Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.
    Ji dear aisa bhi ho jata hai ke hum aik trade open karty haen Jo ke hamari strategy ke hisab se strong hoti ha. Aur hum emotionally bhi koi aisi ghalti nahi karty ke hum ko emotional decision le laen. But phir bhi hamari trade loss mein chali jati hai tu es mein humari koi ghalti nahi hoti some time strategy bhi fail ho jati ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

    Aap nay sahi kaha kbi kbi forex market me pairs ki movement itni unexpected hoti hy hmari steong strategy b fail ho jati hy es liay oreshan na hon, bal k mazeed mehnat kren Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

      han dear friend mere Bhai sometime hamari strategy bhi kharab hoti hai lekin yah tabhi kharab hoti hai jab Ham logon ki kismat mein kuchh nahin hota jab humne unki kismat kharab ho jaati hai tab koi bhi strategy koi bhi indicator Kam nahin karta kyunki hamari kismat mein kuchh nahin hota Jo hamari kismat mein hota hai uske liye hamen Koi strategy Koi indicator ki jarurat nahin hoti vaise hi Ham logon ko earning Ho jati
      • #4 Collapse

        Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

        G bilkul Galt hoti hain Is leye hi kehtay hain fouram pa apnay experience ko share krain ta ka ap zayda se zayda knowledge ho or apko new strategies ka pata b ho.
        Ek dosray se knowledge share krnay se bharta hain.
        Ham ko ek doaray se miljul kr kam krna chahahy.
        • #5 Collapse

          Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

          hamain time ki manngement karni ho g tab hi hum sucess hon gay aur hamain apni stretgy ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main apni har mistakes ko avoid karna ho ga tb ahi hum real main kamyab ho sakty hain aur hamain is forum main kisi bi wqt trade kar k hi hum achy say earning ho saky gi aur sucess hon gay
          • #6 Collapse

            Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

            fore ain humian es mian hum same time main hum thread ko open nahin kar skty hain humian es man experience ka our humain es main knowledge ho ga to he hum es main kamjab ho ksty hain hum es main part time be kam kar skty hain hum es main full time be kam kar skty han agar hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main kam karna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
              Ji dear aisa bhi ho jata hai ke hum aik trade open karty haen Jo ke hamari strategy ke hisab se strong hoti ha. Aur hum emotionally bhi koi aisi ghalti nahi karty ke hum ko emotional decision le laen. But phir bhi hamari trade loss mein chali jati hai tu es mein humari koi ghalti nahi hoti some time strategy bhi fail ho jati ha.
              Yes deer aapki baat sahi hai ki aaj tak Forex trading Mein Koi Bhi Aisi strategy Nahin I hai jo ke full Kamyab ho aur jo bhi strategy Hoti Hai vah Kuchh time ke liye kam karti hai aur usmein aap ko change karna padati hain Kyunki Forex trading mein time to time change jaati rahti hain aur aapko strategy mein bhi change karna padati hain to aap ki strategy kabhi bhi correct Nahin rahti Agar aapko Ek Bar profit hota hai to next time aapko loss bhi ho sakta hai so aap strategy ko update Karte Rahen aur Market ko follow Karen jab tak aap market ko follow Nahin Karenge use time tak aap ko nuqsan hone ke chances n Se sote Hain
              • #8 Collapse

                Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                aisa bilkul Hota rahata Hai Ki sham time Aap Jo plan karte hain vah Achcha Nahin Hota vah Achcha aapko profit Nahin De sakta to aapko apna plan change karna hota hai isliye Koi pareshani Ki Baat Nahin Hai Sab ke sath aisa hota hai aur yahi process hota hai learning ka jis se ap learn karte Hain Jab aap learn kar lete hain to fir aap usko theek kar lete hain Jab aap apna knowledge Hasil karte Hain To aapke pass bahut Achcha experience hota hai market mein kamyabi milati hai aapko to bus sabse pahle apni learning complete Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                  Yes you are right my friends k some time hmari stretegy wrong hoti hy hmain chahaiy k ham bhut hi soch samjh kar kam krain aur kahain bhi mistake na krain agar ham sanmbhal kar kam krain gy to hmain achi kamyabi hasil ho sakti hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Ji dear aisa bhi ho jata hai ke hum aik trade open karty haen Jo ke hamari strategy ke hisab se strong hoti ha. Aur hum emotionally bhi koi aisi ghalti nahi karty ke hum ko emotional decision le laen. But phir bhi hamari trade loss mein chali jati hai tu es mein humari koi ghalti nahi hoti some time strategy bhi fail ho jati ha.
                    Dear strategy kbhi ghalat nahi hoti hai, wo fail huna start us waqt hoti hai jb market apna behaviour change karti hai, to best say best strategy fail huna start ho jati hai, or ye wo time hota hai jb apka method apki help karta hai k waqt k sath sath new strategy banany mai jo us waqt ki market situation py fit betthti ho, esi lie jo profesional log hotay hai wo strategy say ziada method ko tarjeeh dete hai ta k unhe kam karnay ka acha mouqa mil sake or her situation wali market mai wo profit gain kar saken.
                    • #11 Collapse

                      Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                      Yes brother, zayada tar hamari strategy galat hoti hai, but ham es ko sahe samaj kar big lot sy trade open kar letyn hain, resultly hamy loss hota hai or asa hota hai k hamary acct ka big hisah loss ma doub jata hai, forex ma hamesa small lot sy trade open karni chahe, ta k agr loss b hu to easily recover kiya ja saky, demo sy hamy different strategies ko test karty rehna chahe,
                      • #12 Collapse

                        Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                        g hn g ap ki baat bilkul theek hai k aksr esa hota hai k hm bhut axhi planing krty hein r apny hissab se best trading strategy bhi bnaty hein lkn trade krty waqt hm jb vo apply krty hein tu hmein loss ho jata hai r is ki main vjja yahi hoti hai k hmari strategy mein kch fault hota hai,..
                        • #13 Collapse

                          Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                          bilkul dear, hmain apni strategies ko directly real ma apply nhi karna chaiay bl k pehlay unhain demo par check kar laina chaiay q k ho sakta ha us strategy ma kuch kami ya mistake ho jis sa hmain loss b ho sakta ha, is liay hmain apnay anaylisis karnay k baad strategy bnani chaiay ta k mistakesk chances km hon
                          • #14 Collapse

                            Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                            Ji dear aisa bhi ho jata hai ke hum aik trade open karty haen Jo ke hamari strategy ke hisab se strong hoti ha. Aur hum emotionally bhi koi aisi ghalti nahi karty ke hum ko emotional decision le laen. But phir bhi hamari trade loss mein chali jati hai tu es mein humari koi ghalti nahi hoti some time strategy bhi fail ho jati ha.
                            G ap nay bri piyari bat ki ha bal k meray dil ki bat ki ha. Aksar aisa hota ha jo stragty hum nai bnai hotibha us say hat kr trade lga detay hain emotion mn a k so hmin bahut ziyada careful honay ki zarurrat ha jo bhi stragty bane us pay sakhti say amal paira hon. Sometimes yeh bho hota ha k hmari stragty kaam nai kr rahi hoti kyun k aksar jb high impact event ata ha to sari stragty fail ho jati hain kyun k bri news say market idhar say udhar move kr jati ha. Hmain thora mohtat rehna ho ga k ic case hmari bnai hue stragty kaam nai kr rahi to emotional men a k trade na open krain nai to hmain nuqsan k elawa kuch hasil na honga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Some time hamari strategy bhi ghalt hoti ha.

                              Ji haaaaan aaaap ki baaat Sahi Hai Ghalti Ho Jaaati Hai FoRex Main Or Baray Baray Tradrs Se ho jaaati Hai Ghalti Ki Wajaaaa se PaReshaaan Nai honaaa chaahiye Or naaaa hi FoRex Main Kaaaam KaRnaaa ChoRnaaa Chaagiye Balke mEHnat Jaaari Rakhni Chaahiye Q k Jitni Zyaada MeHnat Se Kaaaam KaRen Gy Or Samajh KaR Trade KaREn Gy Utnaaa hi HumEn Faaidaaa hoGaa or Kaamyaabi k ChanCes bhi Zyaada hi Hoon gy....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X