Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???
    Assalam oAlaikum! Dear senior members maira apse ye sawal hai ke posts karte waqt bohat se log apni posts aik line likh kar hi submit karwa dete hain or phir baad main editing kar ke sbmit krte hain kia isse koi nuqsan hota hai ya nahi kion ke unki posts ke niche editing likha hoa ata hai maire khayal main to hamein editing tab karni chahiye ke agar hamari posts main koi galti ho jae koi spelling mistake hi jae to ham usse correct karne ke liye editing karte hain baki aise jaldi ke chakar main apni posts jaldi submit karwane ke chakr main hamein aise ni karna chahiye bohat se members jaldi ke chakr m aik line likh kar hi sbmt karwa dete hain lakin phir bad m unki posts ke niche editing lkha hoa ata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

    Main Jaldi Nahin Karni chahie Jab Bhi ham log Koi Lagate Hain Ham Logon Ko chahie chahie Uske bad Ham Logon Ko Ham Logon Ko padh Lena chahie ki Ham Logon Mein train karni hai ya nahin Lagani Hai To usko Online jaldbaji mein Kam Nahin Karna usmein kaam karna hai Vidhan Kesari trailer tab jakar fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

      Ham apni post mein isliye editing kar sakte hain editing karne se koi nuksan nahin hota hai agar aap chahe to apni post mein editing kar sakte hain aur Indies days first place hasil karne ke liye all members editing kar rahe hain isliye editing karne se koi nuksan nahin hota hai aap chahe to apni post Kiya editing kar sakte hain iske liye aapko Koi restriction se nahinHam apni post mein isliye editing kar sakte hain editing karne se koi nuksan nahin hota hai agar aap chahe to apni post mein auditing kar sakte hain aur Indies days first place hasil karne ke liye all members editing kar rahe hain isliye editing karne se koi nuksan nahin hota hai aap chahe to apni post Kiya editing kar sakte hain iske liye aapko Koi registration se nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

        forex main humia es main ache post main humian es main ruply karna ho ga our hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hian humian es main expert bn kar hum es main tarding akr skty hain agar hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es mian loss ho ga our humara account be wash ho jay ga forex 1 boht acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

          dear friend, kuch members ki typing speed km hoti ha jis ki waja sa wo thori si post type kar k usay submitt kar daitay hain aur baad ma us ma editing kartay rehtay hain is ma koi harj nhi, is tarah wo soch samajh kar reply kartay hain jis sa unki posts main mistakes b nhi hotin aur unki posts ki quality b behtar hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

            Dear brother forum pe jo log short post create kr k submit krty hein ye forum rukes k against hai moderator bhi janty hein k kis member ne kitni post mein editing ki hai aur iska aap k bonus pe negative asar prta hai aisa krna cheating mein count hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

              Assalamualaikum ji bilkul aap na teek kha Forex mein hamen add nahin karna chahie. Forex mein hamen typing karni chahie aur moasar jawab dena chahie
              • #8 Collapse

                Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

                kuch nahi hota hai aga ap ne mistake ki hai to ap ko is mein edit kar ke theek karna chahiye agar us mein ap theek kar leet hain to is mein buhat hi acha kaam ho sakta hai is liye hmain is mein kaam karna hai to hmain mehnat se kaam karna chahiye is liye hmain chahiye ke ham kaam karain just quality ki agar ham quality ka kaam karain ge to ham kameyab ho jayen ge is liye editing se hmain koi fark nahi parta
                • #9 Collapse

                  Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

                  g is ka koi loss nahi forex mai hamy postion hasial karne ho ge hamy aik timee table bana kar forex mai kam karna ho ga hum is mai agar bager learnng ky kam kaary gy to hammy loss ho jy ga hum iss mai 24 ganty ai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik inlve hain yai aik internatonal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

                    dear post main agar koi mistake hoti hai to app is main is ko thek kar sakty hai is liya main app say ya kahon gay kay hamain forex main dil laga kar or mahnat kay sath kam karna ho ga pher e hum is main kamayab hongay agar hum is mahant karain gay to he hum is mian acha kama sakain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

                      G dear members haman posts man editing ni karne chaeya balkay ak dafa jab ap log post write kar chokay hon to usay ghoor say parahan ka khain say koie mastake to ni ho gaye ha ya use tarha ha ka jab ap log paper datay han to jab ap log bar bar cutting karty han to ap kay marks kat leya jatay han as say hamare past ka ghalat image parta ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts main editing karne se nuqsan hota hai ya nahi???

                        G Han my dear friend ap NY thk kha hy k 4x main posts main editing karny sy hamari posts ko nuqsan hota hy hamari wo post delete Kar di jati hy is liay aisa Kam na Karin is main to aksar voice ka istamal Karty hain or hamain aisa bhi nahin karna chaiy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X