Aj kal Gold ki kia condition he?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj kal Gold ki kia condition he?????
    Ji doston is bare mein aap logon ka kya Khyal hai ki gold ki position aajkal kya chal rahi hai kya use per trade karna Aasan Hoga ya nahin aapka Aane Se Kya Kahta Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

    To aajkal gold market bahut hi dangerous Ban chuki hai Kyunki coronavirus ki vajah se is market mein bahut hi unpredictable movement ho rahi hai is vajah se main aap Ham Logon Ko yah Mashwara deta hoon ke gold market se a Jitna Dur Rah Sakte Hain Dur Rahe is my trading
    • #3 Collapse

      Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

      Gold ki movement bahut hi slow chal rahi hai ine Dinon ke andar aur yah Ek specific movement Ke Darmiyan move kar raha hai yahan you kah sakte hain ki yah 17 ki range mein Munh kar raha hai na yah Aage Kahin kar raha hai aur na hi Kahin yah Piche jaane ka Irada Hai Iski Munh Mein 1 se 100 ke kareeb hi Rahegi Aane Wale Dinon mein bhi aur Main Tujhe suggest Karunga ki agar aap is per by trade Karenge to aapko Jyada fayda sloka Kyunki ho sakta hai Ki Aane Wale Din Mein Masjid Ek Bar FIR 1750 Raj Kar Jaaye.
      • #4 Collapse

        Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

        Mere dost aaj ka gold ki bahut hi Buri condition Hai tune Kaisi Ye to bahut jyada aap chala jata hai aur bahut jyada Kaun Chala Jata Hai Jiski vajah se bahut se Logon ke account password Jaate Hain isliye Ham Logon Ko chahie Ke Bade Harsh ke sath Gold ke upar trade kiya tha na ki ham log fayda Lenovo ke hum saare ke saare nuksan kar wale aur Apna account band karwane isliye Hamesha aapke sath Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waqar2526 پيغام ديکھيے
          Ji doston is bare mein aap logon ka kya Khyal hai ki gold ki position aajkal kya chal rahi hai kya use per trade karna Aasan Hoga ya nahin aapka Aane Se Kya Kahta Hai
          Dear brother Forex trading mein gold ki ki aajkal Jo position hai vah ab hai lekin Jis Tarah ab gold movement kar raha hai isase yah Sher hota hai ki gold Ek Dafa Dobara niche aaega aur FIR Uske bad FIR ab Jaega Kyunki is market ke Munh mein se yah idea ho raha. hai ki aap ismein ab sale ki trade Laga sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waqar2526 پيغام ديکھيے
            Ji doston is bare mein aap logon ka kya Khyal hai ki gold ki position aajkal kya chal rahi hai kya use per trade karna Aasan Hoga ya nahin aapka Aane Se Kya Kahta Hai
            gold Forex trading ka sabse zyada iski pair hai aur ismein mere khyal mein usi member ko hi profit ho sakta hai jo ismein jyada experience rakhta hai isliye Agar Gold per aapko trading ka experience nahin hai to aapko usse dur rahana chahie kyunki maujuda halat mein jo market ki situation ja rahi hai usmein Gold per trading karna bahut jyada mushkil hai.
            • #7 Collapse

              Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

              gold ki condition bahut jyada complicated hai isliye hamen gold per acchi tarah se sambhal ke sath kam karna chahie market ko message karna chahie gold ki market bahut jyada risky hoti hai yah baat sabko pata hai isliye aap sabko chahie Kya hamesha Sabra ke sath kam Karen achcha kam Karen aur market ko chitrasen ISI mein Hi aapka fayda hoga aur aap bahut acchi tarah se trading bhi kar payenge
              • #8 Collapse

                Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

                members Abhi to market closed hai Aur Subah market open Hogi to mujhe lagta hai ki gold ki trade jo hai vah bahut jyada gap ke sath open ho ki aur Goldberg ki bahut jyada risky Hota Hai Gold per thread lene ka matlab hota hai apne aap ko bahut jyada risk mein dalna Jo Ek accha trader hota hai aur professional trader Hota Hai vah Gold per easily tried Lekar Kamyab ho jata hai lekin jo junior members Hote Hain yah new member hote hain unke pass experience ki bahut Aadat Kami hoti hai isiliye unhen golper thread Nahin Karni chahie aajkal gold kit red bahut risk per chal rahi hai aur gap ke sath cal kit red open Hogi bahut ut jyada.
                • #9 Collapse

                  Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waqar2526 پيغام ديکھيے
                  Ji doston is bare mein aap logon ka kya Khyal hai ki gold ki position aajkal kya chal rahi hai kya use per trade karna Aasan Hoga ya nahin aapka Aane Se Kya Kahta Hai
                  Dear Gold ki condition aj k dino mai bhut mushkil chal rahi hai due to Covid 19 market mai pehlay 90% loser howa akrty thy but ab 95% loser hu gai hai, jo bhut purany traders hai wohi marekt mai stay kar rahay hai, or bhut say trader jinko 1 2 saal howay thy gold pay trade karty howay or sirf gold pay hi trade karty thy un k account to ab zero hu gai hai wo is qabil nahi rahay hai k mazeed kam kar saken, un ki saving bhi wo market ko de chukay hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

                    Dear Forex trading business Mein gold ki movement aajkal down pay hai Kyunki gold ne apne resistance level per double top lagaya hai isiliye market ab speed se down Jayegi isiliye Agar ham Forex per gold ki trade per trade lagakar profit Hasil karna chahte hain To Hamen koshish karni hai ki Apne man management ko Dekhte Hue Gold per sale ki trade lagaen aur accha profit Hasil Karen Hamen Hamesha friend ko follow karna chahie aur turant ko follow karte hue hi Apne market ka analysis karna chahie Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

                      Gold ki Position aj i think Buy pe Trad Lagany ki Hy Today Markeet Is very slow Aj Movement Bhr kafi Slow hy Hamen chahie mehnat Hi Se Kam Karen Agar milati se acchi trading Karenge To Hamen Achcha profit Milega isliye gold hi per Karen lekin market Ko Dekhkar karen to Fir aapko Achcha profit aasani se Milega mehnat karne wala acchi kamyabi aasani se leta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

                        Dear filhal gold ki movements level hai uss pr trade open krny ka abhi koi faida nhi iss liye kuch dair wait krna chahyie aj market ki value kuch samjh se bahir ho rhi hai na to up move kr rhi hai na he kuch down ki tarf iss liye aj Trade lagty waqt humein achy se values ko samjh kr Trade open krna hogi iss liye be careful and think about gold
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: waqar2526 پيغام ديکھيے
                          Ji doston is bare mein aap logon ka kya Khyal hai ki gold ki position aajkal kya chal rahi hai kya use per trade karna Aasan Hoga ya nahin aapka Aane Se Kya Kahta Hai
                          Dear member aap baat kar rahe hain Gold ke Hawale Se To Mere Khyal se gold ki movement a Jaaye niche ki taraf Safar Karegi aur ismein bahut hi Achcha super karna hai mujhe ki taraf aur ismein 1650 ko bhi touch karna hai yah bahut acchi trading strategy ho sakti hai agar Ham ismein market ko Samajh Kar trade Karenge To Ham Achcha profit Kama sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj kal Gold ki kia condition he?????

                            i think to aj kal gold per na hi ki jay to zada bheter ha kunkay gold bhaii pta nahi kab loss ho jay or kab profit dy day ...is lia jab tak coronavirus wala system sahi nahi ho jata i think riski trading nahi karni chaiya kunkay is say humaen both hi zada noksan hota ha ...or humara account bhi wash ho sakta ha is lia be carefull ...

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X