Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie
    Assalamualaikum Tumhara Forex members my dear Forex member Forex trading ka business Ek risky business hai aur Forex Mein trading karna aur isko samajhna Kafi Mushkil hai isliye kabhi bhi Forex trading ke business Ko iji Nahin Lena chahie ismein Hamesha sanjeedgi ke sath Soch samajhkar kam karna chahie FIR hi Ham Forex trading ke Business mein Kamyab ho sakte hain aur isase acchi profit Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

    Ji bilkul main aapki baat se agri karta hoon ke Forex trading hai kya Sab business hai Jisko bilkul bhi edhi nahin Le Sakte aur number Kitco analyse karna kabhi bhi Aasan Nahin Samjha Ja sakta Kyunki Kai bar APK analyses theek hone ke bavjud aapko nuksan ho jata hai aap loss kar Baithe Hain To is hisab se Ham Forex trading co Ek easy business ke Taur per Nahin Le Sakte
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

      ji han dost aap bilkul theek kah rahe ho main aapki baat se Ittefaq Karta Hun Ki Hamen Forex trading ko kabhi bhi light aur easy Nahin Lena chahie Jab Bhi market ko Ham light aur iji Lete Hain to market Hamara Sath Nahin Deti isliye Hamen market Mein proper planning proper money management proper risk management aur proper fundamental aur technical analysis ke sath enter Hona chahie agar aap ine Tamam qualities ko Madhya Najar rakhte Hue Faras Mein Apni trading Karenge to is business ko effectively handle kar sakte hain aur is business Se Jyada Se Jyada earnings Asal kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

        Forex Trading ka business dunya k sab se tough business me se aik hai is ki waja yahi hai k is me beinteha risk hai. Aur is hi risk ki waja se kafi log apna qeemati sarmaya dabo dete hen. Forex trading me har broker apne net k page k akher me ye warning zaror dete hen k ye bohut riski karobar hai agar ap k pas knowledge nahi hai to fazool me panga na le. So jab tak hamare pas knowledge aur experience na ho to hamen bari ehteyat k sath trading karni chaheye.
        Last edited by ; 04-05-2020, 08:38 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

          Forex Trading Behati risky Business hy isly haen kabi bi isko easy night lena chae qun k agr ham isko easy len gy to yah hmen bht nuksan day sakta hy hmen forex trading sekhni chae aur phr demo account par iski paracte krni chae tab hi live account ki traf Ana chae ni to hmeri jama ponji zaya ho skti hy
          Last edited by ; 04-05-2020, 08:40 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

            اصل پيغام ارسال کردہ از: usmanfrx پيغام ديکھيے
            Assalamualaikum Tumhara Forex members my dear Forex member Forex trading ka business Ek risky business hai aur Forex Mein trading karna aur isko samajhna Kafi Mushkil hai isliye kabhi bhi Forex trading ke business Ko iji Nahin Lena chahie ismein Hamesha sanjeedgi ke sath Soch samajhkar kam karna chahie FIR hi Ham Forex trading ke Business mein Kamyab ho sakte hain aur isase acchi profit Hasil kar sakte hain
            Brother Forex trading Mein kam karne ke liye aapko ismein main serious hokar kam karna padta hai aur ismein mehnat karni padati hai jo log bhi Forex trading Mein mehnat karte hain vah ismein kamyabi Hasil kar sakte hain aur jo log trading ko serious Nahin lete easy lete hain vah ismein Kamyab Nahin ho sakte a Agar Forex Mein kamyabi Hasil karni hai to ismein mehnat Karni Hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

              g han dear forex trding itni asan ni h lkn is mn mhnt ar himat sy hum is mn asani peda kr skty hn.himat sy kam len ar apny kam pr focus kren to hum is mn experts bn sakty hn.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

                Ji Bhai bilkul aisa hi hai jo log Forex ko aise hi Lete Hain vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki yah Ek Taraf job hai sometime aapka itna bhi ho jata hai ki jo aapke candles yah aapke analysis Hote Hain Uske hisab se jo aap trade Lagate Hain To unexpectedly Hua Uske rivers ho jata hai aur aapko aapki ummid ke mutabik profit Nahin Hota isliye isko iji Lena bahut hi galat sabit ho sakta hai aap is per hardworking continue rakhen aur kabhi bhi isko Aasan Na Samjhe
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

                  ji han dear friend main ap ki baat say agree kartaa hn ap nay bilkul sahi kaha hap ki baat sahi hai agar ap nay nay forex trading kay bussiness ko kabhi easy lay lia to ap is mian achi tarh say kamybni ho skty hain q kh is mian ap k o achi tarh say mehnat karna pry gi tab jja kar ap is main achi tarh say kamyb ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

                    yeh forex trading duniya ka sab se bara business ban chuka hae koi chota business nhe hae to is main kamayab hona bhe koi asan kam nhe hae is main agar apko kamayab hona hae to apko bahut zayada mehnat karne hote hae to isi liye tamam logon ko cahiye ke wo is main ache tarah se is main mehnat karen take wo is main is ko seekh saken or ache tarah se trading kar ke is ko seekh saken or yeh tab he mumkin hae jab wo demoo account main kam karte hain or is ko seekh lete hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ke business ko kabhi bhi easy Nahin Lena chahie

                      Pyare doston forex trading ek bahut hi risky karobaar hai jisko agar koi shaks proper taleem or tajarby ke bagair karega to uske liye kamyab hona bahut hi mushkil hai hamin kabhi bhi is business ko itna aasan aur sada Na samjhe. agar aap business mein kamyabi hasil karna chahte hain to Puri mehnat aur lagan ke sath uski taleem hasal Karen aur demo account per apna achcha tajarba banaen jiski bena par aap achcha karobar kar sakte hain aur accha manaf kama sakte hain
                      MEHNAT MEIN AZMAT HAI

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X