Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...
    Forex trading me loss ki bahut sari wajoohaat hain lekin main waja ye ha k loss hamari apni ghalti ki waja hota ha. Ham trading me jald bazi kartay hain aur baghair analysis aur planning k trade laga detay hain. ham agar apni ghaltio per qaboo paa lain to ham forex se bahut ziada faida utha saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

    hamy loss ky badd garbana nahi chaeey hamy learning gan kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy hum is mai 24 gnty ma sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kair sakaty hai nhum is mai agar bager learnng ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai apne marze sy time tbale banaj kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

      g han hamain apni mistakes ko avoid karna ho ga aur apny weak points ko strong banan ho ga tab hi hum sucs shon gay uar hamain is fourm main part time main bi job kar sakty hain aur full time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain markt main bi greed ko avoid karna ho ga tab h hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

        jab hum kam karty howy koi mkistke kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahe or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum is mai aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yi moderator ka koi balm nahe hota yai aik acha karobar hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

          ismein Koi shak Nahin Hai Kya Forex trading karte hue Hamen jhulas Hota Hai usmein Hamari Koi Na Koi Galti Jarur Shamil Hoti Hai Jiski vajah se Hamen Las ho jata hai agar Ham apni galtiyan Ko Sidha karna Shuru kar diya aur ham apni galtiyan ko repeat na hone Den to Fir Hamen forex market Se Achha Prakhar bhi Aasan ho sakta hai bus jarurat is baat ki hai ki Hamen mehnat Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

            Forex main loss hamein apni galti ki wajah se hi hota hai apki baat theek hai agat ham soch samajh kar kaam.karen or apne kaam ko behtr tareeke se karen or mistakes ki koi gunjaish na choren to ham kamuab honge forex par otherwise hamein kabhi kamyabi nhi mil skti hamein loss apni khud ki galtion ki waja se hoya hai apne andar hmein loss ko recover karne or apni mistakes ko drust karne ka confidence paida karna hoga taa ke ham apni ki hoi galtion ko drust kar saken or kamyab trader ban saken
            • #7 Collapse

              Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

              forex mai loss sirf or sirf hmre apne fault ki waja se hte ha ham thk trah k market ko analyze ni krte or trade lga dte ha jis ki waja se hme loss hta ha or sath sath wo trader jo money mangment k ruke ko follow ni krte or loss krte ha agr ham mistrkae pr qabo kr lai tu ham forex mai kbhe bhe loss ni kre gai
              • #8 Collapse

                Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

                G mere pyare dosto han hamain apni mistakes ko avoid karna ho ga aur apny weak points ko strong banan ho ga tab hi hum sucs shon gay uar hamain is fourm main part time main bi job kar sakty hain aur full time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain markt main bi greed ko avoid karna ho ga tab h hum achy say trade karni ho gi.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                  Forex trading me loss ki bahut sari wajoohaat hain lekin main waja ye ha k loss hamari apni ghalti ki waja hota ha. Ham trading me jald bazi kartay hain aur baghair analysis aur planning k trade laga detay hain. ham agar apni ghaltio per qaboo paa lain to ham forex se bahut ziada faida utha saktay hain.
                  Yes dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai apni ghaltion ko sahe karna ho ga tab hi ap ais market mai loss se bach sakty hai ap ais market mai jitni dafa ghati kary gay ap ko atni hi dafa loss ho ga ais liay apny oper control kary ta k ap ko loss na ho ais market mai atna zayda jis se ap ka account wash ho jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

                    bilkul thk kha forex mai loss hamin hamri apni galti ki wja sy hota hy or ham is galti ko sudhar skty hain foex hamin trading krty hwe take profit or stop loss set krny ka kehta hy jis ka faida ye hota hy k ham nuksan sy bach skty hain apna stop loss time set kr k or apki trade lprofit loss ki trf apki galtio ki wja sy jati hy agr ap aaapni skills sai sy use krain to daily chart ko dekh kr h1 chart ko dekh kr phir 30minut chart ko dekh kr trade krty hain to apko zrur faida hoga zyda tr log zyda profit ki lach mai a jaty hain or take proft hit hony ka intzar krty hain take profit hit hony sy pehly trade close kr dena best option hota hy profit hassssssil krny ka
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

                      Jee han wese tou bohat se waja hain magar main waja wo waja jis per lazmi qabu kerna hsy wo hum khud hain ke hum apni trading me lalach se bachein jald bazi na karein bagair analysis ke or planning ke trading na karein q ke ager aisa karengy ty success tu nai milegi ye humey yad rakhna hay.
                      Foex trading me loss hone ki bari waja humara galat decision lene hy ke galat time entry lena trade open kerna lot size zada rakhna Sl Or TP or thek se use kerna. Or kam se kam profits ko acept kerna bhi safe trading ki zamanat hay
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me loss hamari apni ghalti ki waja se hota ha...

                        Bilkul dear Forex trading business Mein Hamen loss Hamari vajah se hota hai Hamen koshish karni hai ki Ham apni mistake ko verify Karen aur usko recover karne ki koshish karen Jitna Jyada Ham apni mistake ko Dur Karenge aur usko remove karne ki koshish Karenge utna easily Ham Forex per Kamyab ho sakte hain Hamen Apne mistakes ko verify karna hai aur usko remove karne ki koshish karni hai aur apni learning power ko strong karne ki koshish karni hai Taki Ham easily Forex per Achcha profit Hasil kar sake aur loss ko recover kar sake

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X