Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g haan.essa he hooa.loss zyaada hoota hai or profit kamm hoota hai or is waja hai hamary emotions.hum losing trade ko to long time chalny daity hain or profit wali trade ko jald he stop kar daity hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      It's 50/50 .

      Invest sensibly , you will gain Profit . Get greedy and you will be left with nothing .
       
      • #18 Collapse

        g ha apnay bikul sahi kaha hay.or main apko batana caho ga.kay logo ko is business main loss is liya zayada hota hay.kue ka wo is business ko sekhty nahi hay.or is business main earning karnay main buhat jald bazi karty hai.us ki waja say un ko is business main loss hota hay..
        • #19 Collapse

          dost meray khyal main forex bussiness main jo log bakhair kisi home work aur knowledge kay ahtay hain aur wo log zaida tar short cut ki talash main hotay hain iss liya un ko lalich ki waja say buhaat loss hota ha warna essi koi baat nahi ha
          • #20 Collapse

            dear Traders,
            if you unlucky person and unaware knowledge so you loss greater than profit.
            • #21 Collapse

              Jab trader ki profit ki ratio loss se kam ho jaey tu trader ko samaj lena cheye k us ki learning mai koi mistake hai or trader achi tarha se apni trading ka review nahi kar raha or na he woh apni mistake ko theek tarha se solve kar raha hai.Trader ko cheye k woh apni har week ki trading ka review lay kar apni woh mistake pehaly solve karay jo loss ki waja bani thi or koshish karay un sub mistake ko solve kar k phir live account pay trading karay jis se woh apni profit ki ratio ko increase or loss ki ratio ko decrease kar k acha trader ban sakta hai.
              Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
              • #22 Collapse

                ziada ha or profit km ha g fore me loss ziada hone ki waja ye ha k bohat se log is me learning k bgher hi trade krne lgte hen g or is me forex ko bohat easy le lete hen or wo nahi jante k ye bohat hi risky business ha the more will you be able to earn.If you will do greedy trading then ofcourse you will face a great loss and your balance will reduce to zero.
                • #23 Collapse

                  yes dear me apki bat se agree karta ho or boht se ase new user hote hain jo earning ke lye direct real account join kar lete hain or jb wo yaha sub loss kar jate hain tu forex ko he shor dete hain forex me loss ke waja knowledge na hona he
                  • #24 Collapse

                    nhi, ye hamari learning tk hota hy agr hum ny forex ko join krny sy pehly achy sy read kia hy aur hum iss main expereinced b ho gy hain demo pr hi, to hum jb forex main enter hotay hain to hum iss main achi startegies k zareye iss main acha profit earn kr sktay hain.
                    • #25 Collapse

                      Dear aap ki bath 100% durust hay quen kay at start maray sath ya sab kuch ho chuka hay. quen kay may uss wakat acha market analysis nahi thah or new users ka baz ooqat market sath day jati hay baz ooqath nahi dayti. lakin jab aap achay market analysis banjatay ho to phir aap iss par trading kartay ho. or profit par profit kamatay ho.
                      • #26 Collapse

                        g ha forex tread business eak risky business hai, is me loss aur profit dono hi hai, agar app ko loss ho to app ko lage ga k is pa loss greater than profit, agar app ko forex tread business k knowledge acha ho to app is loss se bach sakte hai, jada profit gain kar sakte hai.
                        • #27 Collapse

                          thank you for sharing this i will keep in mind not go in a loss or else i have to let go of my account ,my balance of course, and my work.
                             
                          • #28 Collapse

                            G ha jnab ap nay bilkul thek question pocha hy mein ap kay is swal say kafi agree hu jnab agar ap ko trading may km profit ho jae to ap ko happy hona chahiye kiyu kay ap loss say to buch gay hain is liye koshish karni chahiye kay ab pahle say ziyada profit earn kare.
                            • #29 Collapse

                              Yes very true that why we feel in this way that is all because of our inner feeling we feel very bad because of our loss and feels very great when we earn , so it in our nature we feels in this way.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji ha bilkul asy hi ha forex ma loss ziada hota ha or profit kam hota ha or ager ap ko proper knowledge and experience nahi ha to ap apna sara capital loss kar laty ho or ap ka account zero ho jata ha or phir ap ko dobara investment karni parti ha mary aik dost k sath b asa hi hoa tha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X