Re: Trade open krnay k bad loss mn kyun start hoti ha?
Ham forex market Mein Ek broker ke Zariya trading Karte Hain aur Hamara broker Humse iska Commission leta hai aur jab ham apni koi bhi trade open Karte Hain To vah Apna Commission pahle Kat leta hai isliye Jab Bhi Ham Koi trade open Karte Hain To Hamari trade loss Mein hi open hoti hai isliye Hamari trade open karne ke bad loss Mein start hoti hai
اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим