Trend line kia hoti hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend line kia hoti hy?
    Assalamu Alaikum dear members forex market Mein mukhtalif tools Hote Hain jinko istemal Karke a aap trading kar sakte hain ismein Ek tool trendline Hai Jisko use karne se aap market ki ki trend ko verify kar sakte hain trend ke bare mein jaan sakte hain Jab aap trendline Ko Lagate Hain To isase aapko yah Pata Chalta Hai Ki market ki movement up ja rahi hai ya FIR down ja rahi hai aur trendline aapko longton trading mein bahut jyada fayda Deti Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend line kia hoti hy?

    Market ko aapane predict karna hai to sirf aur sirf aap trendline ki ki madad se Hi hi market ko predict kar sakte hain yah bahut hi important hai sab trader ke liye aur unko pata Hun ki kaun si line train line kahati hai trendline bola hai na jismein market bar bar aakar touch kar rahi ho aur market ke sath hua low ho rahi ho aur market mein trending wahed so se jo aapko Bata sakta hai ki next moment Kya hogi market ki kyunki friend is the best friend in forex trading aur aapko result dene mein kafi madad kar sakta hai trend.
    • #3 Collapse

      Re: Trend line kia hoti hy?

      trend line ek aisa tool hota hai joki trading co analysis karne ke liye hamare liye bahut use hote hain agar Ham trendline Ko use karte hain to hamen bahut hi acche benefits mil sakte hain isliye hamen trendline ko use karna chahie trendline hamare liye bahut hi profitable and beneficial hota hai hamen trendline ko use karna hamare liye bahut vyast hai aur agar Ham isko theek tarike se use kar lete hain to hamari trading good ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Trend line kia hoti hy?

        market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur boht say log is forum main k am kar k apni har zrorat ko pora kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain chhye is k bary main planing kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum loss sya bach sakty hain tab hi hum real main earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Trend line kia hoti hy?

          hamy trand line ko achy sy sam,aj kar makret main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain hamiis main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain o r pakitsna main aik lega; business hain
          • #6 Collapse

            Re: Trend line kia hoti hy?

            hamy tredn ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agr tredn ko ignore kar dy gy to hamy loss ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kakm kari sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakaty hain yai kabe be band na hony wala aca or unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: Trend line kia hoti hy?

              Dear brother forex trading men jab market slow hoti hey tu trend ko samajna mushkil hota hey kiun k yeh short movement hoti hey aur jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Trend line kia hoti hy?

                G han dear apki baat theek hai trend line se market mein trend ko find kia jata hai us k liye apko chart pr line draw krni prti hai jis mein aap ne support aur resistance level find krna hota hai ye aisa tool hai jo market ka analysis krny k kaam ata hai jis k bad traders ko profit hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trend line kia hoti hy?

                  Forex mein trend ko follow karke kam karna Hota hai jab tak Ham acchi tarah se Kam nahin karenge tab tak Ham kamyabi hasil nahin kar payenge isliye hamen hamesha achcha kam karna chahie trendline ko follow karna chahie tabhi Ham acchi tarah se trading kar paate hain aur FIR Ham bahut acchi tarah se unhen bhi kar paate Hain isliye hamen hamesha acchi tarah se hardworking karte rahana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend line kia hoti hy?

                    dear bro markete main aik trend line hoti hai k jis k through ham markete ka ptta chla sakty hain k markete kis traf ja rhe hai.is k illawa hmain chye k ham markete k trend ko chart per jab analisis draw kertay hain to wahan jab ham cvhart draw kertay hain to sab say phlay ham trend line bna ker markete ka chart ko draw jkertay hain aor us k bad koi bhi trade open kernay ka faisala kertay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend line kia hoti hy?

                      Assalamualaikum bhaijaan trendline Asal Mein market ki moment ko kaha jata hai ki market Jab kar rahi Hoti Hai To ekadam se ek hi Taraf Munh karna Shuru kar Jati aur lagatar folder yah Ek Ya Do Din jo hai vah ek hi side mein karti hai to uski vajah movement Hoti Hai Ek Taraf ki moment usko trendline Kaha Jata ki market Mein banaa liya aur abhi kya kar rahi hai share market of next kya kar rahi hai aur Kis Kis site per remove kar rahi hai to usko Agar permanent move karna Shuru kar deti hai matlab friend banaa Leti to use Line ko trendline Kahenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend line kia hoti hy?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum dear members forex market Mein mukhtalif tools Hote Hain jinko istemal Karke a aap trading kar sakte hain ismein Ek tool trendline Hai Jisko use karne se aap market ki ki trend ko verify kar sakte hain trend ke bare mein jaan sakte hain Jab aap trendline Ko Lagate Hain To isase aapko yah Pata Chalta Hai Ki market ki movement up ja rahi hai ya FIR down ja rahi hai aur trendline aapko longton trading mein bahut jyada fayda Deti Hai.
                        Jab Ham forex market Mein technical analysis Karte Hain To is se Hamen bahut fayda hota hai aur technical analysis karne ki wajah Se Hi Ham market Mein trendline ko follow karne mein Kamyab hote hain aur is se Hamen support aur resistance level ke bare mein bhi Pata Chalta Hai trader ko Hamesha forex market Mein trendline follow karte hue Hi Kam karna chahie Kyunki yah Hamari kamyabi ke liye bahut zyada zaruri hai aur is se ham bahut zyada market se profit Le sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X