Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.
    Members hum jab Forex mai atay hain tu humari souch mai yeh hota hai k hum Forex mai bhut jaldi ameer ho jain gay or bhout kam time mai zaida dollar earn kar sakty hain.Jab k aisa kuch b nahi hota ager ap Learning ko neglect kar daity hain tu trader k pas na he experience,skills and knowledge ata hai jis waja se trader kabi b Forex main kamyab nahi ho sakta.Behtar hai trader pehlay apni learning ko behtar banaye or jab woh acha experience hasil kar lay tu woh achi earning automatically kudh kar lay ga.
    Meri request hai har member se woh Forex mai learning ko humesha continue rahky jis waja se woh Forex k new challenges k sath sath acha experience hasil kar k ik successful trader b ban sakayga.
    :cool::cool:;)
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost meray khyal main app ki baat hundard percent teek ha kyun kay forex aik buhaat vast qisam ka field ha jis main har roz aur trade say app seektay hain aur naehi baatain aur skills samanay ahti hain jin say hamaray elim main ezaffa hota ha
    • #3 Collapse

      Aap k baat bilkul theek hay k hum chahtay hain k hum is forex forum mein aa kr jald sy jald ameer ho jaen, bhai jan sonay (Gold) ko b bohat zayada aag pr garm krain to us ki shakal sahi banti hay aur ici tarha heera diamond ay jab tk us ko achi traha trasha na jaey to us ki shakal wazeh nahi hoti ici targa ek trader ko sakht mehnat krna hoti hay tab he wo ek kamyad trader banta hay aur is mehnat say he us ko achi khasi learning aur phir earning hoti hay.
       
      • #4 Collapse

        Dear frnd me ap ki bat se agree hun ap ne bilkul thek kaha forex aik risky business hai is men hum learning k bina kamyab nhi ho skty is men jitna zyada experience aur knowldge ho ga utna hi hum forex men profit hasil kar saky ge humen chahiye k hum starting men trading se zyada learning pe dehan den.
        • #5 Collapse

          Yes Sir bilkul aysa hi hay agar aap kay paas backup hay 10 usd ka or aap ya socho kay aap iss ki madad say aik din may 100 usd kar lo gay to ya sirf khaam kyali hi hay iss kay ilawa kuch nahi hay. quen kay aik din may 100 usd karnay kay liya aap kay paas kam say kaam backup 10000 ka hona chahiya.
          • #6 Collapse

            gee haam mere dost forex business main jo log is main khub mehnat krty hain wo is main knowlegde or experainc hasil kr sakty hain gee ,,,
            • #7 Collapse

              G han forex main learning ke madad say ham apna knowldge oar expirence increse kar sakte han oar forex par behtar trading k leye hamen in sy madad milte ha
              • #8 Collapse

                ASSALAM O ALAIKUM...
                wah bhai ji... bohot achi baat kahi apane main apki baat ko bilkul prefer karta hoon. learning say hi hamari skill parhti hai. toh apno learning ko ziada say ziada barhao.
                 
                • #9 Collapse

                  Yes bro kisi bi cheez ko samjhne ke liye ye 3 baten zaruri honi chaiye knowledge skills aur experience wagaira tab admi ye forex sekh sakta he aur apna aik acha mustakbill bana sakta he lekin isko galat treqe se istamal karne walu ko ye bohat nuqsan bi deta he forex trading
                  • #10 Collapse

                    Yes my dear friend why not when we start learning forex trading we also learn all other things like experience , knowledge and trading skills . so when we learn trading then we also learn all other things which are necassary for trading.
                    • #11 Collapse

                      ji bhai ap ne bilkul sahi kaha hai hamein aisi bachon wali soch chod kar damag se kam lena chahye take koi mistake na ho aur profit bhi milte rahe experience jab kafi ho jae ga aur knowledge bhi to phir age soche aur kamiabi ke liye.
                      • #12 Collapse

                        dear mery khayal main learning ki madad say knowledge aur skill banany main help mil skte hy mager experience hm ko demo account main practice karny say ata hy jab tk hm demo account main practice nai karty hm forex k bary main thik tarha say nai jaan skty
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          Members hum jab Forex mai atay hain tu humari souch mai yeh hota hai k hum Forex mai bhut jaldi ameer ho jain gay or bhout kam time mai zaida dollar earn kar sakty hain.Jab k aisa kuch b nahi hota ager ap Learning ko neglect kar daity hain tu trader k pas na he experience,skills and knowledge ata hai jis waja se trader kabi b Forex main kamyab nahi ho sakta.Behtar hai trader pehlay apni learning ko behtar banaye or jab woh acha experience hasil kar lay tu woh achi earning automatically kudh kar lay ga.
                          Meri request hai har member se woh Forex mai learning ko humesha continue rahky jis waja se woh Forex k new challenges k sath sath acha experience hasil kar k ik successful trader b ban sakayga.
                          :cool::cool:;)
                          g han forex men agr koi kamyab hona chahta he or achi earning krna chahta he to us k liye forex men achi learning b bohat zaroori he forex trading men achi learning ka matlb acha experience or acha profit he , forex men achi learning hi kamyabi ki zmanat he
                          • #14 Collapse

                            lazmi se baat hay jab aap forex ko time den ge aur rozana aap is ko seekhen ge to is se aap ke knowledge main izafa ho ga aap ki forex main maharat bare gi aap market ko achi taran anlyse kar saken ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g aisa hi hy, forex main log yehi soch kr enter hotay hain k wo raton raat ameer bn jayen gy, jo k in k liay bht harmful hota hy aur iss sy bht saray log loss b kr jatay hain aur forex main nakam ho kr iss ko chorr jatay hain,.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X