Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    g haqn baz okaat humara aik chota sa loss humre liay aik aisa lesson chor jata hai jis ki wja se hum next trading mn bht zada profit gain kr skte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      Loss ke chances ziada hone ki main waja yeh hai ke joon joon hamara capital ziada hota jata hai, hum apna lot size bhi ziada kar dete hain. Is tara 100$ wala account jitne pips loss hone par wash hota hai, 1000$ wala account bhi utne pips loss hone par hi wash ho jaye ga.
      • #1158 Collapse

        g han apne bilkul theek kaha hai forex ke business main profit se ziyada loss hota hai is liye humain ye nahi samjhna chaiye ke forex bhot ziyada asan hai ye bhot dificulte hai new user is liye aik do month main hi chor jate hain
        • #1159 Collapse

          forex k buisness mein hamare liye loss sirf us waqat he faidamand hoga jab ham us loss sy hone wali mistakes sy learning karen gay to phir humen loss sy aek acha trend aur aek achay knowledge ki baten sekhne ko mil jayen gi
          • #1160 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram786 پيغام ديکھيے
            g bahi ap bilkul theek keh rahay han is business ma loss aur profit sath sath chaltay han is liye hamain daikh bhal kay aur achay tariqay say trading karni chaye ta kay nuqsan kam say kam ho aur hamin greedy bhi nahn hona chaye jo nuqsan ka sab say zayda zimadar hay.
            mere khayal se to yahan jitna loss hai utna hi profit bhi hai lekn aj kal isilye loss zayada hai q k log learning thek tarah ni krtay hain ya phr jo rules hotay hain wo samajh ni patay hain aur aj kal greed bhi bht ajati hai aur jaldbazi bhi isilye aj kal loss zayada hogaya hai profit se
            • #1161 Collapse

              Yup its risky business but loss is not greater than benefit har koi benefit chahta h is lye har koi trade krna chahta hey or apny mutabiq mehnat kr rhy hen har koi chahta hey k usy zyada faida ho har koi benefit k lye kam krty Han na k loss k lye
              • #1162 Collapse

                g bilkul loss ki wja se hi log ye trading start nai kerty or mostly is trading ko leave ker dyty hen , unhein thora sa b loss ho jay to usko big smjty hen , or womis trading ko bht easy smjty hen is lie agar loss ho b jay to wo is ko improve nai kerty jis ki wja sw loss zeada ker jaty hen
                • #1163 Collapse

                  Nhai bhai loss is not graeter than profit q kay profit se he aik trder ko success milti hai jab kay loss se aik insan kabhi acha trder nahi ban pata bas loss ae sabq haasil karna chahiye sab ko
                  • #1164 Collapse

                    forex ak acha busines ha sab is k ko like kart ha sab is akm ko like kart ha sab ko is ma km krna ha to is k liy ap be is ma kmkro or pisa kmo sab k nliy ha ya ak ach business ha
                    • #1165 Collapse

                      forex trading aik bohat hi risky business hi jis main ap ko loss bi hota hi orr profit bi hota hi iss main agar ap ka pass acha knowledge hi too ap iss main achi earning ker loo ge warna ap ko iss main loss hi ho ga
                      • #1166 Collapse

                        mery bhai hamen forex men bhut arsa ho va han ab ja ky hamen experince ho va han or knowledge bhe keu ky forex men ham aik ache earning hasil krna chaty han but hamen forex men ab 2sra month han jis men hamen aik acha kam hasil hota han or earning bhe hoti han hamen pehly loss hota reh ga ya han is le ya ab hamen earning hoti han
                        • #1167 Collapse

                          yar istrah nai hota jo jitna experience rakhta he uske usi mutabik loss aur profit hoga aur uski number per depend karta he ke kitna loss hota he aur kitna profits hota he agar tou uske mutabik chalgai makrit tou earnings na hui tou utna hi loss hoga braber braber hisab kitab hota he
                          • #1168 Collapse

                            mairay khiyal say yeh such hai kai is market main loss is greater than profit. aur jab tak koi bhi trader is market main loss nai karwata wo kabhi bhi aik acha trader nai ban sakta kiyon loss say jo cheez trader seekhta hai wo profit say bhi nai seekh sakta.
                            • #1169 Collapse

                              ji haan janab agar hum lose karty hain forex business main toh huemi chayeh k hum is mian zydaa se zydaa leanring kary and is ko siukhey jitnaa hum forex business ko sikhey then hum is mina achaa earn kar sakty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                mujhey khud bhi bhaut loss hota hai magar is sye jo ghabra gaya wo trading kis tarah kareyga balkey loss ka muqabla karna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X