Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    yes bilkul i agree with u trader ko bilkul learning k madad se he oski skill achi hoti ha osko expiernce milta ha bht jo agy jaky trader ma bht kam ata ha and ose sai knowdlege hojati ha learning se k proper trading kase karty ha and kia kis time karna chaye istara se ik learning se ik trader kamyab hosakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      je han dear jis time ham log forex me learning karty hen to ham us time he forex ka knowledge experience or skill hasil karty hen learning he ha jis se ham logo ko forex me success mil sakty he.
      • #528 Collapse

        forex main trading ka asan rasta he hardwork. ap jitna ziyada forex ko samjo gay forex ke bary main knowledge rakho gay.or jitna ziyada ho saky demo trading mai practic karo gay tu forex ap ke liye asan ban sakti he. because forex bahot risky business he. jitna asan nazar ata he forex utna asan he nai.ap jitna ziyada forex ko samjo gay forex ke bary main knowledge rakho gay.
        • #529 Collapse

          main aap ki iss baat se agree karta ho k forex mein learning se hum skills aur experience aur knowledge ko bhi gain karta hain kyun k forex mein learning he main cheez hai jis se forex mein aik trader success full trader banta hai agar hum forex mein learning karta hain tu hum knowledge aur skills ko get karta hain jis se hum forex mein earning easy se kar skta hain.
           
          • #530 Collapse

            yes sir mein ap ki bat sy itfaq karta hun bahi is mein humko skehny ka amal rokna nahi chahye kio k ye aik bohut barha buiness hy jis k bary mein ap jitna bhi sekho gy kam hi ho ga to jab hum is ko sekhty hen to us ko demo pe apply karty hen to is sy hum ko experienc bhi milta hy.
            • #531 Collapse

              assalam u alikum ji janab bilcul learning aisa step hai jis main hamain zaroora parhti hai sekhanai ki is bagair trading nhi kar saktai hain agar jo log bagair learning k trading kartai hain unhai bht mushkilaat ka samna hota hai our woh successful trader nhi bantai hain...
              • #532 Collapse

                g yeh baat bilkul thk hai k FOREX main learning ki hi madad se FOREx trader skills,knowledge,experience aur bohat se achi tips aur practice karna patience aur apnay emotions ko control karna seekhta hai jis se wo acha FOREX trader ban jata hai.
                • #533 Collapse

                  yes dear i agree mostly people aisa he sochta hai k bus wo jaldi se zada profit earn kar ly bina practice or knowldge se lakin aisa nahi hota kuch earn karny liya work hard ki zarorat hoti hai or ye aisa business jis mian work k liya practice or experince hona zraori hai
                  • #534 Collapse

                    jitana b time hum apna forex pyy use kr raha hoota hain is mein sa hum bazahir tou trading kr raha hota hain leikn humseikh b raha hoota hain aur ahum zyada seikh sakta hain agr hum aik bar demo account use kr lein..!!
                    • #535 Collapse

                      Yes, I agree. It is the most important thing to learn and practice forex. Otherwise you will not be successful.
                      • #536 Collapse

                        Je bro theek keh rhey hen ap ager kisi ko bhe is business mey sabit qadam rehna hey or lifetime k tour per is business ko join kerna hey tou unhay step by step working kerna hogee apni knowledge ko berhaen, apni skills ko polish kernay per tawuja den or jo kuch seekh rhey hen usey trading per apply kren or experioence hasil kren, or jab aap in teenon cheezon ka blend bna ker milaen gey tou aik profitable trader zarur bnen gey Insha Allah.
                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        Members hum jab Forex mai atay hain tu humari souch mai yeh hota hai k hum Forex mai bhut jaldi ameer ho jain gay or bhout kam time mai zaida dollar earn kar sakty hain.Jab k aisa kuch b nahi hota ager ap Learning ko neglect kar daity hain tu trader k pas na he experience,skills and knowledge ata hai jis waja se trader kabi b Forex main kamyab nahi ho sakta.Behtar hai trader pehlay apni learning ko behtar banaye or jab woh acha experience hasil kar lay tu woh achi earning automatically kudh kar lay ga.
                        Meri request hai har member se woh Forex mai learning ko humesha continue rahky jis waja se woh Forex k new challenges k sath sath acha experience hasil kar k ik successful trader b ban sakayga.
                        :cool::cool:;)
                        • #537 Collapse

                          khyal main app ki bast hundred percent teek ha kyun kay forex aik buhaat vast qisam ka field ha jis main har roz aur trade say app seeker hain aur naehi baatain aur skills Santayana ahti hain jin say bilkul cheek hay k hum chahtay hain k hum is forex forum mein aa kr jald sy jald ameer ho jaen, bhai jan sonay (Gold) ko b bohat zayada aag pr garm krain to us ki shakal
                           
                          • #538 Collapse

                            jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap ki learning achi hi too ap iss ki amdad se acha experience le sakte ho orr iss ke sath hi ap ko forex trading main achi earning bi ho gi
                             
                            • #539 Collapse

                              jee han main ap se mutfiq hopn forex trading main achi earning hasil kerne ke lye ap ko iss main proepr trading ekrni ho gi ap ko iss main learning ki madad se knowledge or experience orr skills hasil ker sakte ho then yecheezan ap ko tarding main profit de sakti hain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                forex main experience hasil karain ager experince hasil na kis to per hamari forex trading musalsal khatray main hoti hay kay hamain profit ho ga ya pher loss ho ga.ager hamare pas learning aajae tu hum boht kuch hasel akr skte hain pher hamare lye exprencess b easy ho aje ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X