Forex trading me jald bazi ka nuqsan...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me jald bazi ka nuqsan...
    Forex trading me agar planning k sath trading ki jai to kamyabi hoti ha. agar jald bazi me trading ki jai to us me profit k bahut kam chances hotay hain aur loss ka chances bahut ziada hotay hain. jald bazi me market ki information gain keye baghair trade lagaya jata ha. ye tukka trading hoti ha aur es me market ka view clear nahi hota. hamain chaheye k jald bazi me trading na ki jai balkay proper planning kar k trading karni chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

    Assalamu alaikum friend aap ne bahut acchi post ki hai aur main aapki baat se agree karta hun aur mere Khyal ke mutabik Kisi Bhi Na kam trader ki nakami ki vajah jaldbaji hi hota hai Kyunki Jab vah market analysis ke yah apni Ilaaj ke andar Aakar koi bhi trade Ho blindly open kar deta hai to usko uska Hamesha last hi Hota Hai Pyar Nahin chahie ki aap Jab Bhi Koi State Open Karen complete market analysis kar liya Karen aur blind trading se bache aur Market ki situation ko Dekhte Hue koi bhi tate open Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

      Jaldbazi se always hi loss milta Haihamen kabhi bhi jaldbaji ke sath reading nahin karni chahie aur hamen always market ke good analysis ke sath good working karni chahie agar Ham market ke good analysis ke sath working nahin karte Hain to hamari working good nahin ho sakti hai aur hamen profit bhi khud nahin Mil sakta Hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

        g han hamain is forum main jald bazi say avoid karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main trader banany say pahy is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain markt main planing kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main bi knowldge hasil kar k hi hum achi rade karni ho gi aur hamain earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

          G han dear pak forex main jaldbazi karna bhut nuqsan hy hmain chahaiy k ham jo bhi kam krain bhut hi soch samjh kar krain aur hmra mind bilkul fresh hona chahaiy
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

            G dear forex trading mein jaldbazi ka nuksan bhut bada hota kion k members is min soch samjh k kam nhi krty or jaldbazi krty hn is vaja sy bhut loss uthana prta hy to koshish karni chahy k jo kam bhi krin soch samjh k krin or achi earning kr sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

              Jese ke apne kaha aise hay ke kamyaabi usi soorat me hay jahan planning hogi. Bagair planning ke uthe or trade le lie aisa kerne se loss ke hee chances hain or ye tukkey marna khelata hay. Forex me jaldbazi or lalach kerne wale member kamyab nai hote hain aram sukoon se soch samjh ker planned kerkey trading ki jaye or koshish kerkey utna risk lia jaye jitna recover kerskein. Q ke forex me loss bhi hota hay magar loss ka kam hona or loss ko recover kerna bhi kamyabi me ehem qirdar ada karta hay. Forex me jald bazi or lalach kerne wale member un 90% member me shamil hain jinko forex me loss hota hay
              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                Forex trading me friends jaldbaazi ka bht nuqsaan hai hame sabar ke saath trading karni chahiey aor lot size bhi Kam rakhe .
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                  g han bilkul jnb agr hum forex trading mn kamyabi hasil krna chty hn to hmyn sabr sy kam lena ho ga agr hum sabr sy kam len gy ar jaldbazi ni kren gy to hum achy trding kr skty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                    Jiii haan dear sahii baat kii haii apny hum.logon ko bhot hii achii trha sy kaam krty huwe apna kam ko kisi bhe jaldbazii ky sath kam nh krna chahiye balky humain mhinat ky sath aur imandari ky sath hii kaam krnq chahiye is main apny mind sy hii kam leye huwe aona kaam ko pora kia jiee
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                      kabhi bhi Forex mein jaldbazi se kam kar mat karo hamesha sabse kam karo achcha kam karo to aapko jarur kamyabi hogi isliye aapko chahie kya aap hamesha Dil lagakar hardworking karte Rahe acchi quality ka kam karte Rahe to aapko jarur kamyabi hasil hogi aur aapko chahie kya aap hamesha Dil lagakar hardworking Kiya Karen acchi tarah se demo account per practice bhi karte Rahe
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                        g han forex trading main agar hm planning ky sath trading karain to hi acha profit earn kar saktay haim agar jald bazi main kam karain gay to humaien lise hi ho ga is liyay kabhi bhi jald bazi main real account main koi bhe trade open nahe karni cahiyay balkay souch samajh kar kam kar ky hi hum achi earning kar saktay hain jald bazi main humaien suraf lise ka samna hi ho sakta hai aur account washing ky bhe chances hoty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                          forex my jald bazi sy kam na ly seekh kar achi learning kar k phr kam kary ta k ap acha kam kr k profit lay skay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                            ji han dear friend forex tradeing main ap nay jald bazi nai karni hai us kay bahut say nuksaan hain agar ap nay is main achi tarh say kamyb ho jao gay agar ap nay is main achi tarh say kamyb ho jao gay agar ap nay is main achi tarh say kaam kar lia to ap is main achi tarh say kamyb ho jao gay forex trading kay layay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                              Forex trading me agar planning k sath trading ki jai to kamyabi hoti ha. agar jald bazi me trading ki jai to us me profit k bahut kam chances hotay hain aur loss ka chances bahut ziada hotay hain. jald bazi me market ki information gain keye baghair trade lagaya jata ha. ye tukka trading hoti ha aur es me market ka view clear nahi hota. hamain chaheye k jald bazi me trading na ki jai balkay proper planning kar k trading karni chaheye.
                              G apki bat sahi ha forex trading agr jald bazi say ki jaye to profit k chnace thoray kam hotay hain jb k loss k ziyada m hmain har tarha ki jald bazi say avoid krna ho ga aur ic k bar aks hamin technical aur fundamental analysis k sath sath forex events say bhi in touch rehna ho ga. Jaldi ka kaam shaitaan ka so forex mn bhi yahe chez ha jb hum jaldi krtay hain to hum nuqsan k leay tayar ho jaen. Me ap sb logo say kahu gi k forex ko hamesha cool aur relax mind say perform krnay ki adat ban lain to apko kni parshani nai ho gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X