Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain about i

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain about i
    Main cal posting Kitni thi Uske bad Aaj Ke Din Mein maine koi post Nahin Ki lekin still abhi tak bhi Yahi aapse na raha hai ki aapki post limit Koi Ho Chuke Hai Agar Kisi bhai ko is problem ke bare mein koi Pata ho ya iska solution Pata ho to Jarur share Karen Agar acchi baat share Karoge To aap bhi Sacchi baat ki vajah se bahut Sare logon ka matlab HAL ho jaega isliye please Agar Kisi quiz Bhargava Naal Ishq Hai Tu lajmi batao
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

    Ji aapne kal apni post ke liye Majburi ki Hogi vah Bhi Raat 10 baje ke bad aur uske sath aapane apne phone charge bhi generate kiye Honge Jiski base per aapko 1440 minutes ka error a raha hai aur aaj raat 10 baje ke bad aapka yaar khatm ho jaega aapke itne ghante pure Ho Jaenge to Uske bad aapko alag Ho Jayega fir se post generate karna yah post comments karna so koshish Kijiye ki jo aap third generate Kiye Hain karte hain vah kam se kam Karen aur post comments jo hai maximum level per Karen aajkal vaise bhi Pakistan form mein jo hai post comments ke liye mat 45 Kar Di Hai Jo Jab ke pahle 50 Hua karti thi per day ab 45 ho gai hai aur jo limit increase Karta Hai FIR usko Ek Din Ki vah use per Laga Dete Hain limitations
    • #3 Collapse

      Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

      My dear brother aapko post limit ka option isliye raha hai kyunki aapane start methods create kiye honge jiski vajah se aapko yah option mil raha hai agar aap start mein 3rd create na karen to aapko FIR aapka nahin milega aur aap isliye posting kar sakenge aap jab bhi posting ko start karen to aap start mein Hi thread create na Kiya Karen jiski vajah se aapko yah option Mil jata Hai aur limit a jaati post limit ka option isliye raha hai kyunki aapane start methods create kiye honge jiski vajah se aapko yah option mil raha hai agar aap start mein third create na karen to aapko FIR aapka nahin milega aur aap isliye posting kar sakenge aap jab bhi posting ko start karen to aap start mein hi friend kariye itna Kiya Karen jiski vajah se aapko yah option Mil jata Hai aur limit a jaati Hai
      • #4 Collapse

        Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

        Dear friend limit option is vajah se a raha hai ki Shayad cal aapane jo hai aisa kar liya Ho ki 50 Se Jyada post kar di ho to is vajah se vah 1440 ka option aata hai yani aap ka ek din ke liye aap hi post nahin kar sakte to iska matlab Yahi To Hai Mere Khyal se kam Ek Din Se Ek Din Mein 50 Se Jyada limit cross nahin kar sakte 50 total post Karni Hoti Hai Usi Mein include Hamare 4 friends Hote Hain Jo Ham kar sakte hain Iske alava Jyada Karenge To Hamara account ek din ke liye band kar diya jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

          hamain i s main rules ko follow kar k kam karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur posts karny k liye i k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain posts k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay
          • #6 Collapse

            Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

            Aisa last week mere saath bhi hua tha ki maine koi post Nahin Ki Thi lekin mera option A raha tha ki aap ki limit Puri ho chuki hai to aapane Jo cal Ki Last Post upload ki thi vah aapane 12:00 Baje ke bad ki Hogi Jiski vajah se aapka yah problem a raha hai to ab aapka yah cal Subah Kahin 6 baje ke bad aap dubara post kar Payenge
            • #7 Collapse

              Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

              Jab Koi phone nahin kiya aur aap ki limit Ka Jawab de raha hai to aap Logon Ko chahie Ki aapane Raat Ka 12:00 Baje ke kareeb pahunch Gai Hogi is vajah se aapke liye option aana hoga isliye aapko chahie kya Aaj Raat 11 baje ke kareeb Karoge To aapke pass ho jayegi isase pahle aap Karoge To aapke pass hi Hogi Kyunki Agar aapki 24 ghante ke andar post kiya hai to Sari ki sari aapki Deewar ke andar aa rahi hun ki is vajah se aap log ko chahie Ki Raat 11 baje ke kareeb hai to aap ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Alighuman پيغام ديکھيے
                Main cal posting Kitni thi Uske bad Aaj Ke Din Mein maine koi post Nahin Ki lekin still abhi tak bhi Yahi aapse na raha hai ki aapki post limit Koi Ho Chuke Hai Agar Kisi bhai ko is problem ke bare mein koi Pata ho ya iska solution Pata ho to Jarur share Karen Agar acchi baat share Karoge To aap bhi Sacchi baat ki vajah se bahut Sare logon ka matlab HAL ho jaega isliye please Agar Kisi quiz Bhargava Naal Ishq Hai Tu lajmi batao
                bhai jaan jab aap posting start karne Lagte Hain aur starting Mein hi aap ek new thread create kar dete Hain uski vajah se aapke account mein yah problem aati hai isliye pahle post reply karen new Threads ko create mat Karen Kyunki starting Mein Hi new thread create Karne Se yah problem a Jaati Hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Aj me ny koi post nhi ki lkn limit cross ka option aa rha hai... Plz explain abo

                  is problem ki vaja ye ho sakti hai k ek to ye bhi k ap ny last day 12 bajje k bad posts ki hu gi ya ap ny start factor use kr liya ho ga jis vaja se esy hota hai ap fr se log in kr k posts krein ap ka problem may be solve ho jae r ye error na ae,..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X