Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai
    Jab bhi ham kisi trade ko open kerty waqat koi target set ker lety hain tou phir usko kisi surat bhi adjust nehi kerna chahiay agar ham aesi mistake kerty hain tou phir koi bhi target hamain achieve nehi hota balky ham achi profit sy bhi mehroom Ho jaty hain aur account bhi wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے

    G dear bilkul ek dafa ka set kara howa traget ko re adjust karna means ap k emotions ap k control say out hai is lie ap bar bar SL or TP set karugay, ab zahir c bat hai k ager apnay 1s time TP kisi point pay rakha tha to apnay analysis kari hugina k trade yaha tak ka TP legi, but ager usi jaga say pehlay ap trade ko mannual close karo ya tp move kar k qareeb kardo iska malb ap khud apni analysis pay shak kar rahay hu, esa karany say ap khud ko apni nazar mai kamzoor kar rahay hu
    • #3 Collapse

      Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

      Yes dear forex ma jo target set kar deya hai chahe wo profit ka hu ya posting ka, usko phr amend karna mistake ho gi, kiu k as a trader ham pehle he big target set kar letyn hain, jb market us point par ponchny wali hoti hai to ham usko mazeed agy barha dety hain, asa karny sy hamy apna profit zaya kar dety hain, lehaza tp ko amend ni karna chahe,
      Last edited by ; 04-05-2020, 06:25 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

        Hamen Banakar market Mein kaam karna chahie ab kamyabi Hasil kar Sakenge Ham limit Puri karte rahenge To Hamen target pura ho jaega fir se Kaun Nahin Hai Ham ismein mai raat mai bhi kam kar sakte hain aur ham isliye Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hamen analysis Ka istemal Karke market Mein amount deposit Karke chahie
        • #5 Collapse

          Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

          dear bro ager apko lagta hai k markete main kafi movemnt hai aor tori dair kaily markete hamry against chal rhe hai to hamin chye k ham apna nuqsan kernay ki bjye k ham is main apnay apko is qabil bna lain k ham sl aot tp ko agy pechy ker lain is main koi bhi farq nh perta hai.aor is k illawa hmain chye k ham stop loss ko use lazmi krain wrna hamra account loss main bhi ja sakta hai.aor is k illawa hamin chye k ham is main loss ko easily recover lain gay.
          • #6 Collapse

            Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

            Mery khayal mein market ki movement dekhty hvy agr order ko modified krna pry tu koi buri baat nhi hai kionkeh aksar hamari teade mein profit ziada hony lgta hai lekin take profit kam hony ki waja se trade kam profit mein close ho jati hai agr ziada khatra ho tu stop loss ko entry point pr set kr dein tu acha rehta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

              Ji Haaaan bhot Achi Baaaat Kahi Hai aaaap Ne Jo TaRget Aik Dafaaa Set KaR Liyaaa Jaaaey Khaaas KaR k Tp Kaaaa to Us K Hit HoNay kaaaa Wait KaRnaaa Chaahiye q k Kayi Dafaaaa hum Trade Main Tp Ko Adjust Kar K ZeRo PaR Set KaR Detay Hain Jis Se MaRket Humaaari Tp ko Hit KaRnay k Baaad Previous tp Tak MoVe Karti Hai Or Baaad Main HumEn Pachtaawa HoTaaa Hai K Hum Trade Main tp MoDify Naaa hi kaRtaay to Achaaa Thaa....
              • #8 Collapse

                Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                G han dear aapane bilkul sahi baat ki hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                  Dear friend main apni Nata se bilkul agree krta him k jab him apna ek target set kar let hain or planning kar lety hain tu us k bad hmein apna target or planning ko disturb ni krna chahye Q k agr hum log usko disturb krein gy tu ye hmari bht barri mistake ho gi or is se confirm hmein losses ko face krna pry ga. During trading kbhi bhi apni strategy ko change ni krein or Usk bad planning or apny target ko bhi disturb na krein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                    Dear hamen apni decision power ko increase karna ho ga tab he forex men kamyab ho sakty hen, forx karen jo TP raken to wo he chalny den aisa na ho kay market ki move taiz dekh kar tp aor barha den to aisa har giz theek ni hota kyn kay market to up down hoti rehti hay aor hamen apni decision ko change ni karna ho ga tab he ham kamyab ho saken gay aor forex men profit eanrn kar paye gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                      Assalamu Alaikum ji han bhai sahab aapki baat sahi hai trading karte waqt Agar Ham Apna profit target ya FIR trading target change karte rahenge To Ham confuse ho Jaenge aur apne target per focus Nahin Rahega ya Zyada target achieve karne Ke Chakkar Mein Ham pahle wala target bhi miss kar baithenge bataya hi hoga ki jo target 100 set kar liya use change na kiya jaaye chai pilo se Kyon Na Hota Ho Kyunki Is Tarah Har Bar target change karne se Ham self confidence bhi kabhi Paida Nahin Hoga aur na hi FIR Ham Kabhi acchi trade band Sakenge acchi banne ke liye Hamen ek hi target ko set karna aur achieve karna hoga
                      Do it before other will do!
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                        Target set karne ka maqsad hi ye hota hai kay jo target set kar diya jaye woh kam ho ya ziada us ko phr kam ya ziada nahin karna cahaiye is traha hum target ko kam ya ziada kartay rehen gey phr tu target set karne ka koi faida nahin hota is traha loss bhi ho sakta hai aur ziada loss se account wash ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                          Jee janab baat tu apne bilkul thek keri hay ke hum ne jab soch samjh loa or trade le lie SL TP set kia target select kia tou ab humey usey adjust kerna cherna naj chaiye hay ap jo hoga dekha jyga loss ya phir profit. Ager hum adjust kerte rahengy tu bonus zarrorr milega magar acha nai mil sakey ga q ke hum confuse hain or confuse rahengy ke aosa kia jaye wese kia jaye kam zada kia jaye Sl ko Tp ko tou aese kerne se hum isi chakar me lage rahengy. Or tension or pareshani ka samna hoga loss ke sath sath.
                          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                            Jab bhi ham kisi trade ko open kerty waqat koi target set ker lety hain tou phir usko kisi surat bhi adjust nehi kerna chahiay agar ham aesi mistake kerty hain tou phir koi bhi target hamain achieve nehi hota balky ham achi profit sy bhi mehroom Ho jaty hain aur account bhi wash ho sakta hai
                            ji han dodt apne sahi kaha hamain jo bhi targot set kia hai use pura karne ki koshish karni chahye jab ham targit ko pura karte hain phir ham bhot zyada earn karne ke qabil ho jatile hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jo target aik dafa set ker lia jaey usko adjust kerna mistake hoti hai

                              Vah members Ke Jo regular trading co continue karte hain unke liye jaruri hai ki vah Har Ek Din Ka target fix kar le aur usko Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat Karen ISI Tarah Se Hi member Jab apni mehnat se aur isko na karna bada Mushkil hota hai na target ko Hasil karne ki koshish Karte Hain To vah apni trade Mein Kamyab ho Jate Hain aur iske liye yah bhi jaruri hai ki members save trading Karen aur sirf trading Mein Har EK member ko tv aur Excel ka use bhi karna Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X