Bhai jaan humko chahie ki ham kabhi bhi jyadatar tukey wale trade na lagaen kyunki humko is Tarah se kafi Jyada loss hone ka khatra ho sakta hai aur hamara account was hone ka bhi khatra hota hai humko chahie ki ham kabhi bhi Aisi Galti na Karen aur analysis Kar ke hi trading karna jaruri hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим