Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    well brother main is bat say agree nai karta hoon forex main acha trade wo hay jo high profit magar low risk ki buniadon par trade karta hay aur is kabil ap learning kay bad ho saktay ho us say pahlay bas loss hay aur khuch nai :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      new any waly hazratt apna los apny nawqfyyat ki waja sy kerty hain likin jub los kerty hain to us main bi in k lye aik lesson hota hy ur woh yeh k hum ny jin galtyoon ki wja sy apna loss kya hy un galtyoon ko dobara na dhuhrain ur apni khmyoon ko durust karain
      • #1293 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
        Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

        Share your thoughts.
        yes you are right i totally agree with you loss cannot better or greater then profit but loss give hm great experience then we easily understand forex problem and easily find out great strategy and plans
         
        • #1294 Collapse

          No dear is business me loss zyada nahi hota ha balky profit zyada hota ha loss is business me hmen apni hi galtio ki wajah se hota ha agr hm is business me greed se kam laity hain ya pht hm is business ko bgair knowledge k sath karty hain tu loss hota haa..
          • #1295 Collapse

            loss honay say ap recover kro aur forex aik reliable business hay aur is mein loss ki bahot waja ho sakti hay ager ap greedy ,hayn tu bilkul lalach nahi kiya karay warna loss ka samna karna paray ga ap, achi earning kar saktay hay lekin ap ko forex ko focus karna hoga tab ja kar achi trading ,hogi .
            • #1296 Collapse

              trading mein lose bhi hota hai or profit bhi lekin ziada logon ko lose ho jata hai wo is liay k un ko lose or profit k baary mein knowlege nai hota is liay wo lose kar jaty hain
              • #1297 Collapse

                Once again, it's all in the game wit. Wiser, the more you can earn. If you encounter the greedy commercial and of course, you can reduce the huge loss of balance to zero. So it is highly recommended to learn how to properly before engaging in forex.
                • #1298 Collapse

                  well loss ek mistake he , well, ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho...:)
                  • #1299 Collapse

                    aslamu alaikum: ji sure trading mein loss ki reason profit ki nisbat ziada hai loag bs ye samjtay hain ke wo easily is se earn kar lay gay par aisa nahi hota aur wo loss kar betey hain aur account wash ho jatay hian.
                    • #1300 Collapse

                      Trading ko agar sekh na ho to is kay leya mara khayal ha kay profit say acha loss ha is leya kay is say ham trading ko zayada bahter trekay say leearn b karain gay or is main ap na experience b barhain gay .
                      • #1301 Collapse

                        bro mere khayal mein Forex trading mein lose or profit dono he brabr hain, Q k agr hum Forex ko achi tarhan seekh kr krengey toh humey ziada lose nhi hoga.
                        • #1302 Collapse

                          Forex aik risky bussiness ha or newbies idhar achi income hasil karne ki gharz se aate hain par 1st time to majority users loss hi hasil karte hain,jis ki wajha se wo forex ko fake ya bohat tough samajh k leave kar dete hain lekin agar forex pe 6 months ap achi tarha rules ko follow kar k guzaren or forex ki importance or easiness ko samajh payen to ap bohat achi earning kar sakte hain.
                          • #1303 Collapse

                            jee janab asisa hey key apa ko is kaam mey loss ki barhi ahmiyat milti hey or aisa nhai hey key apa ko is kaam mey ahmiyat sirf loss ko hee hoti hey apa ko profit us sey bi zyada ahmiyat deta hey
                            • #1304 Collapse

                              G han is business me loss bht zyada hota ha agr hm is business me loss se bachna chahty hain tu us k liye hmen is business me bht zyada mehnat karni hogi tb hi hm is business me loss se bach kar profit ki taraf a sakty hain ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                Loss profit se greater to nai ho sakta q k loss mein nuksan hota hai but loss se hum experience hasil kerte hain hum ko lesson milta hai hum ko must apni trading mein mistakes ko remember rakhna hai or again repeat nai hone dena hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X