Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

    Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex treading ma loss hu jaty hay phri ek dam recover nai kar sakty hay aur trading ma sabar aur himat ka sath kam karnaa chlye phir hum kamyab hu sakty hya aur acha profit hasil kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Zayada members ko jub loss hota hai tou woh iss ko recover tou kerna chahtay hain lakin aik dum sae aik sath aik hi din mein aur phir ussi hi din unn ko profit bhi ho jaye jub kay aisa mumkin nahin hai agar loss recover kerna hai tou uss ko ahista ahista recover kernay ki koshish kerain thora thora ker kay loss recover kerain gay tou kamyab ho jayain gay
      Assalamau Aliakaum my bro forex rading main jab apko loss hota hae top us loss ko recover karna hota hae to isi liye tmam logon ko cahiye ke wo is main jalde na karen lolss ko recover karne main q ke loss ko recover karna koi asan bat nhe hae is main bahut time lagta hae or aik acha trader he asni se apna loss recover kar sakta hae to is ke liye hamen bahut mehnat ke zaroirat hote hae agar hamen is main kamayab hona he to ache tarah se kam karna ho ga
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

        Market Mein Jitna Bhi loss Hai recover karne ke liye plan Hona chahie agar jaldbaji mein recover Karenge to aur loss ho sakta hai jaldbaji mein kabhi bhi loss ko recover nahin karna chahie slow slow Apne loss ko recover Karen aur plan bnao kar Jyada loss Hai To short short market Mein Apna loss recover kiya jaaye
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

          Assalam.o.alaikum
          G han ap nay theek kaha hy Pakistan forex forum k business main loss ek dum recover nh hota bal k ahista ahista ho jata hy loss recover...
          $#@#i Khan
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

            Loss hamara kbhui hhi ayk sath naia cover hota hy jo hamara loss hota hy ya ahista ahista kr k hi cover hota hy jb ham is ko ahista ahista cover krty hy to who sahi achi trha sy ham acha kam.kr sgty hy mhant bhot kuch sekha dyti hy
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

              ji han agr apko forex trading ky doran loss ho gya hai to is baat ko mind me rkhyn ky loss ayk dm kbhi recover nhi hota . apni mistake ki wja se loss hota hai aur us mistake ko learn kiye bgher kabhi loss recover nhi hota. bhot sabar ky sath kam krna prta hai . agr apko loss howa hai to apko chaye apni loss wali mistake ko seekhyn smjhynky apko kis wja se loss howa hai . so is tra apki knowledge me bhi azafa ho ga aur ap loss asani se recover kr lyn gy .
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                Ji bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai Pakistan Forex form mein agar Kisi Ko loss Hua Hai To ekadam se recover Nahin Hoga bolke slowly slowly recover Hoga aap so jaaiye kya aap mehnat Karen aur Apna lost ko recover karne ki koshish karen tabhi aapko kamyabi milegi
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Zayada members ko jub loss hota hai tou woh iss ko recover tou kerna chahtay hain lakin aik dum sae aik sath aik hi din mein aur phir ussi hi din unn ko profit bhi ho jaye jub kay aisa mumkin nahin hai agar loss recover kerna hai tou uss ko ahista ahista recover kernay ki koshish kerain thora thora ker kay loss recover kerain gay tou kamyab ho jayain gay
                  Yah Baat bilkul theek hai agar Hamen Forex trading market se loss ho jaaye To Hamen usse ghabrana Nahin chahie aur na hi emotional Hona chahie aur na hi Hamen ek hi trade Mein Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Agar Ham ek hi trade Mein Apne loss ko recover karne ki koshish Karenge To isase Hamen aur jyada nuksan ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                    G bilkul Agar ap ko loss hogy to usy recover krny KY kiy Kafi mehnat or time lagta tab Ja kr ap loss recover hota hy. Han Agar ap achy or well experienced trader hn to Shayad ap ek dam apna loss recover karlin
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                      Dear sir iss ki waja ya hay kisi ko yahi maloom nahi hay strategy kity hay or ap nay kab kab treading karni hay or kis tarha say karni hay iss kay baad hi aap ko jab loss ho ga to aap us ko recover kar sako gay to iss kay liya to bahtar yahi hay kay aap pahlay market ko samjho or us kay gaad treading karo or agar phir bi loss ho raha hay to phir iss ka matlab hay kay aap nay market ko samjha hi nahi hay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                        g han bhai jan forex may loss ko recover honay may buht time lagta hay is lia zaroori hay k hum choti trade laga kar munasib profit par trade ko close kar layn ur loss say bach jayn.ager hum aik dam say bari trade laga layn gain to loss ki waja say humain sub kuch suru say karna pary ga jis main kafi time darkar ho ga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                          g ha bilkul aapki baat thek hain hum ek din main apne loss ko recover nhe kar skte hain humhain loss ko recover karne k liye merket main jaab b trade leni ho tu confirm karna hoga merket main loss hota hain tu recover b kiya jah skta hain loss ko hum ne slow slow recover karna hain jitna ziyda agar loss hota hain tu loss ko recover karne k liye big lot ko use nhe karna hain loss mazeed ziyda ho skta hain humhain hard work say and apne experience say loss ko slow slow recover karna han jaldbazi main agar pher trader le gy big lot say tu pher b loss ho jyga
                          ​Sadaf Khan

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X