Never invest in forex with loan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never invest in forex with loan
    Salaam Alaikum friends aap sab khairiyat se Honge friends Aksar Dekha jata hai ki Hamare Kafi dost Forex Mein investment ke liye Kisi Se loan Lete Hain tu Kyunki yah Ek bahut hi dangerous market hai aur loss hone ke chances bahut jyada hai ismein aur new commercial ke liye to Kyunki unko Ek freez Hota Hai hi to vah jaldi karte hain aur Jyada losses bear Karte Hain To isliye loan Lekar kabhi bhi kisi se Forex Mein invest mat Karen Agar aapko is loss Hua to aap pareshani Mein loss ko recover karne Ke Chakkar Mein Aur Jyada nuksan kar baithenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Never invest in forex with loan

    Yes you are absolutely right never invest in forex trading or with loan ke stadium mein kabhi bhi direct and West na Karen on on speaker banane you for accepting a casa risky business is maximum people fail hote hain aur no limit hi area ki aapane dekha hoga to maximum pata forex trading main apne aap ko achcha banane ki koshish karte hain lekin bahut jyada time dene ke bad mere sath mein forex trading mein hamen direct investment nahin karni chahie aur dusri baat Jo aapane kaha ki Don known to bilkul nahin Dena chahie aur accident mein agar aap chahte Hain forex trading mein kam karen to aapko Ho.
    • #3 Collapse

      Re: Never invest in forex with loan

      Forex trading main haman loan lay k kabhi invest nai karna chay agar hamaray pas investment k liay pecy nai hain to forum join kar k bonus pay trading kar lain but loan lay k kabhi bhi na karen kyun yeh online business hay market ki movement kisi bhi time up down ho sakti hay and loss k chances ziyada hotay hain es market main es liay mehnat say kam karen and loan na lain Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      Last edited by ; 03-05-2020, 05:25 PM.
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Never invest in forex with loan

        Agar Hamara Forex Mein kam karne ka experience Achcha hai lekin hamare pass Paisa Nahin Hai To Ham bank se loan Lekar market Mein investment kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex Mein Paisa invest nahin karna chahte To Ham ismein bagair balance ke account Banakar bhi kam kar sakte hain forex ak best aur Kabhi Khatam na hone wala hai business hain
        • #5 Collapse

          Re: Never invest in forex with loan

          Mere Pyare dost yah aapane bahut Achcha topic discuss Kiya Hai hai Iske bare mein baat karna mujhe bahut Achcha lag raha hai. Main bahut Sare Logon Ko Jaanta hun jo bank se loan Lekar Forex trading business Shuru Karte Hain aur bahut bada nuksan uthane ke bad sari Jindagi Ka utarane Mein Laga Lete Hain. Hamen kabhi bhi Forex trading business loan Lekar Nahin Shuru karna chahie Kyunki yah Ek risky business hai aur ham bahut bade nuksan se Do Char ho sakte hain. Pakistan forum per kam Karen Achcha bonus Aasan Karen aur Forex trading business Karke Ek acchi income apne liye Hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: Never invest in forex with loan

            Forex main use time taqreer investment nahin karni chahie jab tak aap ko farakka acchi tarah se knowledge or experience hasil Na Ho jaaye to aapko chahie kya aap pahle acchi tarah se Forex ka knowledge or experience hasil kar lo uske bad aap FIR real investment bhi kar sakte hain ismein koi problem nahin hai FIR aap bahut acchi tarah se trading bhi kar payenge
            • #7 Collapse

              Re: Never invest in forex with loan

              yes dear Forex trading main aapko loan lekar kabhi Kam nahin karna chahie kyunki aapko ismein Las Ho jaaye to aapko double loss hota hai isliye aapko chahie kya Forex trading mein kam form per investment hasil karne ke bad Karen aap Koi achcha kam karne ka bahut jyada fayda ho sakta hai isliye baithe kam Karen working perfect Karen Forex trading main menu se kam karne wala trader hi kamyab Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Never invest in forex with loan

                G deqr aap nay bahot achhi baat share ki hay forex forum main kabhi bhi loan lay kar investment nahi karni chaheye kun kay forex business ik bahot risky business hay koi chahy jitna marzi expert ho jay lekin forex business main wo bhi 100% trade kay bary assure nahi hota ess liay kabhi bhi loan say investment na karain
                • #9 Collapse

                  Re: Never invest in forex with loan

                  Yes brother apki baat theek hai forex aik risky business hai starting mein new traders ko shok hota hai k kisi tarah is business mein invest krein aur wo loan k nary mein bhi sochty hein mery khayal mein bhi loan ly k is business mein kabhi investment krny ki ghalti na krein wrna loan ada krny k liye bhi kuch nhi rehega trading mein aik mistase sari investment loss mein ja sakti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Never invest in forex with loan

                    Kyunki trading ek bahut hi jyada risk wali market hamen is chij se white karna chahie ki ham Kisi se karja lekar ismein management Karen yah do mere pass bahut achcha experience ho tab ham yah kam kar sakte hain lekin hamen pahle koshish yahi Karni chahie ki ismein mehnat Kar ke experience Hasil karne aur forex ko join Karke bonus per trade Karen jo ki hamare pass ek bahut hi acchi option hai kyunki ismein market ke up and down hone ka kuch pata Nahin hota to ismein loss hone ke chances jyada hote Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Never invest in forex with loan

                      G bil kul ap nay bahut acha mashwra dia ha hmain loan lay k kisi bhi surat forex mn invest nai krna chaheay kyun k forex aik aisi market ha jis mn koi pta nai chalta yak dam market aik direction mn jatay jatay ulti chali jati ha aur account zero bhi ho skta ha. Agr hum kisi say loan lay k trading start kr dain gay to Allah na kray loss ho jaye to hmaray leay bahut ziyada parshani ka zaria bnay gi. So bahut kaak ki bat share ki ha ap nay hamin loan lay k forex pay bil kul bhi investment nai krni chaheay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X