Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

    Knowledge Ek Aisi Cheez Hai Jiska bager Kisi bhi field mein tarkki nahin kar sakte aur jab Ham practical life mein knowledge ki Kami ko mehsoos karte hue nuksan uthate hain ya loss ka Samna Karte Hain To Hamen learning ke ka Ehsas hota hai aur FIR Hamen Apne knowledge aur learning ko increase karne ki jarurat padati hai isliye Hamen chahie ki ham har field Mein kam karne se pahle Apne knowledge aur learning ko badhaen aur FIR kam ko start karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

      G haan loss pe ap ko learning ki samajh ani ha learning aur experience maujud ho isliye Hamen earning per focus karne ki vajah e-Learning per focus karne ki koshish Karni chahie Kyunki learning hi Hamen Achcha trader aur Kamyab trader banaa sakti ha
      • #48 Collapse

        Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

        Forex trading mein Jab Hamen nuksan hota hai to tab Hamen Forex trading ke experience ka ehsas hota Hai to main chahie ki Ham trade tab Karen Jab Hamen Forex trading ke bare mein achcha experience main jaldbaji se trade nahin karni chahie Sabar ke sath trade Karen aur jab Hamen koi acchi trade intry mile to trade Karenge to achcha fayda sarkar sakenge.
        • #49 Collapse

          Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Forex trading business me jab loss ho to traders upset ho jaty hey aur un ko knowledge aur experience ki kami ka bahot ehsaas hota hay, es kami ko big loss key bad be pora kia ja sakta hay agar regular mehnat se es key ley work kia jaye magar mostly traders apny hony waly loss ko business ka part samaj kar hamesha key ley ignore kar dety hey, kesi na kesi tarha agar knowledge aur experience level ki kami ko pora kar leya jaye to loss hamy es business me life time nahi ho saky ga.
          ji bilkul loss hone Ki Sabse Bari wajah Hamara experience or Knowledge na Hona Hamen zyada experience or Knowledge Hasil karne ki wajah se hi kamyabi milati hai aur Agar Ham bahut zyada Kamyab Hona Chahte Hain To Is se Hamen chahie ki Ham zyada learning Karen Kyunki learning karne wala trader hi market Mein successful hota hai aur Yahan per successful hone ke liye bahut mehnat Karni hoti hai aur regulator ke sath Apna Kam complete karna padta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #50 Collapse

            Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

            loss is bussiness ka ayk hisa hai . lekin jab loss ho to wakia hia hum upset ho jaty hain. kyo ky loss hmari nakami ko zahir krta hai . dosto is nakami se chutkara hasil krna hai to hard work krna ho ga forex ko pora pora learn krna ho ga. apko agr loss hota hai to loss wali wja ko learn kryn .
            First LEARN Then You Can Remove The "L"

            اب آن لائن

            Working...
            X