Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    forex trading main agar hum learning kar kay apny knowledge ko enhance karen gay tab he hum achi earning ko mumkin kra sakty hay so humay chahiey keh demo account par trading pracitce karen ta keh esmain kamyab hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      forex trading main agar hum learn kar kay tarding karen gay tabhi achi earning kar sakty hay aur humari trading skill aur experince bhi practice par depend kar rhi hoti hay so humay demo par trading karni chahiey
      • #1698 Collapse

        learning kay zariye hum apni trading ko bohat behtar bna sakty hay es trha humara trading knowledge bhi enhance hota hay aur demo par practic karnay say skill bhi enhance hota hay
        • #1699 Collapse

          experience say hum k liay koi b kaam ko krna easy ho jata hai kun k humy ye kaam ko kum time main kr saqty hain or market ki ik step move say idea lay laity hain k kis tara say ye kaam ko hum nay market main invest krna hota hai
          I LOVE PAK FORUM
          • #1700 Collapse

            learn krny k sath hum market ko jub monitor krty hain to ye pata chalta hai k hum nay market ka teek say analysis kr rhy hain or ik guess krty hain k next hum nay is trend say ye maloom kr lia hai or is say ye trade krny ko mil saqti hai ik trader ko
            • #1701 Collapse

              Learning ka matlab yeh nahi hota keh aap just study krtey rahain balkeh demo account main kam karna aur experience gain karna bhi learning ka hissa hy. Aap ka forex ko ziada time dena bhi learning process main shamil hota hy. Forex ki demands ke mutabiq jo bhi steps hotey hain, woh learning process ka hissa hotey hain.
              • #1702 Collapse

                learning has a direct relation with knowledge information techniques, experties jub ap learning krty hu tu ye tamam chizain ap ku gain hoti hain ju k forex kay business k liye fruitful hai or sara depend hi learning pay hai ap ka.
                • #1703 Collapse

                  han g jo bh new trader forex market ka ander ata ha us ki soch yehi hoti ha ka bus yehi to time tha ab to woh ameer bn jayn ga and phr jo youtube and diffrent palaces sa learning krta hn to mazeed pagal ho jata han but yeh woh log nhnjatna hota ka es market mn 90 percent user looser e hn and es cheez ko agr koi mind mn rakhn la to phr kya e bat ha g
                  • #1704 Collapse

                    learning ki help letay huay hi ap agay bohat ja skatay hai is buisess ki aik bohat hi bari pehchan hai kay jis kay baray me pako alzmi hi toor pe ialm hona zarori hai
                    • #1705 Collapse

                      forex trading main agar hum learning karen gay to hum eski madad say bohat acha earn bhi kar saky gay kyun keh learning say humara trading knoweldge enhance hota hay aur earning bhi achi kar sakty hay
                      • #1706 Collapse

                        apki baat theak hay agar hum forex trading kay bary main learning karen gay tab hum esmain theak say apni trading skill enhance kar sakty hay aur tab hum esmain achi earning kar sakty hay
                        • #1707 Collapse

                          Forex trading traders learning say hi sab koch get karta hai.Jis say wo trading me better perform karta hai.Agar trading say phaly ap yaha per ap learning karen gay tu or experience get karen gay tu ap good earning kar sakay gay.
                          • #1708 Collapse

                            Yes, bhsi ap ki bast durast hai.Forex market msi ak trader forex market ki education, experience aur skill hasil krta hai. Aur phr es mai regular kam kr sakty hai.
                            • #1709 Collapse

                              bgaor learning kay agr ap kehty hain kay profit gain ki ja skti ha to aysa kehna theek nhe ho ga aur boht he mushkil ho ga kyu kay humy without learning kay market ki ksi cheez ka b pta nhe ho ga aur hum proper profit gain nhe kr sky gay es lye sab se pehly learn krna chahye aur esy continue he rkhna chahye aur esi trah skill aur experience ata ha .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                jab b ap is ko join karny ki try kary han k ap ko chiye k ap is say kam ko asani sath sar injam dayne or is say ki help say ap tradingmay knowledge and experience and skills hasil kar skty han or is ko kafi agay lay skty han
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X