Markete main gap and scalping

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Markete main gap and scalping
    Aj markete open hony wali hai and markete main gap bhi hoga and isi gap ki waja se boht se traders scalling bhi kerty hain jis se unhy acha profit bhi hota hai amd is main risk boht hai to expert traders hi markete main gap hony per scalping ker sakty hain newsbies ko ye risk nahi lena chahye boht se pairs gap k sath start len gy to aesy main markete open hoty hi trade na karen ti ziyada best hai k aesy ap apna account safe rakh sakty hain and jo new members hain wi ti aesa na karen and markete open hony k bad is ko proper analyse karen and kuch time wait karen phir hi koi order place karen jald bazi main liya gya step big loss ka bais ban jata hai so be careful
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Markete main gap and scalping

    Ji bilkul aisi baat hai cal market open hoga aur bacche opening start hogi acha profit bhi hota hai amd is main risk boht hai to expert traders hi markete main gap hony per scalping ker sakty hain newsbies ko ye risk nahi lena chahye boht se pairs gap k sath start len gy to aesy main markete open hoty hi trade na karen ti ziyada best hai k aesy ap apna account safe rakh sakty hain and jo new members hain wi ti aesa na karen and markete open hony k bad is ko proper analyse karen and kuch time wait karen phir hi koi order place karen jald bazi main liya gya step big loss ka bais ban jata hai .
    • #3 Collapse

      Re: Markete main gap and scalping

      Gee han new members ko ye scalping ka risk nahi laina chahiye kion ke new members ko forex se related itna knowledge nahi hota hai to wo scalping ka risk le kar loss bhi utha sake hain hamein apne kaam ko acha or kisi bhi risk ko laine se pehle knolwedge ko gain karna chahiye agar knolwedge or experience acha hoga to ham koi bhi risk le sakte hain or apne kaam.ko apne knolwedge ke zarye asan bhi bana sakte hain kion ke agar kbolwedge hoga to ham apne risky task ko easily cover kr laite hain
      • #4 Collapse

        Re: Markete main gap and scalping

        dear market mein gap movement ki vajah se hota hai isliye aapko ismein yah notice karna chahie ki kya market close ho to apni tamam trades close kar dena chahie kyunki Jab kabhi form mein Forex trading mein Main gap aata Hai to kabhi Sara loss ho sakta hai isliye koshish Yahi honi chahie ki aap is main Hamesha apna market closed hone se pahle apni trades close karte Hain
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Markete main gap and scalping

          Yes dear ap nay sai kaha hay, aj market open ho chuki hay and kai pairs gap say open huye hain, or waqie is say hum advantage lay sakty hain, laikin scalping strategy wuhi use karain jin ka balance acha ho, otherwise quick account wash ka bhi chance ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Markete main gap and scalping

            Jiii haan dear bilkul achii baat boli haii apny aj markeet jo hii open huvii haii to iss main bhot saary gap naxar aiee hain aur yhe sclap trading keleye best moment haii jo bhe member iss main sclap trading krna chahty hain to un keleye yhe ik acha moqa krar pie gaa qn ky markeet abhi kaafii achii condition main haii
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Markete main gap and scalping

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
              Aj markete open hony wali hai and markete main gap bhi hoga and isi gap ki waja se boht se traders scalling bhi kerty hain jis se unhy acha profit bhi hota hai amd is main risk boht hai to expert traders hi markete main gap hony per scalping ker sakty hain newsbies ko ye risk nahi lena chahye boht se pairs gap k sath start len gy to aesy main markete open hoty hi trade na karen ti ziyada best hai k aesy ap apna account safe rakh sakty hain and jo new members hain wi ti aesa na karen and markete open hony k bad is ko proper analyse karen and kuch time wait karen phir hi koi order place karen jald bazi main liya gya step big loss ka bais ban jata hai so be careful
              Puri Duniya Mein Jo current situation chal rahi hai to usse Aisa possible hai ki market Har dafa Jab close hone ke bad reopen Hoti Hai To Kafi Bade gap ke sath open Hoti Hai Kyunki weekend per Itna Jyada time hota hai ki Dobara Jab market Meri open hota hai to use Waqt market ki position change ho chuki hoti hai yahi vajah hai ki Jab market open Hoti Hai To fir group ke sath open hoti hai lekin Aisi Surat Mein scalping karna yah bhi bahut jyada dangerous Hai Kyunki Jab market gas ke sath open Hogi to Koi pata nahin chalta ki vah FIR reverse direction Mein Munh Karegi ya Usi direction Mein move karti rahegi isliye pahle market ko kuch time ke liye sirf observe karna chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X