Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?
    Assalamu Alaikum Forex per Hamen Roj ki ki 50 post Karni hoti hai mujhe yah bataen ke Forex per post karne ki quality ko Kis Tarah se behtar Banaya Ja sakta hai aur kis Kisam ki post Karni chahie. Kindly bataiye k kesy apni post ko improve kia jae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

    Mere dost ham log apni photo ki quality metre banana Chahte Hamari post compass 7 Line ki honi chahie aur uske andar Hona chahie aur Hamen chahie quality ke Aisi honi chahie kya Jo Sawal poochha Jata Hai Usi Ka Jawab Dena chahie Kuchh log to Bhul Kaise jawab Dete Hain Jinka Koi Chahta Aur Payal Nahin Hota isliye main chahie ki Hamen acchi quality ki post Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

      post ki quality ko Behtar banane ke liye zaroori hai ki ham Jab Koi jawab Dete Hain thread Ka Tum Kamal utrade Ke mutabik jawab Hona chahie Faizul Baat Nahin honi chahie aur Hamari takriban 7 se 8 lines permits Tamil post honi chahie Yahi Hamari acchi quality per Mushtaq mill post hoti hai jisse Hamen weekly bahut accha bonus bhi Mil Jata Hai..
      • #4 Collapse

        Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

        Jis thread ka jawB dete Hue aap post kar rahe hain to aapko chahie ke use tread ke bare mein aapko Kafi Jyada maloomat hun acchi maloomat Hogi to phr aapki post acchi kahlaye gi
        • #5 Collapse

          Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

          dear friend ap ka bht acha sval h k hum apni posts ki quality ko kis trha bhtr bna skty hn.dear is k liy zarori h k ap k pass Pakistan forex forum k bary mn knowledge ar experience ho.agr ap ko trading k barry information ni h to ap posts b achi ni kr skty hn .lkn agr ap forex k barry mn janty hn ar is ka knowledge rkhty hn to posts mn is ko sher kren.
          • #6 Collapse

            Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Asifa9018 پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum Forex per Hamen Roj ki ki 50 post Karni hoti hai mujhe yah bataen ke Forex per post karne ki quality ko Kis Tarah se behtar Banaya Ja sakta hai aur kis Kisam ki post Karni chahie. Kindly bataiye k kesy apni post ko improve kia jae
            Agar Ham kisi thread per reply kar rahe ho to hamen chahie ki Ham usko pahle completely delete Karen aur use per hone wale Baki members ki reply isko bhi read Karen to hamen usse bahut accha knowledge Hasil ho sakta hai aur jo knowledge Ham form se Hasil kar sakte hain vah Ham kisi aur jagah se Hasil nahin kar sakte kyunki is pe saree discussions ise business ke related hi hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

              foreign post ki quality ko kaise banaya Ja sakta hai hi Ek Tarika to yah hai ki aapko apni post Mein Forex trading ke bare mein Koi Na Koi information share Karni chahie aur dusra Tarika yah hai ki Jab aap apni post Mein Koi Na Koi information share karen to usmein spelling Ki Galti Na Ho Aur vah Aasan jaban Mein Hota ke padhne wale ki samajh mein a sake
              • #8 Collapse

                Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                Forex forum per posting ko bahtar aur quality ko ham tab he bahtar bana saktay hain jab es me ham experience aur knowledge sharing karaingay. aisay threads karain jo doosro k leye faida mand honay chaheye. es se ham apni posting ko bahtar auq quality wise best bana saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                  wailakum assalam dear . post ki quality is soorat brhai ja skti hai ky aap just forex ky bary me hi post kryn thraed lgayn .. sahi sahi real malomat aap forum par logo ky sath share kryn . to is sorat apki post ki quality brhai ja skti hai aur apko bonus bhi acha mil skta hai.
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                    posting ki quality achchi karne ke liye acchi tarah se learning karo Taki aap new topics per working kar Sako threads bhi acchi quality ki create kiya karo iska bhi aapko bahut jyada fayda hota hai 3rd se bhi bahut achcha bonus milta hai isliye yah baat apne dimag mein bhi tha logon ne aaj kal bahut sari baten ki thi ke third smart create karo bonus nahin milta lekin yah sab galat baten Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                      Acha sawal hay. Dear Member sab se pheli baat tu ye hay ke thread ka title dekhein ke humey iski knowledge hy ya nai. 2nd ye ke thread ka reply me length ka khayal rakhein bilkul short nai likhein. 3rd ke quality per focus karein means jo baat hay usi ko discuss karein us hawaley advice dein ya us hawaley se apna experience share karein ya us thread se agree hain ya uske against usey discuss karein. 4th ke word aese use karein ke lage ke waqai kuch parh rahe hain kuch informative hay or experienced members ne likha hay.
                      Or bhi kch qeemti batein hain jo quality ko bhetar karti hain.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Asifa9018 پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum Forex per Hamen Roj ki ki 50 post Karni hoti hai mujhe yah bataen ke Forex per post karne ki quality ko Kis Tarah se behtar Banaya Ja sakta hai aur kis Kisam ki post Karni chahie. Kindly bataiye k kesy apni post ko improve kia jae
                        Dear jese k ramzan chaal rahay hai or rozay ki haalt mai zaida kam nahi hu pata hai to mai to koshsih akrta hu k 30 -40 post daily hu jai, rozay mai itni karan bhi mushkil hu jata hai but last week ka bonsu bhut acha aya tha to wohi soch kar motivation leta hui or jitni max post hu sakti hai himmat utni kar deta hu, ab jese aj sunday tha to ofice off tha to subha sota raha or ajka target 50 post ka tha to aj mainay 35 post kari bus, baqi kr nahi saka himmat nahi hoi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Asifa9018 پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum Forex per Hamen Roj ki ki 50 post Karni hoti hai mujhe yah bataen ke Forex per post karne ki quality ko Kis Tarah se behtar Banaya Ja sakta hai aur kis Kisam ki post Karni chahie. Kindly bataiye k kesy apni post ko improve kia jae
                          Forex form Mein post ki quality ko Behtar Banane se Murad Hai Hamen Apne posting main Hamesha Forex trading se related acchi information share Karni chahie aur Hamari post kam se kam 2 lines Se Jyada aur 3 Line ki honi chahie Agar Hamari post do line se kam Hogi to bhi Hamen post ka koi fayda nahin hoga aur Hamesha Forex form ke rules ke mutabik apni posting share Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                            posts ki qualiyty es waqt best ho g jub hum forex kay baray main he posts kuray gay es kay baray main achi trah say kam kuray gay agar hum posts pay or batain likh daytay hain or forex kaay baray main nhi likhtay han to es say hum achi post nhi kurtay hain or es kay sath sath humain threas kay mutabiq he jawab dayna chahiyay or apni posts main fazool batain add nhi kurni chahiyay es say bhi humari posts ki quality kum ho sakti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posts ki quality ko kis trha behtr bnaya jae?

                              Pist ha.ri bgot zeada achi ho tous ki waja sy ham zeada acha hama oana kam.kr sgty hy jitan hui zeada ham acaha likhy gy jamara bhi faida hoga our parhny waly bndy ko bhi kuch ilam ki bat pta chaly gi to us ka bhi faida ho jaye ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X