Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ap k baat bilkul theek hay k hum chahtay hain k hum is forex forum mein aa kr jald sy jald ameer ho jaen, bhai jan sonay (Gold) ko b bohat zayada aag pr garm krain to us ki shakal sahi banti hay aur ici tarha heera diamond ay jab tk us ko achi traha trasha na jaey to us ki shakal wazeh nahi hoti ici targa ek trader ko sakht mehnat krna hoti hay tab he wo ek kamyad trader banta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g bhai jan forex me learning kr k hi banda ye sb cheze seekhta a g forex ak bhohat hi risky businuss ha g jis me seekhne k lie bohat kuch ha g or seekh kr hi ye sb kuch hasil hota ha practice bohat ahm kirdar ada krti ha forex market me g
      • #63 Collapse

        Forex mein learn krne se hi knowledge zeyada hota hai aur knowledge ho ga tu trade karen gae tu experience zeyada se zeyada ho ga knowledge experience ho ga tu automatic skills bhi hasil ho jaey ga.
        • #64 Collapse

          yes aap ny thik kaha trader sab sy pely knowledge or lerning hasil krta hy or phr demo py practice or than market ko daily watch krta hy or phr jis pair men trading krta hy us paair k analysis ko check krta hy, jb experienc ziada hota hy to trading start krta hn,
          • #65 Collapse

            Jab ap learn karin gay to ap ko knowledge melay ga os se, or jab ap kisi kam ki practice karin gay or os kay bary me think karin gay to ap ko experience melay ga os se, or skills bhe melay gi, to hamesha learn karty rahein, learning zindagi me kabi khatam nai hoti
             
            • #66 Collapse

              han learning start mai bhot zarore hai har trader k leya kyeo ka es mai hamare investment lage hote hai agar hum na demo say es busienss ko thek say nahi seka tu kafe jada galat trade ho sakta hai.
              • #67 Collapse

                g han dear learning se ap bohat se knowledge hssil kar sakte hain jo forex ki trading kay liye bohat hi zaroori hay aur ap learning karne kay bad agar demo account bana kar us me practice kar lain to bohat bheter hay.
                 
                • #68 Collapse

                  g zayada tar logo ki yahe soch hoti ha k ham dimo mi ameer ho jay gy jab k hota us k ult ha or profit k chakar mi loss mi chaly jaty ha or ameer hony ki bajay kangly ho jaty ha ya sab es waja sy hota ha k ham es busness ko bagar samjy karty ha or es ki prectice or es ka knowldge ni rakhty or jo log lalach karty ha zayada kamany ki wo loss mi jaty ha hamisha es leya step by step es ko samaj k es ko karna chaheya.
                  • #69 Collapse

                    Main app ki bat sa agree karta hoon learning kisi bhi field ma bohot ahmiyat ki hamil ha, q k baghair kuch seekhay app us field ma agay bilkul bhi nahi bark saktay to trading bhi same isi trhan ha is ma app ko shuru ma thori mehnat kar k seekhna parta ha bad ma app ko asani rehti ha.
                    • #70 Collapse

                      main aap sy 100% ittfaq karti hoon because forex trading main improvement of knowledge bohat zaroori hai is ky bina forex main kamyabi namumkin hai because forex trading main good knowledge hi trader ka hthyar hota hai.
                      • #71 Collapse

                        Bilkul aap ny theek batain ki hain, knowledge aur learning ki koi limit nahi hoti hay, daily market mein up & down hotay aur daily new information ati hay, ye sirf forex marketplace ki baat nahi kr raha main ye her field mein hota hay, knowledge aur learning sy ek trader successful hota hay.
                           
                        • #72 Collapse

                          bilkul thik kaha hai ap nay kise bhi kam ko samghany k liy or us say faida hasil karnay k liy ap ko pahaly wo kam puri tarhan sikhna chahay apna wakt dayna chahay tab he ap us kam may faida hasil kar sakty hyn
                          • #73 Collapse

                            ji bilkul forex main aAAAp leaening jitni karo gay otna aap kay pasbforex marketing ka knowledge aye and demo account ki bji jitna istimal karo gay otna he aap kay skills main improvement aye ge
                            • #74 Collapse

                              han ji ap sai bol rahe hain forex trading ke business main learning ki waja se hi humein sab kuch milta hai ap ka experience barhta hai ap ki knowledge main izafa hota hai aur zyda profit ki taraf jate hain jis ki wish le kar ap is business main enter hue hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                je ha forex me learning se hy ap forex me work kar sakty ho our demo account se complet plan mind me la kar real account me trading kary pher trading bh ho gy our profit bh ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X