Behtar Time Frame ka use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    forex aik trusted business hai aur is trusted business mein aap bohat kama letay ho aur mein m1 time frame use karta hoon aur mein daily manual trading karta hoon aur practice mujay perfect banati hai aur mera knoweldge bi increase hota hia is business par work kar ky.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      Forex trading main sab say best yahe hota hay keh hum market chart ko sahi time frame par use karty huway use karen aur us par trade karen tab he hum theak say profit earn kar sakty hay.
      • #813 Collapse

        Salam member well ispe to main yeh kahungi jo actually mai khud bhi yeh karti hoon baat yahan long ya short term or trade ki nahi hai maine dono time frame mein kaam kiya hai aur mujhe jo easy laga hai aur faiday mund bhi who hai M1 kyon ke us mein hum chahay long mein hobya short mein her minute ke upvdown kamaloom hota usse easy rehta hai decide karne mein ke kub konsa indicator hai aur rokna chahiye hai ke nahi
        • #814 Collapse

          dear yes agar to hum is main short term chalna cchahty ha toh umain c hhay kay hum is main short timeframe use kary aur agar big chalana ha to big timeframe use kary
          • #815 Collapse

            bhi jan ap ka sawal bohet he acha hey ye to ap ke mahnat pr depand krta hey ky ap kya kr rhe hu or ye bohet he acha busness hey as ky lya time ky naye mind hota hey
            • #816 Collapse

              ager apk pass forex k bary main kafi exoerience ho to app us ko zaya na kary balkay es ka dosro tak be pohanchay tah k wo be es main working kar sakay time frame ko dehan main rakh ke trade start kerni chaye ager aap sab aesa nahe kerain gay tou apko loss honay ke chancces zada hain.
              • #817 Collapse

                Assalam O Alaikum, Bhai jaan new traders ko start main yahi baat confuse karti hai keh woh konsay time frame se trades karen aap ne time frames ke baaray main detail se bata ker sab new traders ko samjha diya hai aur iss se unn ko bohat help bhi milay gi.
                • #818 Collapse

                  yar yeh her trader ki strategies per depend karta hai k kon sa time lagana chiayay jo time frame jis trader ko suite karta hai woh pher usi k sath he us main he entries karta hai.
                  • #819 Collapse

                    g ager ap ka dilll krta he g night ke waqt akm krna ka keya khayl ah g to kar saktay ha
                    • #820 Collapse

                      g ahn ye bata theak kahe hai ap ne jub bhe trade kiya kren ye dekha kren k market k move ksi wakt achi huty hai.,tu usi wakt kaam kerna bhe behter hai,.
                      • #821 Collapse

                        bhai timemanagement bhut zarori hain bhai trading main or trader ka apna experience hota hain woh us hisab sa time set karta hain waisa main to yeahi recomend karu ga jo bhai new hain mean newbie hain forex main woh trading jab b karay to 15minute ya 30 time frame rakhain
                        • #822 Collapse

                          bhai agr aap short time ki trading like karty ho to aap M30 tak ka he time fram rkha karo q k short time trading yaa scalping ko whe suit karta hy , wesy trade lgany se phly sary time frames apply kar k check kar liaa karo
                          • #823 Collapse

                            yes barther ap ne theak kha kh time fream ka b bara farak parta ha or short terem trade mn to zyda se zyda 30 mint hi karna chya ta kh ap ko pata chal saky kh markeet mn kya ho raha ha
                            • #824 Collapse

                              apni wish aur apnay experience ki baat hay ma H4 ka frame use karta hu this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay dear H4 best chart frame hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                aapko apana koi ek bahut hi badiya wala time frame choose kar lena hi chhaiye to hi apko forex me success ke liye sahi time frame milta hai aapko bahut hi hard work karna bahut h zarurihota hai aapko bahut hi practice karna hoga demo account me tohi apko profit milega aur aapko bahut hi sahi time frame me trade karna hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X