agar ap nay is main achi tarag say kamyb hona yto ap ko cagyay ap is main achi tarah say mehnat kain aur is main aachi taarah say kamyb ho jao gsy dear frienfd ap nay is main achi tarah say m ehnat karain aur is main achi tARAH SAY jamayab ho jao gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                          G han friends haman hamesha learning kaleya demo account par practice karne ho ge kunka demo account man agar ham ghalat trade laga dan to hamara loss ni ho ga kunka ya sirf a sirf practice kaleya hota ha lakan agar ham real account par learning kaleya bath gaye to hamara noksan he noksan ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                            Demo ka yah fayda hai Is per aapko loss Nahin hoga agar aap real mein trade Karke learning Karenge to aapko loss bhi ho sakte hain aur aapka bonus zaya yah bhi ho sakta hai lekin ham senior traders aur Unki post se bhi bahut Kuchh Nahin kar sakte hain isiliye Hamen Unse bhi sikhana chahie Jahan se Mumkin ho sake vahan se learning Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning k liye sirf demo hi Q?

                              hmare pas aur koi bhi cheez nahi hai ke ham aese kaam karain agar ham mehnat se kaam learn karain to ham demo pe practice kar sakte hain agar ham demo pe kaam nahi karain ge to ham phir real account mein kaam karaian ge aur jab ham ne demo pe kaam nahi kiya ho ga to hmain phir kuch bhi nahi mile ga aur ham loss mein jayen ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X