Forex aik unique market ha jis ma ham trading k zarye profit earn kartay hain, ziadh tar traders har waqat hi market ma in rehna chahty hain lakin meray khayal se to har din trading ka ni hota, market ko watch karain, chart ko analyse karain, aur strong signals pe hi koi entry lain ta k ap loss se bach sakay aur profit earn ho
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим