Behtar Time Frame ka use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    dears friends sab sy best time frame H4 hy ap is mai trade kar ky best then best earning hasil kar sakty hy ap H1 time frame bi use kar sakty hy but H4 time frame is good for every one bus ap ko kam karny ka experience acha hona chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      Time frame koi bhi bura nai. Pehli bat yeh ha k har trader apnay indicator aur skill k hisab say time frame slect krta ha. Ziyada tar log 15M 30M aur H1 ya H4 use krtay hain time frame ka sahe slect krna bahut he important ha aur time frame selection depend krti ha short term trading and long term trading. Meray khayal main wasay H1 aik ideal time frame ha
      • #1413 Collapse

        New members ko short time trend use kerna chahiey time frame ka kiun k new members k pass knowledge ki kami hoti hai to wo loss me chaley jatey hain is liey short time trend he use kerna chahiey.
        • #1414 Collapse

          bahi mary hisab ko jis ko ya kam aa gya wo profit able banda ban gay hi q kay time say hi insan achi traidng kar kay pass kama sakta hi bahi mara ya mana hi kay ager ap ko time frame bana aa gay tab ap ak achy trader ban sakty hu tab ap ko profit ba p ko marzi ka hi aya kary ga
          • #1415 Collapse

            assalamu alaikum bhai
            Mere Khayal se tou Jab market ke close hone ka time Hota Hai toh market main tezi aa Jati Hai Kis Liye agar aap short-term thread Lagana Chahte Hain To market ke close hone se 30 minute pahle lagana chahiye
            • #1416 Collapse

              Friends me apni trading k liye H4 time frame use kerta hun yeh mujhe sub se best lagta hai is k bad H1 or baki time frame b dakh leta hun analysis me but me ziada trading k liye H4 ko hi use kerta hun yeh bohat suitable hai all currencies pairs or gold per trading k liye b.
              • #1417 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Members trading mai jaha har step important hota hai waha pay time frame ka sahi use karnay se trader ko kamyabi asani se mil b jati hai or trader asani se market ka trend b samaj sakta hai.Mery experience k mutabiq jab trader short term trade karta hai tu behtar hai k woh 15 min or 30 min ka time frame use kar sakta hai or jab trader long term trade use karta hai tu 1H H4 ka time frame use kar sakta hai.
                G han short term k ly 15min 30min ya 1H bhe istemaal kiya ja sakta hay. Aur long term k ly zayda tar traders 4H istemaal karty hain ya phir jab aap zayda long k baary main soch rahy hon to daily means 1D wala time frame bhe use kiya ja sakta ha.
                • #1418 Collapse

                  dear friends agr ap ka ka experience bohat zada acha hy to ap koi bi time frame use kar sakty hy best time frame h4 hy ap isy use kary or acha profit hasil kary ap demo account py zada zada knowledge hasil kary or achi earning hasil kary
                  • #1419 Collapse

                    aap nay ache infomation de ha is sa hum jasay new trader ko mdad milte ha our is ma hum kaam to kis be time kar sakty ha is ma hum koun limt time dea ga ha kay jab cahay is ma post kar sakty ha ya aik best awy ha is ma hum ko mhant sa kaam karna cahay
                    • #1420 Collapse

                      g ha aap nay sahi kaha kay is ma hum ko knowlged our experinec ki trah time forum ki be ahmet ko smjna cahay q kay is ma sahi time ka wit karna our sahi time par sahi trad karna ya aik best trader ki nasnay hote ha is ma aap ko cahay kay aap knowlged sa trad kary long ho ya sohrt trad ho
                      • #1421 Collapse

                        hameha trading karny key ley big time ka frame chart me market ko analysis karny ki koshish karni zarori hay, es ki waja simple hay short time market ko analysis karny me ham se kahi na kahi ghalti ho sakti hay jo key traders key haq me bilkul be sahi nahi hoti.
                        • #1422 Collapse

                          g han bahi jan ap ny ik bohet he acha sawal pocha hy.agr humy ik expert trader hn or humary pass bounce b bohet hy to hum bary time frame my b trade kr sakty hn or us ki trade humy loss nahe day sakti.lkn agr hum expert nahe bs ik achy trader hn to humy choty time frame my trade krni chahey.humy sirf M30 /H1/H4 k charts ko use krna chahey.
                          • #1423 Collapse

                            aap nay sahi kah ha kay hum ko is ma time forum ko ues karna cahay is sa hum ko trading kafe fiadh hota ha our aap is ma kis be time trad ko opan kar sakty ha is ma aap ko tansan lanay ki zaroorat nhe ha is ma aap 24 ghnaty trad kar sakty ha
                            • #1424 Collapse

                              market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karen gay aur time frame ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main is forex k bary main acha knowldge hasil kar k hi hum acha earn kar sakty hain aur market main trend ko use karny main bi koi mushkil na ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky aur hamain wo hi time frame ko use karna ho ga aur hamain markt main is k bary main greed ko avoid kar k hi hum real main achi trad karna ho ga tab hi hum knolwdge hasil kar k hii hum achi trade karein gayy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X