forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky
    hamy feelings ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik amm business ke nisbat acha busness hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baend ho jy ga yai aik amm business ke nisbat acha busness hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

    Pakk form main agar aap kam kar rahe hain to aap ki liye lajmi hai ki aap sabse jyada time Pakistan form ko hi den uske paas sabse jyada aapke liye important liye bhi hai ki aapke pass proper time table Ho ki kaise aapane time management ke sath aage jana hai Pakistan form per mushkil kam sab sahi hai ki aap time manage nahin kar sakte aur secretary hai forex trading trading bahut hi difficult task uske liye aapko bahut jyada time sahi hoga aur aapki ki puri routine disturb hogi lekin aapane give up nahin karna jitna focus training bhi karenge itna achcha result aapko milenge acche result ke liye lajmi hai ki aap round-the-clock intouch Rahe apne trading account ke sath tab jakar aapko acchi result milenge.
    • #3 Collapse

      Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

      Ji bilkul sahi hai mere bhai agar aap kam to kya agar forex mein successful hona chahte Hain to aap aapane a emotional ko kabu mein rakhen jab tak aap apne motional ko kabu mein nahin rakhenge tab tak aap log forex mein kamyab nahin ho sakte emotional ek bahut hi important chij hai Ham logon ko forex mein yah bahut nuksan de sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

        yes dear friend you are absolutely right and I feel strongly agreed with your views and you are thinking Forex trading mein agar aap successful karna chahte hain to aapko apni feelings Apne Jazbaat aur apne emotions per Kabu Rakhna hoga jo Banda Apne emotions per Kabu Rakhna Nahin Sakta vah Forex trading Mein Kabhi Bhi Ek Achcha aur successful traders Nahin Ban Sakta isliye Hamen Apne jajbat per Kabu Rakhna chahie Kafi Sare log Jab Unki trade loss Mein ja Rahi hoti hain to vah bahut jyada emotional Ho Jaate Hain aur emotional trading ki vajah se Masjid galat Faisla karte hain ine galat Faisla ki vajah Se vah Apna account bilkul zero aur watch kar dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
          hamy feelings ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik amm business ke nisbat acha busness hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baend ho jy ga yai aik amm business ke nisbat acha busness hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han
          Dear brother Jab aap market Mein kaam karte hain to aapko positive Soch ke sath kam karna hota hai agar aap sochkar kam Karenge to aapko ismein fayda Hoga aapko Apne mind ko bilkul clear Karke trading Karni Hogi aur trade open karne se pahle analysis karne Honge aur uske bad trade open Karenge to aapko usmein fayda Hoga aur aap trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

            Assalam walekum ji han Forex trading Mein acchi earning karne ke liye Hamen Khud par sab Rakhna bahut Jaruri Hoga Kyunki Agar Ham Khud per Sabar Nahin Rakhenge to kabhi bhi expert Raider Nahin Ban Sakenge for example Agar Hamare Paas 50 dollar ka bonus maujud hai aur ham use per trading karna chahte hain Agar Ham Subah Se Kam Nahin Lenge aur Sara ka sara 50 dollar ka bonus is Khushi Mein Laga Denge ki yah double Ho Jaega To fir Sara ka sara lost bhi a sakta hai isliye Apne dreams ka chief karne ke liye hot work per believe karna chahie Kismat per Nahin so that's better if someone control his feelings in trading
            Do it before other will do!
            • #7 Collapse

              Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log negative mind rakhtay hen woh kamyab traders nhi ban saktay iss liay forex trading ko serious len aur achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir position mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                Agar aap log Forex trading Mein kam karna chahte hain to uske liye Jaroori hai kya aap apni feelings aur apne emotions per control kar sake Kyunki jab tak aap apne emotional feeling per control nahin kar sakte tab tak aap Forex trading business Mein Kamyab Nahin ho sakte. Ek Achcha trader Hamesha apni feelings or emotions ko side per rakhkar phr Forex trading Mein kam karta hai aur wohi zyada Se zyada benefits gain karta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                  g han apki bat say agree hoon k jab ham trading ker rhy hoon to us say hmain chye k ham zroor trading main say sincere treeqy say kam krain ager ham sincere ho ker kam krain gay to ham is main zroor kamayb hon gay.aor is k illawa jitna ho sakky ga ham is main lot sze control main rhkain kun jb ham aik lot zyda use krain gay to us k bad next us say double kernay ka dill kry ga.hmain chye k ham mhnat aor lagan k sath kam krain balk risk na lain is say hmara nuqsan ho jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                    Forex trading mein chahe ap loss karaen ya profit kamaen. Ap ko apne emotions pe fully control hona chahye. Loss kerny ke bad ap mein fear aa jata ha. Aur profit earn kerny ke bad ap mein gread aa jati ha. Yeh dono emotions trading ke liye bilkul theek nahi haen. Ap ko chahyea ke ap en ko control mein rakhaen.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                      Ji haaaan Aaaap ki baaat Sahi Hai Lalach KaRnay Se HumEn Ultaaa Nuqsaaan Hi HoGaaaa to HumEn Agar is Main Kaaamyaaab Honaaa Hai To HumEshaaa Safe Trading Ko Hi TaRjEeh Deni Chaahiye Or MeHnat Se is Main Kaaaam KaRNAAA chaahiye Taakay Kaamyaabi haaasil KaR saKen Or Lossss se Bhi KhuD Ko BaChaaa SaKen q k FoRex Main Hum Baghair MaRket ko Samjhay Trade Nahi KaR Saktay....
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                        Dear aapane bilkul sahi baat ki hai Pakistan Forex form mein hamen Apne feelings ko kabu mein rakh kar kam karna hoga tabhi ham success ho sakte hain aur ham acchi income bhi Hasil kar sakte hain hamen iske liye mehnat aur Dil lagakar kam karna hoga tabhi ham kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                          Forex mein hum ko apni feeling aur emotional ko apne control mein rakh kar trading karni ho gi agr hum apni feeling aur emotional ko control kar kay trading karain gey tu hi profit ho sakta hai aur agr emotions ko control nahin kartay tu loss hi ho ga hum ko is mehnat se kaam karna hota hai mehnat aur hardwork kar kay hi kaamyaab ho saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                            Yes brother, forex ma hamesa positive chezo k bary ma sochna chahe, loss ho b jae to usko positive sense ma lena chahe, loss sy sabaq lena chahe or phr us mistake ko kbi repeat ni karna chahe, forex k bonus acct ma continuous posting karny ka faida ye hai k es ma loss ho kar b loss ni hota, posting jari rakhny sy phr next week ham trading karny k ehal ho jaty hain,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mai kam karny ky liye bad feelings ko qabo mai rahky

                              ji bilkul aapane theek kaha hai pura trading Hai Kaisa business hai jis mein aap ko apni feelings control mein rakhni padati hai agar aap apni feelings ko ek control mein rakhne aur bad feelings ko taak kar dete Hain To yakin aap ek acchi kamyabi ki ummid Laga sakte hain agar aap Shuru Mein Hi nuksan ki feelings and Mein Rakhenge to aapko nuksan hi hoga Paida hone ke chances kam hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X