Behtar Time Frame ka use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    apne experience k hisaab sai demo trading main trading karte time best result waali time frame jo dekhi hai wo H4 hi hai isme mujhe trading karna kaafi acha lagta hai or main kaafi baar success bhi hoti hu ya waly time frame use ker rha hun lukin mujy es bare mein ziyda knowledge nehi ha kun ki mein es mein new hun lukin mein tu mostlye one hour wala time frame use ker rha hun aur esi se acha signal mil jata ha k market kis terf ja rhi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Agar ap advance trader hein to pher ap ko big time frame use karna chahye like 4H ya 1D time frame es se ap ziada pips catch kar sakty hein, agar ap average ya beginners hein to pher small time use karin, 1h ya 30M chart.
      • #18 Collapse

        forex may trading kerne say pehlay hamay timing ka bara khayal rakhna hota hay kio k agar hamne wrong time trading ki to hamay buhut zyada loss hojaiga es leye ham jitna zyada apne apko up to date rakhaingay otna zyada ham profit kama saktay hay.
        • #19 Collapse

          is ka best time 4pm kay bad mayn shoro hota hay aur jomay walay din koi new deal open na karayn balkay ap har deal say exit ho jayn warna poray weakend frash nahe ho payn gay
          • #20 Collapse

            main samjhta hoon ke sab se behtar time frame H4 hai kyoun ke is ke bad D1 ata hai aur D1 main aik hi candle banta hai H4 is liye bhi behter hai kyoun ke 4 hour main aik candle banti hai aur ap ko pata chalta hai ke 4 hour main market kis taraf ko jaye gi
            • #21 Collapse

              Time frame nhi...mein har dafa yehi ba karta hun k time frame nhi bl'k situation ka bhtr hona asar andaz karta hai kyun k ye trade mind ki game hai aur mind situation par depend karta hai.
              • #22 Collapse

                frame chart ko app long term our short term dono mai use kar saktey hai ,,, ye app ki knowledge our experience par depend karta hai,,, baharhal short term mai app k lose k risk kam hotey hai,,,
                • #23 Collapse

                  ji janab ap ki marzi ain yani k ko m1 use karta hain koi m30 koi h1 aur koi h4 ilslye apko jis main profit hoo wo use karey main khud m30 use karta hoo kyun k mujhe is se profit acha hota ahin aur mera experince b hogaya hain is se hain
                  • #24 Collapse

                    jee mare dost me ap se agree karta ho ky kisi bi business me time frame bohot hi important hota ha is se beter aur koi chayze ni mare dost sehi time ka use kar ky app zada profit hesal kar sakhta ho mare dost.
                    • #25 Collapse

                      agar long period ka hesab say dhaka jay tu mere hesab say H4 kafe thek raha ga es say app ko new bana wala candle stick say ache trade ker saktay hai aur short time ke trading k leya app 5 mint k time frame per depard ker saktay hai.
                      • #26 Collapse

                        THnks for you information dear..yeh to har ek pe depend karta hai wo kitna time forex pe lagata hai but i also prefer short frame trading..kyun k long trading mein loss k chances hote hein q k thori hi der mein kuch bi change ho sakta hai
                        • #27 Collapse

                          my dear forex men jo time frame hen wo market ki situation ko dekhne k liye diye gaye hen, hum in frame ko jb b jahan chahen use kar sakte hen is me hamare liye koi problem nhe hai hum isko jis waqt cahain use kar sakte hen....
                          • #28 Collapse

                            G haan trading kai liyai timeframe ko samjhna bhi bohat zaroori hai. And yes for short time trading, short time frame like 15mins or 1hr is preferred and for long term, 4hrs and 1 week is preferred. Is kai alwa time frame chart forex ki prediction karnai mai and analyses kai liyai bhi bohat kaam ata hai.
                            • #29 Collapse

                              Mere khayal mein agar app koo safe trading karni hai too phir aap koo H4 yaa day one per pehlee market kaa trend identify kar kee trading karni chaiyee yeh best time frame hai jahan per aap apni knowledge koo achi tarhan apply kar kee acha profit nikal saktee hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear forex trading me time frame bohat hi zayada ehmiat ka hamil hay ap time frame se bohat kuch gain kar kay market kay trend ka andaza laga sakte hain es liye mere khayal se M15 aur D1 ka time frame zayada acha hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X