Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay
    Forex trading business me jab loss ho to traders upset ho jaty hey aur un ko knowledge aur experience ki kami ka bahot ehsaas hota hay, es kami ko big loss key bad be pora kia ja sakta hay agar regular mehnat se es key ley work kia jaye magar mostly traders apny hony waly loss ko business ka part samaj kar hamesha key ley ignore kar dety hey, kesi na kesi tarha agar knowledge aur experience level ki kami ko pora kar leya jaye to loss hamy es business me life time nahi ho saky ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

    forex mai hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga hum is mai 24 gnty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kamkar sakty hain hum is mai aagr tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho ga hum is maiagar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai apne marze sy time table bana akr kam kar sakty hain ya aik legal busness hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex trading business me jab loss ho to traders upset ho jaty hey aur un ko knowledge aur experience ki kami ka bahot ehsaas hota hay, es kami ko big loss key bad be pora kia ja sakta hay agar regular mehnat se es key ley work kia jaye magar mostly traders apny hony waly loss ko business ka part samaj kar hamesha key ley ignore kar dety hey, kesi na kesi tarha agar knowledge aur experience level ki kami ko pora kar leya jaye to loss hamy es business me life time nahi ho saky ga.
      Ji han Jab loss hota hai To Hamen Pata Chalta Hai Ki Ham mein kaun si Kami Baki Hai Hamara Achcha Na Lage Aur experience hai Hamen kamyabi dilata Hai Lekin Agar Ham Bar Bar loss kar rahe ho To Hamen iski reason ko find karna chahie ki Kis vajah Se Hamen loss ho raha hai FIR Usi reason ko remove kar ke Ham forex market Mein Jab trade continue Karte Hain To fir Hamen profit hi Milta rahata Hai Hamen Har mistake yah Har Las hone wale trade main root cause and Karni chahie aur usko remove karna FIR hi Ham loss se Bach sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

        dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay forex k baray mn knowledge aur trading experience bahot zroori ha aur forex trading mn new join krnay walon ko chayay k woh forum pa seniours ki posting sa forex k baray mn knowledge aur demo account k zriay experience gain kr k trading kren
        • #5 Collapse

          Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

          Yes dear friend you are perfectly right Forex trading Mein Hamen knowledge or experience ki Kadar aur Ehsas use Waqt Hota Hai Jab Ham real account trading mein main losses face Karte Hain isliye Hamen chahie ki Ham real account trade main use Waqt Tak entry Na Lage jab tak Hamare pass market ke bare mein Achcha knowledge Achcha experience aur acche training skills Na Ho Forex trading mein agar aapane kamyabi Hasil karni hai aur is business Se Apna mustaqbil Roshan karna hai aur is business ko lifetime business banana hai to uske liye Hamen Apna knowledge or experience improve karna hoga Hamen apni learning aur demo account practice par Puri Taur per concentrate karna hoga otherwise I'm is business ko effectively and nahin kar sakte aur is business se regularly acchi earnings Aasan Nahin kar Sakte
          • #6 Collapse

            Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

            Jiii haan dear bilkul achii baat boli haii apnyy jb bhe hum.logon ko forex trading main loss ho jiee ya phr humara account wash ho jie to phr tab hum.logon ko bhot hii sharmndgii mhisos hotii haii aur hum sich rhy hoty hain ky agr humary pass acha tajarba aur acha knowldge hota to hum loog iss sy apny losss ko recover kr paaty ...
            • #7 Collapse

              Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

              g han dear ap ki baat bilkul thek hy forex online business min hamin treading kaey hiy jab loos hota hy is waqt hamin apny knowledge aur experience ka ki kammi ka ehsaas hita hy iis lia hamin forex min treading kart hoy loos hi haminnacha sabaq haisl karwa sakta hy hum bahut acha knowledge aur experience ko loos hony ki sooart min seekh skaty hain loos hi hamra sab sy bara ustaad hy
              • #8 Collapse

                Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Forex trading business me jab loss ho to traders upset ho jaty hey aur un ko knowledge aur experience ki kami ka bahot ehsaas hota hay, es kami ko big loss key bad be pora kia ja sakta hay agar regular mehnat se es key ley work kia jaye magar mostly traders apny hony waly loss ko business ka part samaj kar hamesha key ley ignore kar dety hey, kesi na kesi tarha agar knowledge aur experience level ki kami ko pora kar leya jaye to loss hamy es business me life time nahi ho saky ga.
                Loss hamesha experiqnce me kami ke waja say hotha hay our is k saath ek our cheez be hay k aksar aap ke kismqth be aap ka saath nahee detha kionka luck ka buhut haath hotha hay aap k business may jis nay aap ko loss ya profit hotha hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                  Assalam o Alaikum! Gee dear hamein loss hi iss wajah se hota hai ke hamare paas acha experience or knowledge nahi hoti apne kaam se related to hamein chahiye ke apne knowledge or experience ko gain karen taa ke ham achi performance de saken or hamare paas jab knowledge or experience hota hai to hamein kabhi loss bhi nahi hota iss liye forex market ke bare main apna experience or knowledge ko gain karna hoga or market ko analsye karna hoga or apni analysess ko acha banana hoga taa ke kisi bhi loss se bach saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                    Bohat khuub Dost. Apne jo likha hay bilkul ye sara mamla hota hay trader ke sath ke knowledge or experience ki qami hoti hay or big loss ke bad ehsaas tu hota hay magar wo ehsaas kisi kam ka nai q ke hum usey part of business khe ker jan chura lete hain. Jab ke humy her time me start me bhi loss ke bad bhi jab bhi chahein apni learning per samjhota nai kerna hay q ke knowledge or experience ka koi namo badal nai hay jo kaamk knowledge or experience se puri hogi wo or kisi se nai or learning ke bad khud farq nazar ayga or loss per control kia jayga. Koshish karein sab ke earning ke sath sath Learning ko bhi increase karein.
                    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                      G han dear ye bat tu hai kay ap ka ager es mai lose ho jata hai tu ap ko kafi acha sabaq mil jata hai jub kay ap ko es mai pta chal jata hai kay ap kay pass expernce aur knowldge kam hai jis ki waja say ap ka lose howa hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur acha kam karain ta kay bad mai ap kamyab ho jain
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                        Han ji bilkul loss agar aik dafa ho jaye. Tu phir tu if a feel nahi hota lekin agar loss ziada ho jaye tab yeh ahsas hota ha. Ke shaid me abhi acha trader nahi bana ya meri skills mein kuch Kami ha. Tu es liye humaen agar aisa dmfeel ho tu apna knowledge improve kerna chahye aur achy knowledge aur experience ke sath market mein Ana chahye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                          g hna ap nay theek kaha ahe hum jub bhe koe loss ka samna kertay hn to us k pichay koe na koe waja zroor hoti hae ur hamn us waja ko talash ker k door kernay ki kishish kerni chahea ur jub hum forex ki baat kertay hn k hamri nakami is mn sirf ur sirf hamray pass experience ur knowledge ki kami say he ho sakti hae ur hamn yeh tub pta chulta ahe jub hum loss ker chukay hotay hn
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                            Bilkul Diya aapane bilkul theek kaha hai Forex trading business Mein Hamen loss ki Hamari knowledge aur Hamare experience ki Kami ka Ehsas dilata Hai Hamen Apne loss se learning Hasil Karni chahie aur koshish Karni chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge came Karen aur apne experience ko increase karne ke liye demo account per practis Karen apni earning game ke liye Hamen experience aur knowledge Ka Hona bahut jyada jaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ho to experience aur knowledge ki kami ka ehsaas hota hay

                              Kam experience walo ko lose to hota he par lose hone se bhi Experience hi banat He agr ap apni galtio se sekhne walo me se hen to ap ko apne lose se seekhna chaihe dobara kabhi wo mistak na dhorhae isi tarha karne se ap ko dobara lose ni hoga aur ap ka experence bhi increase hota chala jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X