Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota
    Zayada members ko jub loss hota hai tou woh iss ko recover tou kerna chahtay hain lakin aik dum sae aik sath aik hi din mein aur phir ussi hi din unn ko profit bhi ho jaye jub kay aisa mumkin nahin hai agar loss recover kerna hai tou uss ko ahista ahista recover kernay ki koshish kerain thora thora ker kay loss recover kerain gay tou kamyab ho jayain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

    Agar Forex Mein Hamen loss hota hai Tumhen Dil Mujhe Kya Karna chahie balki Hamen aur ek Samay analysis karne ke bad check karna chahie ceramics Naina Sarkar Ke trade Karte Hain To Hamen ismein Jarur perfect ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

      hamain is forum main loss say bachny k liye learning karni ho gi aur har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is fourm main part time main bi job kar sakty hain aur full time main bi job kar sakty hain aur hamain loss hony par sbr say hi kam lena ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain is main planing kar k kam karna ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi ta k loss km ho
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

        ji han dost apne sahi kaha loss jab ho jai to is main acha khas waqt lag sakta hai is lye hamain jald bazi main kaam nhi karna chahye our hosle ke sath loss ko recover karne ki koshish karni chahye jab ham himat our hosla se kaam lian ge to hamain is ka koi nuqsan nhi hoga,
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

          gee han dear app nain theek kaha hai agar app ko loss ho jata hai to hum is ko aik dam say recover nai kar sakty is liya main app say yhe kahon gay kay sabar say or himmat say kam lain gy to he hum ismain kamayb hongay forex main wohe log kamayb hoty han jo is main mahnat or lagan say kam karty hain or pher he hum kamyab hongay
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

            agar hum es main mahant say hum es main kam karain gain to humian es main kamjabe hasl ho ge our hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam akr ksty hain hum es mai agr hum tuky lga kar hum es main kam karian gain to humain es man loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Zayada members ko jub loss hota hai tou woh iss ko recover tou kerna chahtay hain lakin aik dum sae aik sath aik hi din mein aur phir ussi hi din unn ko profit bhi ho jaye jub kay aisa mumkin nahin hai agar loss recover kerna hai tou uss ko ahista ahista recover kernay ki koshish kerain thora thora ker kay loss recover kerain gay tou kamyab ho jayain gay
              Sahee kaha aap nay jab be loss Ho jaaye tho osay recover karnay k liay achay planning ke zaroorqth hothe hay our agar hum ache planning k saath osay recover karnay is koshish nahee karangay tho wo mazeedh ziada hoga kionka loss recover karna ziada mushkil hqy profit karnay ke nisbath.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                G haan piaarey dosto forex me loss kabhi bhi aek dam se recover nahi hota hame chahiey keh ham Thora trade ko lamba kare aor joonhi bethora profit hoo trade ko close Kar den.
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                  Kisi bhi business mein yah Forex mein kamyabi hasil karne ke liye time zaror lagta hai aur forex mein loss ko recover karne ke liye thoda bahut time lagta hai aur Forex trading mein loss ko recover karne ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah Forex mein Ham achi trading kar sakte hain aur Forex mein thoda thoda profit se hum acchi earning bhi hasil kar lete hain jisse forex mein hamara bonus account bhi mahfuz ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                    forex me hmn tred me loss ho sakta tu hmn loss me preshan hi hona chahie aur is halat me hmn tred me koi jaldi nhi krni chahie balke apne tred ke loss cover krne k liye hmn soch smajh k tred krni chahie take hm apne loss ko cover kr sken isi liye hmn is p mehnat k sath kma krne k sath hmn iske tred se loss cover kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Zayada members ko jub loss hota hai tou woh iss ko recover tou kerna chahtay hain lakin aik dum sae aik sath aik hi din mein aur phir ussi hi din unn ko profit bhi ho jaye jub kay aisa mumkin nahin hai agar loss recover kerna hai tou uss ko ahista ahista recover kernay ki koshish kerain thora thora ker kay loss recover kerain gay tou kamyab ho jayain gay
                      sahi kha ap ne dear achi post thi apki humein apna loss recover krna hoga lekin aik sath recover nhi ho sakta loss iss liye humein iss bary ma planing krna hogi aur koshish krna hogi k phr se loss na ho aur stop loss ka use krna hoga aur apni trades ko samjh kr use krna hoga iss se hum apna loss recover kr sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                        g han loss ko recover karna asan hnahi hota is mein hmain mehnat se kaam karna hota hai aur money management ke mutabik bus kaam karte rehna hota hai ja ham ache knowledge ke sath kaam karte hain to ham kameyab hote hai is liye hmain chahiye ke ham kaam karain learn karain aur ache knowledge ke sath market mein trading karain agar ham trading karain e to ham agar money management ko follow karain ge to earn karain ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                          G Han AP ki baat sahhe Hy trade main AP ka loss ek Sam sy recover nahi hota Hy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r accha Experience hasil krain AP ki mehnat AP ko Kamyab banati hy mehnati log hi Kamyab hoty hain
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                            Friends jab apko ek dafa forex main loss mil jye tu ye mat sochein k ek dfa hi ap is loss ko recover kr lein gy Q k agr so aisa sochein gy tu apko zyda losses ho gy or ap jald bazi main ghalt faisly kar bethy gy. Agr ap itny zyda expert hoty tu apko phly loss hota hi ni. Lekin ek baat agr apka account pori trh wash ho gya or trades automatically closed ho gai tu bhi apko preshan hony ki koi zarorat ni hai Q apko wo losses recover ni krny prein gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein loss aik dum sae recover nahin hota

                              Dear member Forex trading Mein aapka loss Agar small Hai To vah ek hi bar trade Lagane se recover ho jata hai lekin Agar aapka lot Jyada bada hai to aap usko kabhi bhi Badi lot ke sath trade lagakar cover nahin kar sakte Kyunki yah Ek risky method hai jismein aap sach mein Dobara loss ko face kar sakte hain isliye jaruri hai ki aap apne a loose ko Soch samajhkar aur planning ke according Karen Jab aap Forex ki planning karte hain tabhi aap Forex Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur acchi trading kar sakte hain lekin agar aap Forex Main Apne losco planning ke sath cover Nahin Karte to aap Forex Mein Kabhi Bhi achcha profit Nahin Le Sakte aur na hi Apna loss cover kar sakte hain isliye Hamesha Apne Jyada losco Ek Se Jyada trade provide Karen aur Thoda Thoda Karke Apna loss cover Karen Taki aapko Dobara loss Na Ho aur aapka account bhi wash na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X