Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    g han brother loss ziada hota hy or profit kam jesy k dukh ziada ata hy or sukh kam forex trading ki esi hi misaal hy pr jo is main khud ko dhaal lyta hy wo profit hy earn karta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      trading main loss and profit ka ratio 50% hay aur ap ki skills per depend karta hy kay ap kis cheez ko accept karty hain aur agr ap hard worker huye and learning pwer focus rahy to phir loser main ap ka name nai aye ga but agr ap mehnat na ki and na practice per koi tavaja di to aisi sorat main loss hi ho ga
      • #1488 Collapse

        Jnb profit hi best hai jnb loss koi bhi nahi chaahta k hame loss ho bs profit hi hoo
        • #1489 Collapse

          yes brother agar hum is business mein achi learning nahin kartey hein aur is main enter ho jatey hain to phir hamara loss hamarey profit se kahin ziad ho jata hey aur phir hum kamiyab nahin ho saktey hain.
          • #1490 Collapse

            if you get a big loss, you should use risk and reward good. risk and reward ratio of at least 1: 1. so if you have a stop loss of 50 pips, you can plug a take profit of 50 pips
             
            • #1491 Collapse

              G han ye aik asa business ha jis me hmen loss bht zyada hota ha or hmen is business me profit se zyada aksar loss ho jata ha isi liye hmen is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahye kyun k loss se hi hm is business ka lesson hasil kar sakty hain
              • #1492 Collapse

                bhai jub loss hu hu jaye tu apko chaey k yaaha per us loss se skehen,.keu k is trahs e apko bhut kuch hasil hu jaat hai.,
                • #1493 Collapse

                  ase baat nahi hai keh aap ka loss zyada hoo kyun keh ager aap trading kertay hian aur aap ne demo account pay practice bhee ki hoo tu aap k loss k chances kafi kaam hotay jtay hain aur profit earn kernay ka chances kafi zyada hoo jatay hain is liya forex mein experience gain kerain aur phir profit he profit hai.
                  • #1494 Collapse

                    salam bhai loss profit se to greater nahi hota lekin ha loss se bhi hume future ka faida hota hai hum loss se bht kuch sekh ke phr agay ja ke profit karte hai
                    • #1495 Collapse

                      kabhi kbhar aisa loss jis say apko seekhny ko bohat kuch mill jaye aisa loss us profit say bohat behter ha jis k bad ap ko aisy loss ka samna karny ko mily k ap say sambhla he na jaya ja saky is liye koshish karo thora loss kar k ziad seekho na k thora profit kar k ap ko ziada loss kana parh jaye vo bat ap k liye tekh nahin
                       
                      • #1496 Collapse

                        Yes dear is business me hmen loss bht zyada hota ha lakin ye b nahi ha k profit bilkul nah ho loss hemn apni hi galtio ki wajah se hota ha isi liye hmen is business ko bht hi soch smjh k karna chahye or greed ko khtm kar k karna chahye tb hi loss se bach sakty hain
                        • #1497 Collapse

                          jeee aap ka question sahe hai logon ko zayada tar loss zayada hota hai profit say kiyun k log ya nahi janty k martket kis direction mn ja rahai hai na he log koi training ya learning karty hain taky loss say bacha jay
                          Stay Blessed ... !
                          • #1498 Collapse

                            forex ke business me loss hote rehte hain agar is me mehnat ke sath aap kam karo ge to is me aap ko kafi profits hos akte hain loss hota rehta hai is me agar loss ko seriously le kar is me kam kara jye or carefully chala jaye to forex me losses kam ho jaty hain .
                            • #1499 Collapse

                              gis ka experience thora ho us ko loss zayada or profit kam hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                forex main 80% log loss aur sirf 20% log profit karty hain.es ki wjah be yahi hai keh proper nahi sekha hota aur investmnt kar k real trading shoro kar daita hain demo phy practice hi nhi karty..forex ko bohat easy laity hain aur big lot use karty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X