Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    asslam o alikum dear's bohat he acha sawal kiye ha apny yar apky sawal bohat he achy hoty ha. bake sab frnds kasy ho app.acha to qyestion ya ha ky FOREX MA HUMY BOHAT SE LAERNING OUR KAFE EXPRENCE MILTA HA.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      sahi kaha hay ap nay jo bhi newbie is business main ata hay wo ye hi sochta hay kay Forex main a ker wo raton rat karor pati ban jaey ga lakin haqeqat is kay bar aks hoti hay Forex aik hard work business hay or ye ham say bohot time mangta hay.
      • #408 Collapse

        bilkul janab agar hum forex main achi learning ke sath work kartey hain to phir hum is business main kabhi bhi fail nahin hotey ahin aur learning hi hamen is business main achi trha se successful way ki taraf le jati hey.
           
        • #409 Collapse

          jee han bagar proper knowledge ap iss traidng main kamyab nahi ho skate ye aik risky business hi iss lye learning ke bagar kamyabi namummkin hi learning ke lye bohat se spources hi jin main kam ker ke ap achi earning ker sakte ho
          • #410 Collapse

            dear forex trading mein successful hony k lie humein knowledge hasil kerna bohut zaroori he qiun k knowledge se hum strategies develop kerte hen or phir us ko demo account per use ker k apne skills ko polish kerty hen or apna experience increase kerte hen.
            • #411 Collapse

              forex trading business mein hum achi learning ko ager hasil ker lein tou mein samjhta hoon k hum achi trading ker k profit ko bari asaani k saath hasil ker saktey hain mein iss business ko pasand kerta hoon.
              • #412 Collapse

                forex main learning ki madad se sikll main experience main izafa hosakta hai aur knowledge main bhi hojaata hai aur learning jo hai wo bht imporatna hai aur ye he learning hoti hai jis ke zarye sab milta hai aur aik acha kamyab trader banta hai sir learning se hota hai .
                 
                • #413 Collapse

                  g dear ap ney bilkul thek kaha hey learning sey he hm ko apni ghltyon ko avoid kernye ka pta chlta hey ager hm apni ghltyon sey kuch learn he na krain to hm kbhi bhi forex main achey trader ni bun sktey hain is keh liey hmain apni he ghltyon aur trading sey skhna chhoauey tub he hm apney skills ko brha sktye hian
                  • #414 Collapse

                    you are right forex main hum jitni ziada learning kartey hain to hum us learning ki madad se hi forex main achi trha se knoweldge aur experience hasil karne main kamiyab ho saktey hain aur acha skills bana saktey hain.
                     
                    • #415 Collapse

                      g han forex main ap jitni learning karogey utna kaam hy, or ismain ap learning ki madad sy hi experience practice or knowledge gain kar sakte ho. or forex main ek acha trader banne k liye ap k pass ye cheezen zaror honi chahye,
                       
                      • #416 Collapse

                        totally correct aur ye baat bilkul correct hy, forex main insan learning ki adad sy hi or achi traha learning kar k experience, knowledge, or apni skills ko hasil kar sakta hy, or in sab k liye best way hy demo account jis py ap daily practice kar k complete learning hasil kar sakte hain, jis sy ap ek bht ache trader ban sakte hain.
                           
                        • #417 Collapse

                          yes in forex trading is a business and when you learn it then you will got experience and knowledge and skill and many other ways to go ahead in the field of market which is too good and this is a very good plat form where a new trader can learn
                          • #418 Collapse

                            forex market bht risky market he or is me kamyab honay ke lye trader ko Sakht mehnat ki zaroorat hoti he q k jab tak wo mehant ni karega tab tk wo market ko analyse karne ke gur ni seekh sakta
                            • #419 Collapse

                              gi bilkul ap ne theek kaha ke koi bhi trader froex me experience or skill tab he learn kar sakay ga jab us ke pas Forex ke mutaliq knowledge hoga but agar apko forex ka knowledge he nai hoga to ap is business kuo start he nai kar sko gay is liye Forex trading business ko start kaarnay ke liye sab se zruri cheez knowledge hay baki chezen bad me effective ho sakti hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                yes dear me ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex trading business ahr trader learning ki madad se experience, skill aur knowledge la sakta hay aur forex trading aik asan online aur profitable business hay jis se hum asani se profit earn kar sakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X