Loss k aham waja kia hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k aham waja kia hoti hai?
    Assalamualaikum members kaise hain aap sab log ummid hai ki bilkul khairiyat se Honge aaj main yah puchna chahti hun ke a loss ki ki wajah kya ho sakti hai aur Agar losss ho jaye to use Kaise cover Kiya jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

    Los ki kafi reason hai agar dekha jaaye to number of traderko pata hi nahin chalta ke kis vajah se unka account watch hua aur kis wajah se uncle loss ho raha hai mere yaar mein sabse bada nuksan forex trading mein sab trader ke liye yahi hota hai ki unko pata hi nahin chalta ki unka account watch kyon hua aur usko loss kyon hun aur raha haiISI vajah se senior member mein hamesha kahate Hain ki aapko pata hona chahie ki last week mein aapane kya galti ki jismein se aapka loss ho raha hai jaisa ke main jab bhi trade open Kiya gold market per tu Mera bahut jyada nuksan hua hai aur mera account bhi watch ho jata hai abhi main gold trading nahin karni to yah loss se bachne ka tarika hai kuchh currency Pyar aapke liye bahut jyada lucky hoti hai aur aap bahut jyada kamyab hote Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

      My dear friends lovers ki wajah hoti hai ki Ham ismein jaldbaji kar Jaate Hain ISI vajah se Hamen loss hota hai agar Humsafar Ke Sath kam Karenge To Ham Apne loss a boy sitting Jo log jaldbazi Karte Hain vah Log ismein Kabhi Kamyab Nahin Hote
      • #4 Collapse

        Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

        Lost bahut badhai hoti hai ki Ham Lekar Jaate Hain Ham Chahte Hain Ki Hamen Hamari Khushi hoti hai kya Hamen Ki Raah Mein bahut hai lekin Aisa Nahin Hota ham log chahie Kya Karenge isliye Ham Logon Ko chahie Kya milane Se Kam Nahin Lena chahie uske sath kam karna chahie tab jakar Lok Seva sakte ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

          Dear friends forex forum aik international business hy hamain iss main bharpor koshish k sath kam krna krna chahiye takh ham forex main acha profit hasil kar sakain aur jab ham forex main kam krny lagain to jaldbazi sy kam nah krain aur nah he forex main lalach krain agr lalach krain gy to zaror loss ho ga aur hamara acount wash ho jy ga.
          • #6 Collapse

            Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

            Ji friend aap ne bahut acchi post share Ki Hai Forex trading Mein loss Aksar hota rahata hai aur loss hone ki Bahut Si causes Hain Mere pyale Mein Sab Se Bari vajah hamare pass knowledge Aur experience ki Kami hai Sabse pahle To Hamen knowledge Aur experience Pak focus karna chahie Iske alava Hamare Aksar new trader jaldbazi se kam Karte Hain Aisa nahin karna chahie Iske alava lalach bhi Hamare Sath Ka Dushman hai isliye lalach se bhi avoid karna chahie aur sath sath market se bhi touch Rahana chahie aur trading tools ke baare mein Mukammal informations honi chahie aur on ko use Karne Ka behtarin Tarika bhi Aana chahie.
            • #7 Collapse

              Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

              forex aik onlne or kabe be band an hony wala business hain hum ismai bager balance accont bana kar be kam kair sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kaam kary g yto hamy loss ho jy ga hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamara account baned hoj y ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                Desr forex member loss ke sab se ahem waka yaho hota he ke hum tread karne per jald ba:i se kam karte he Ir market ka analusis nahi karte aur lalach larte he is waja se hume loss hota he
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                  Dear member forex trading aik profitable business hay jis say hum bhot hi thoray time ma bhot hi zeyada paisa kama saktay han aor yehi sab say bari waja hay loss ki kiun kay jab humay iska pata chalta hay tu hm laluch kerna start ker detay han aor jo bhi earning huti hay humay wo kam lagnay lagti hay aor hum thora aor zeyada earn kernay kay chakar ma parr jatay han jiski waja say hum apna profit bhi loss ma convert kerwa detay han is liye ager greed per qabu paa liya tu samjho kay forex market ma ap kamyab hu gaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                    forest market Hamen loss ho Jata Hai To iski bahut sari Roj Baat hoti hain jismein se Kuchh yah hai ki Ham market Ke Andar Se Nahin Karte aur Bahar Aane Se Uske hi trading Shuru kar dete Hain aur ham market Mein 2 ka lagakar trade open Karte Hain Jiski vajah se Hamen Aksar nuksan ho jata hai ya FIR Hamen Forex ka knowledge Nahin Hota aur ham bagair knowledge kar trading Shuru kar dete Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                      Loss ki aham vaja experience or knowledge ka na hona or ziada laluch karna hoti hy jiss ki vaja say humain forex k business main loss hota hy or hamara account bhi wash ho jata hy lehaza hamain chahiye k hum achi say achi mehnat kar k acha knowledge or experience hasil karain or ziada lauch nh karain.es tarh hum forex main loss hony say bach sakty hain...
                       
                      $#@#i Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                        Loss k aham wajah kia hoti ha?
                        a) market ko analyse kye baghair entry lena
                        b) trend k against trading karna,
                        c) big lot size ko use karna
                        d) stop loss aur take profit ko use na karna
                        e) profit k lye greed karna
                        f) jaldbazi ma entry lena
                        g) trading plan ka na hona
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                          Asslam o Alakum friends
                          Forex trading mai profits ur loss akhaty chalty ha abi ya aap per depends karta ha aap Kay lana chayata ha agar aap cool mind hu Kar kam karoo gy tu profit he profit. Aur agar jazbati ho kar zayada profit ka lalach kro gy aap loss mai phunis how gy.
                          #dervesh
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                            forex bussiness me dekha gaya hai bahoot se trader jada kamane ke chakker me bade volume se trade karte hai aur kuch hai jo tukkey lagake trade karte hai to ayse log loss ke shikaar hote hai end me .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss k aham waja kia hoti hai?

                              G bro loss ki sub se ahim waja ye k hum apni se trade Lena shuro Kar dety Hain Hala Kay him ko market ko analysis karna nhi ata Jes ki waja se hume daily basis par profit ki bajae loss hony lag jata hai esii lye Hume chahye k agar humko loss se Bach hai tu phly market ko analysis karna acha ttha sekhna hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X