Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Forex me learnings ka amal kabhi bi khatam ni hota, trader ko chahye ke wo ziada se ziada forex me learning kare q k is ke bagehr wo forex me kamyabi hasil ni kar sakta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
      Members hum jab Forex mai atay hain tu humari souch mai yeh hota hai k hum Forex mai bhut jaldi ameer ho jain gay or bhout kam time mai zaida dollar earn kar sakty hain.Jab k aisa kuch b nahi hota ager ap Learning ko neglect kar daity hain tu trader k pas na he experience,skills and knowledge ata hai jis waja se trader kabi b Forex main kamyab nahi ho sakta.Behtar hai trader pehlay apni learning ko behtar banaye or jab woh acha experience hasil kar lay tu woh achi earning automatically kudh kar lay ga.
      Meri request hai har member se woh Forex mai learning ko humesha continue rahky jis waja se woh Forex k new challenges k sath sath acha experience hasil kar k ik successful trader b ban sakayga.
      :cool::cool:;)
      Jee han dear ap ny achi advice de hai forex main learning kay bagair hamary liye kuch nahi so humain forex ko pehly learn karna chahiye iss kay fundamental aur technical analysis ko seekhna chahiye aur demo per achi tarah practice karni chahiye iss kay baad hum forex say earn karny kay qabil ho sakty hain warna bagair learning kay humain forex main loss he loss ho ga.
      • #453 Collapse

        yes ap na theak kha agar ap forex k bary ma learning karta ha to ap trading k bary ma acha knowledge hasil kar skyta ha par trading ka experience ap ko demo account par trading karna sy he a ga agar ap demo par trading karta ha to ap ka experience demo account par trading karna sy he zayada ho ga.
        • #454 Collapse

          ji han forex mai ap ko sab se pehly learn karna hai kiu kay aik acha trader wo nahi hai jo bus profit keliye trade karain, is liye agar ap ko continous successful rehna hai forex mai tu ap ko skills, knowledge aur experience hasil karna paray ga shuru mai
          • #455 Collapse

            Dear friends forex men learning boht important ha,agr ham without learning k trading start krengy to on men hamen loss hony k chansiz hoty hn,learning ke madad say hamen knowledge and experience milta ha,agr learn nhn krengy to kuch bhe nhn mily ga.
            • #456 Collapse

              forex men only learning hi kafi nahi hoti hai is ley ap ko forex men tradig kerny ki practice bhi kerni hoti hai jis se ap ko mistak ker k bhi expericne hasil hota hai or in sab se hi ap achy traders banty hain or munafa kama sekty hain.
                 
              • #457 Collapse

                You are right and I agree with you that Learning is the best policy to achieve that trading knowledge and market learning.and maturate certain that with out Learning we can not wee any acquire in the forex market.
                • #458 Collapse

                  aap jitna learn kro gay utna hi zaida aagy jao gay main aapki baat se itefaq krta hun bilkul theek keh rahy hain hamain trading k saath saath is ki case study b krni chahiya or jitna ho saky is main tajarba hasil krna chahiya
                  • #459 Collapse

                    G bilkul main sab members ki bat say itfaq karta hon .Forex say aik trader ko kamyabi kay liey bohat ziada madad milti hai .Trading kay liey most important hoti hai learning aur experience aur yeh donon forex say milti hain .is liey sab traders ko chahiey kay wo forex pay kam kar kay ziada say ziada seekhain .
                    • #460 Collapse

                      yes brother forex trading k liyea skill learning or knowledge ka hona boot zrory ha is k bagher app forex trading nehy kar sakty han or forex ma news b boot imported rule ada karte han knowledge k bagher app or busines kar sakty han lakin forex nehy
                      • #461 Collapse

                        kam koi be ho us ko karna sy phela hum us kam k bary ma learning karta ha ta k hum ko us kam k bary ma acha knowledge hasil ho ja isi tarh forex be ha ap forex ma us waq tak success nai ho skyta jb tak ap k pa trading k bary ma acha knowledge nai hota agar ap k pas trading ka acha knowledge ha to ap trading kar k acha profit be hasil kar skyta ha.
                        • #462 Collapse

                          yes dear is may koi shak nahe k learning ke madad say he ham kamyabi hasil kar sakty han learning ky zriya he hmary knowledge may izafa hota hay aur jitna zyada knowledge ho ga utna he zyada practice krian gay aur utna he hmara experience barhy ga jitna zyada experience ho ga unta he zyada profit hasil kar sakty han
                           
                          • #463 Collapse

                            yes dear forex ak asa business hy jis main her roz ak new bat samny ati hy koi trade fever main our koi los main jati hy es lie her roz kuch na kuch zrour seekhny ko milta hy
                            • #464 Collapse

                              Han bhai zahir si baat hai jab hume is kaam ka acha knowledge ho ga to hamari skills kafi strong hon gi aur jab skills strong hon gi to hume forex ka experience hasil hop ga aur hum ache trader ban saken ge....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                g han bilkul forex sey insan news sey in touch rehta hey aur markeet k information bhe rakhta to
                                zahir si baat hy k us k knowledge skil aur minde men izafa hota hey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X