Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

    Loss ho tou humay care krni chahiye knowledge ki kami puri krni chahiye jitna maximum experience forex ke business me insaan hasil kar leta hai us ko is business me utna he zyada profit hasil hona shuru ho jata hai or loss phir kam hone lag jate hain us ko is business mei.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

      G dear MN ap ko baat se itafaq karta ap ne Bari khobsorat baat ki Jab hab loss MN hoty hn to Hamen experience ki kami ka ehsas hota. Hanm lagta hy k Hamen abhi improvements ki zororat hy
      • #33 Collapse

        Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

        Ji bilkul Jab Hamari koi trade last Mein Chali Jaaye to tab Hamen Ehsas hota hai apne knowledge Ka To Hamen chahie ki Ham trade karne mein jald Baji na Karen real account mein kam tap Karen Jab Hamara Forex trading Mein achha experience Acha Na Lage ho Hamen demo count per practice karni chahie Jaise vah Hamara real account hai Chahat Mein currency pair per trade Karen small profit per Karen Jyada risky trader na len Thoda Thoda Karke Karen aapko Achcha fayda hoga.
        • #34 Collapse

          Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

          I’ll do this every day looking at the markets I like to trade, looking for
          some opportunities. Maybe I can’t always find a great setup like this, but
          there are always trades to be made, even if some of them are only for a
          couple of hours. It’s tempting not to want to short a market that has been
          down trending for the last two months, but I always have to think longer
          term and try and find places to buy. I will, however, short on occasion if I
          see a fantastic short-term shorting scenario with a tight stop.
          This whole scenario-making process can be done by the active day
          trader as well, but using a slightly different approach. Like I did before
          for this scenario, a day trader should analyze his markets and determine
          from which side of the market he will be trading. Yes, you can trade from
          both the long and short side throughout the day if that is your style, but
          I prefer to have one side and concentrate on that.
          • #35 Collapse

            Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

            Ji bilkul Forex Mein loss ho to experience knowledge ki Kami ka Ehsas hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Soch samajhkar apni working Karen aur accha knowledge or experience Hasil Karen Taki Achcha profit Hasil kar sake aur loss Se Bach sake hum jo loss karte hain wo Hamare kam knowledge or experience ki wajah se hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge or experience Hasil Karen bahut acche se Accha profit Hasil Karen
            • #36 Collapse

              Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

              Ji aap bilkul yah to aapane bahut acchi baat kahi hai ki agar Hamen lock ho jaaye To Hamen experience knowledge ki bahut jyada Kami mahsus Hoti Hai Jaise ke Ham Jab kamjor hote hain to glucose ki Kami mahsus Hoti Hai ISI Tarah Hamen Yahan per bhi hota hai ki tablos Hote Samay lagta hai ki Humne Kuchh mehnat Nahin indicator per pura din Kam Nahin kiya YouTube ki video to chandmari Magar Kuchh Hasil Nahin Hua isliye Hamen daily basis per kam karne ki jarurat hai
              • #37 Collapse

                Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                Jab achi learning aur knowledge nahi phir loss honay pe kami hogi aap ko ache trah sa learning karne cahay q kay janab aap learning kary gay tab he to aap ko is ma earning kar saky gay is liay is ma learning be zaroore ha our earning be zaroore ha forex ko seekhnay kay baghair kabi bhi lagatar earning nahi ki ja sakti. kabi kabi to ho sakta hay kay by chance kuch trade profit main chali jaen lakin lagatar earning kay liye forex ko seekhna perta hai
                • #38 Collapse

                  Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                  Bilkul Agar Hamen loss hota hai tab bhi Hamen apni mistakes ka andaza hota hai aur Hamen loss tabhi Hota Hai Jab hamare pass Achcha knowledge or experience Na Ho aur ham bagair knowledge experience ke apne trade kar rahi ho To Hamen loss hi hota hai isliye Hamen chahie ki Ham acche se Accha knowledge experience Hasil Karen aur Jyada Se Jyada acchi working Karen aur Full focus aur concentration ke sath apni working Karen Taki Forex Achcha profit Haasil kar sake
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                    Mujhe Bhi Koi theek hai aapane Jab Kisi Insan ko loss hota hai to usko shiddat se apni knowledge experience ki Kami ka Ehsas hota hai isiliye Hamen knowledge Hasil Karte Rahana chahie aur experience ko increase Karte Rahana chahie Kyunki Agar yah donon Honge To Hamen loss kam se kam hoga aur Sada chances profit ke Honge
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                      g han jub humain loss hota hy tub humain knowleedge or experience ki kumi ka ehsas hota hy or tb humain dukh hota hy keh hum nay forex main acha kam q nhi kiya es ko zyada say zyada time day kur es main say acha knowledge or experience gain q nhi kiya tub humain ehsasa hota hy to bad main puchtanay say best yhi hy keh hum start say he acha kam kuray hum start say he es kay baray main achi knowledge or experience gain kuray or es main loss say bhi buchay
                      • #41 Collapse

                        Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                        Ya bat ap na dear trade follow thk ki hy agr us business ma hum ko loss ho to us ma hum monhet ni kerty jab hum markets ma monhet ni ker gaw to hum ko us business ma kameyabie gain ni ho sakti ya ik general bat hy us business k liy hum ko experience and knowledge ka ho na zari hy
                        • #42 Collapse

                          Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                          Dear loss hunay per serf aihsaas hi nhi huta balkay yaqeen bhi hu jata hay kay abhi tak humara knowledge aor experience os level per nhi poncha kay humay acha profit hasil hu sakay aor aisay ma humay apni trading stop ker kay learning dobara start ker deni chayi aor demo account per pehlay say zeyada time practice kerni chayi tu hum forex ma zaror kamyab hun gay.
                          • #43 Collapse

                            Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                            Ji bilkul theek kaha par expelling mein Hamen loss ki Kami ka Ehsas tab Hota Hai Jab hamare pass knowledge experience Nahin hota agar Ham acche knowledge experience ke sath rate Karenge To Hamen loski mistake ka Ehsas Nahin hoga loss and profit business business ka paath Hota Hai Amal or se ghabrana nahin chahie acchi knowledge experience ke sath study Mein kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda Hasil kar sakte hain aur acchi learning ke sath kam kar sakte hain.
                            • #44 Collapse

                              Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                              Trading Karke Hamen nuksan Hota Hai Is vajah Se Hain Ki Hamari trading ki Nali junction Nahin Hoti Hai Aur na hi hamare pass trading karne ka Achcha experience hota hai agar hamare pass Achcha experience ho aur hamare pass acchi knowledge Bhi Ho To Ham bahut acchi trading kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                                Forex trading business me jab loss ho to traders upset ho jaty hey aur un ko knowledge aur experience ki kami ka bahot ehsaas hota hay, es kami ko big loss key bad be pora kia ja sakta hay agar regular mehnat se es key ley work kia jaye magar mostly traders apny hony waly loss ko business ka part samaj kar hamesha key ley ignore kar dety hey, kesi na kesi tarha agar knowledge aur experience level ki kami ko pora kar leya jaye to loss hamy es business me life time nahi ho saky ga.
                                Trading Karke Hamen nuksan Hota Hai Is vajah Se Hai Ki Hamari e-trading ki Nali Jaisi Nahin Hoti Hai Aur na hi hamare pass trading karne ka Achcha experience aata hai agar hamare pass Achcha experience ho aur hamare pass acchi knowledge Bhi Ho To Ham bahut acchi trading kar sakte hain
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X