Tamam members ko meri taraf se assalam walekum. main forex trading ko join kiya hay aur mujhe guide kijiye ke apni trading ko kaise behtar banaa sakta hun aur jyada loss se kis tarah bacha ja sakta hai. aap logon se dar khas karta Hun ki kamyabi ke Chand asul mere sath share karin taki main bhi acchi trading karne ke kabil Ban sakun.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим