Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen
    ji han doston agar aap Forex Mein Apna loss recover karna chahte ho to aapko sabse pahle money management ko follow karna hoga Kyun ke money management ko follow kiye Bina Ham Apna loss ko recover nahin kar sakte Agar money management ko Ham follow Nahin Karte To is se Hamen Aur Bhi zyada loss hota hai usko recover karne mein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye totally money management ko follow Karen Kyunki Is se bahut benefit Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

    Exactly bahut hi important factor Apne share kiya hai and I am very thankful to you ke agar humne Apne loss ko recover karna hai ya Apne account ko save karna hai tu sabse important factor Hai money management Agar Hum usko follow Karen means Hain Ki Hamara Jitna account mein investment Hai yah Hamara Jitna capital Hai Uske according Humne Apna lot size choose karna hai means Agar Hamare Paas hundred dollar ka account hai To Hamara lot size. 10 Ka Hona chahie instaforex mein jo normal broker Mein. 0 1 ke Iqbal Hai is lot size ke sath Ham Apne loss ko bhi recover kar sakte hain aur apne account ko bhi sev kar sakte hain SO money management aur risk management case or treat Kijiye stop loss aur take profit ka maximum use Kijiye aapka account ka loss bhira kab Hoga aur aapka account grow Bhi Karega
    • #3 Collapse

      Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

      Ap nay sahi kaha forex trading me loss ko recover krby k liay pehly hum loss ki reason ko tladh kr usay thek kren, phir new strategy k sath msrket me trade open kren aur planning pehly sy behtr honi chy money management k rules lazmi follow kren Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      Last edited by ; 03-05-2020, 03:36 PM.
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

        g han hamain money ko mange kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur loss say bachny k liye mhnt krani ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur forum main kamm karny k liye is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karn ho gi aur hamain market main bi greed ko avoid kar k hi hum cahy sy trade kar sakty hain ta k earn ho sky gi
        • #5 Collapse

          Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

          g hann dear ap ki baat thek hy forex online buienss min hamin lois hita hy aur os loos ko recover karna hy to hamin forex min monymangamnet ka istmaal karna higa jis sy hum girex min treading karty joy kam lot size laga ka hum fordx min monymangamnet kar ka sakty hain aur hum achi treading kar kau hin achi treaisng sy humin hony waly loos ko achy sy recover kar sakin gy
          • #6 Collapse

            Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

            dear forex men agr hum apna loss ko recover karna chaty hen to humen chaia keh hum sab forex men kabhe bhe lalach nai karen gy forex men jab hum lalach nai kaaren gy forex men jab hum dil lagi sy kam karen gy forex men jab hum acha kama karen gy forex men jab hum mehnt sy kam karaen gy forex men hum bahot he ahic kamyabi hasil kar saken gy
            • #7 Collapse

              Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

              gee han dear agar app forex main apnay loss ko recover karna chahty hain to hamain is main apni money management kar kay pher he kam karna ho ga pher he hum is main kamayb hongay forex main wohe log kamayb hoty hain jo mahnat or lagnsay kam krty hain agar hum money management nai karin gay to pher hum loss kr lain gay
              • #8 Collapse

                Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                pak forex trading mein jo hamain loss hota hy use cover kerne kilye hamain money ko manage kerna cheye jitna money ko manage kerte han loss ko cover kerne kilye hamain lots size ka use small kerna cheye apne senior ko follow kerna cheye or rules ke mutabik kam kerne se zror success hasil hoti han
                • #9 Collapse

                  Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SamadAli پيغام ديکھيے
                  ji han doston agar aap Forex Mein Apna loss recover karna chahte ho to aapko sabse pahle money management ko follow karna hoga Kyun ke money management ko follow kiye Bina Ham Apna loss ko recover nahin kar sakte Agar money management ko Ham follow Nahin Karte To is se Hamen Aur Bhi zyada loss hota hai usko recover karne mein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye totally money management ko follow Karen Kyunki Is se bahut benefit Hota Hai
                  Dear Jab Kisi bhi trader ko koi Bada loss Ho Jata Hai To vah Yahi Chahta Hai Ki uska last ekadam se recover ho jaaye lekin yah loss recover karne ke liye aapko Kafi e Jyada hardworking karna padta hai Aur Ek Friend ki banana padati hai strategy main aapko money management bhi sath mein dekhna hoti hai ki aapane money management ke sath chalna hai aur use red ji per kam karna hai agar aapki strategy na kam ho gai to Aapka loss account was ki taraf Bhi Ja sakta hai so aapko Ja advice hai ki Jab Bhi loss ko recover Karen Ek proper money management ke sath reading Karen aur normal routine se Hatke trading na Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                    Ji haaaan Sahi kahaaa Hai aaaaap Ne Loss Ko ReCoVer Karnay k LiYe HumEn MoNey Management Karnay k Baaaad Hi Trade Lagaaani Chaahiye Or Jo Bji Trade Lagaaani ho Losss ko ReCoVer Karnay k Baaaad WoH HumEn Safe Lott k Saath Hi Trade Lagaaani Chaahiye Tab Hi Hum Kaaamyaaabi haaasil KaR SakTay Hain Is Main Or aaaasani Se Losss ko Bhi ReCoVer Kar SakTay Hain....
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                      Money management Ek rule hai lekin aapko jo profit Nahin deta profit aapko tab Hota Hai Jab aap market Mein trend ko follow karte Hain agar aap market Mein trend ko follow Nahin karte to aapko profit Nahin hoga aapko profit karne ke liye market Mein trend ko follow karna hoga aur iska fal karne ke liye aapko price action Ko samajhna hoga price action Ko sikhana hoga Jab aap isko Sikh loge to fir aapko Sab Kuchh samajh mein aaega jab tak price action uski samajh nahin aati market bahut Mushkil hoti Hai Hamare liye
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                        Agar aap ne Forex trading mein bahut zyada loss Kiya hua hai to aap ko recover karne ke liye money management ko sikhana samajhna bahut zaruri hai aksar log Aisa Karte Hain Keh train to acchi Karte Hain lekin money management Mein Kafi week hote hain Jiski vajah Se vah Apna earn Kiya hua profit nuksan Mein Badal Lete Hain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                          Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex trading Mao apnay loss ko remove krnay kley hamain money management krny chahay hamain achi trading krny chahay aur acha profit kamana chahay hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy hamain sabr sy kam krna chahay q k sabr ka phal metha hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                            without money management you cannot earn profit , money management Aise Hai Ki Jaise aap zyada Paisa Katha Karke aur usko Kisi locker Mein Na rakhen yaani , out of locker ke profit aap Agar Rakh Denge to usko Sambhal Pana Mushkil Hai To money management aapke liye Aisa kaam karti hai ki aap ka kamaaya Hua project aapko sambhalne ki facility Deti Hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apne loss ko recover karne ke liye money management ko follow karen

                              Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain apny loss ko recover kar ny ky liye jald bazi nhi kam lot size trade opne karin ta ky ap kamiyabi hasel kar saky is liye money mangmant ky sath kam karin jald bazi sy karin gy to ap ko loss ho ga jald bazi sirf nuqsan dati hain soch samjhe ky trading karin market ko analiyses kar ky ta ky ap achi earning kar saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X